bhai ksi par bhi zabardasti to nahi ki ja sakti na. log is ko riski business samajh kar join nahi karta ka hamara paisa zaya hon ga jab ka wo ye nahi samajhta ka agar is ma mehnat karan aur achi knowledge hasil kar ka acha experience bhi banain to loss nahi ho ga aur un ka paisa bhi nahi dooban ga magar log mehnat bhi nahi karna chahta aur earning bhi chahta han.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим