Forex trading me agar hum demo account pe kaam nahi karengay to us se kabhi bhi hum apne ap ko improve nahi karwa sajte, is waja se forex trading me improvements k leye hamen demo account pe apne experience aur skills ko improve karna chaheye. Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai. Treading krny ky liye hamry pas experience aur hamry analysis ka strong hona zarori hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим