ji bhai forex sa phly main online par bohat sa work kiya karta tha maslan captcha typers or add posting ka work lakin jab sa main na forex business ko join kiya ha mujhy ab wo works bakwas lagty hain or main forex ko learn kar raha hon ta k main hamasha forex business sa hi apny liyea paisy kama sakon
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим