Trades ka Time Period se Pehlay band karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades ka Time Period se Pehlay band karna
    Dear Forex Members

    Bhoout se traders es bat pay yakin rhakty hian kay jab woh thora sa profit daikh lain or trade ko band kar dain jab kay woh nahi janty hain kay woh jo mehnat kar kay trend bana kar trade open karty hain tu woh trade ko kam as kam us trend ke end ya mid tak tu lay kay jain es tarha un ko un ki mehnat ka woh phal nahi milta hai or finally woh fail ho jaty hian tu meri request hai kam as kam jab ap inti mehnat karty han tu apni mehnat pay trust karain or apny trade se sahi faida otha lain woh ap kay trading career kay leye be ahca hai

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

    Dear apne thek kaha he Forex trading mein trend ko smjhna itna aasan Kam nai he Hum jab kisi trend ko smjh lete Hain Tu Hamain us point Tak trade lagi rehne Dena chahye ta ke acha profit hasil Kar skain jald bazi mein Decesion na lain
    • #3 Collapse

      Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

      assalamualaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki jab tak aap Forex trading mein main trade ko follow nahi karenge aur uske motor pit trading nahin karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye agar aapki trade profit mein ja rahi hai to usko form close kar de kyunki agar aap lalach karenge to aapko nuksan bhi ho sakta hai isiliye lalach se bache aur agar aapko profit Ho Raha hai to apne trade forum close karte dy
      • #4 Collapse

        Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

        اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
        Dear Forex Members

        Bhoout se traders es bat pay yakin rhakty hian kay jab woh thora sa profit daikh lain or trade ko band kar dain jab kay woh nahi janty hain kay woh jo mehnat kar kay trend bana kar trade open karty hain tu woh trade ko kam as kam us trend ke end ya mid tak tu lay kay jain es tarha un ko un ki mehnat ka woh phal nahi milta hai or finally woh fail ho jaty hian tu meri request hai kam as kam jab ap inti mehnat karty han tu apni mehnat pay trust karain or apny trade se sahi faida otha lain woh ap kay trading career kay leye be ahca hai

        Shukriya.
        Dear firex friend forex market ke movement ka koi pata naho chalti he is waja se small profit per apni tread ko close karni chaya ager zayada lalach late ge to zayada loss kare ge is waja se small profit per saber karni chaya
        • #5 Collapse

          Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

          hamara ismian hamesha hi har sawal achcha hona chahie aur agar hamen chahie sawal karte rahte hain to hamesha mein aasani ho sakti hai aur hamara nuksan koi nahin ho sakta aur main har member ko yah baat sanjana chahta hun vah agar kamyab hona chahte hain to unko ismein bahut zyada kam karte rahana hoga agar unka zyada hi kam hota hai to vah ismein acche se kam kar sakte hain lekin main bhi yah sochana chahie ki ham apne aap ko ek kamyab insan banane ke liye kitni zyada mehnat karte rahte hain ham utna yad aaye sani hasil ho sakti hai aur ismein har insan ki soch acchi honi chahie agar ham zyada achcha sochte rahte hain to hamen aasani hasil ho sakegi aur hamara is nuksan koi nahin ho sakta aur har kisi ki soch hamesha acchi hi honi hoti hai agar ham jitna rahte hain to hamen utna aasani ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

            trades ager sahi profit main ajaty hy to pher hamein chaye ky ham is ko itme period sy mehnat karny chaye aur pehr himat ky sath wwork akrna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy is ye hamien is mian mehant karny chay ejis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy is lye hamein is main mehant karny chaye jis sy pherkafi ziada so hamein is main mehant kary chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian emhant karny chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy
            • #7 Collapse

              Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

              G hy bilkul thk kha hy jb hm acha profit mily to jy to hm lalcg nhi krna chya hm hmsha time sa Phly hi treading close kr dani chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business hy jitna soch semjh kr wark kra ga utna hi kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

                Agar treating kar rahe hain to Achcha period after last Karen Forex main use hi ke jariye Achcha period aapke liye Hamesha aapke liye provide ho jaega Achcha period per acche itne lagaen Jab Bhi aap Lagaya K Market Katta KK Market poster per karte hue lagaenge to aapko market Ka Pata chalega market ke bare mein information Milegi koshish kar mehnat Karen acche period Forex Mein acchi minut se Karen Tu Hi Uske Musafir ka trailer Gaye aapke liye kamyabi Ho Jaati Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

                  Bahut khoob ap Na bahut acha topic diya ha time period SA phely trade ko close karna ap jis time frame par market ko analysis karty Han jasy ap 4 hour la Len ya pher h1 ab ap Na trade la Len ha to ap ko ya to profit hona ha ya pher loss hona ha lakin ap Na time SA phely trade ko close nhe karna ap Na sabar karna ha ye ap ko profit de GI or time periods SA phely trade close Na karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trades ka Time Period se Pehlay band karna

                    forex market main hum jo bhe trade open karte hain is main koi time table ke restriction nhe hote hae ap jab tak use chalana cahen ap usko chala sakte hain to bas hamen cahiye ke hum apni trades main stop loss or take profit put kar diya karen q ke is tarah se hamare trades stuck nhe hote hain or hum asani se yahan se ache earning bhe karte rehte hain bas hamen is main kam ko sahe tarah se karna cahiye hum jitna zayada ache tarah e apna kam ko acha kar jate hain hum yahan se success gain karte he hain bas hamen bhe cahiye ke hum jo bhe kam karen sahetarah se kam kiya karen to is tarah se hum kamyab ho jate hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X