Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Mehnat se kaam karna aur apne dil ko mutmayen karke hi asal me forex me success hasil ho sakti hai. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Knowledge aur experiense ki kimi nahi hoti lekin masla confidance ka bhi hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим