trading se related agar kisi member ko koi signal Mil jata hai to vah member use signal ko apni trading mein istemal nahin karta hua iske liye maximum confuse ho jata hai ki vah isko istemal kar le ya fir Na Karen aur iski vajah yah hai ki members ko is baat ka yakin nahin hota hai ki vah signal real hai ya real nahin hai aur members ko acchi tarah Se verify kar lene ke bad hi use signal ko istemal karna hota hai dear members aap is bare mein apna experience Baki aur members ke sath share kar denge agar signal ko acchi tarah Se verify karna ho to kis tarah Se Kiya jaega member jab isko acchi tarah Se verify kar lete hain tu iske bad unko idea ho jata hai aur vah signals ko apni trading mein istemal kar lete hain aur agar members ko yah maloom ho jaega vah signal real nahin hai to members use tarah ke signal se avoid karte hain aur is tarah Se members ko loss nahin hota hai members ko kisi bhi signal per bahut acchi tarah Se yakin Kar lene ke bad hi apne trading mein istemal kar lena chahie aur jab membership ne cygnus ko acchi tarah Se verify nahin karte aur is per yakin kar lete hain to tab members ko ek big loss ho jane ka chance paida ho jata hai members ko apni trading se related management per bahut acchi tarah Se focus karna hota hai aur agar members is tarah Se apni trading ko ignore kar denge aur usmein hard work nahin karenge aur apne kam per acchi tarah Se focus nahin karenge tu is tarah Se main bas ki trading nuksan mein jayegi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим