Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...
    Forex trading mai sub sy bari cheez stoploss or take profit hai. Agar in dono ko sahi use kiya gaya to hum loss sy bach skty hai ya account bhi wash mahi hoga. Jo log dutt par hoty ahin ya kaam main busy hon or forex ko time nahinde skty to woh analysis kar k trade leny k bad sahi stoploss or tp ka use kar k appna kaam jari rakh skty hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

    Ji haun Har trade mein safety ke liye stop loss boht zaruri he Kyun ke aksr trade lagane ke bad hamare pas time nai hota ya Hamain loss ka itna andaza nai hota jitnj market opposite move Kar jati he Tu big loss se Bachne ke liye stop loss lagana boht zaruri he
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

      Forex mai stoploss choty account k leye bohut zarrori hai isky baghair trade nahi lein kabhi bhi. Stoploss news k waqt ya jab marlet mai movement fast hoti hai to loss sy bacha deti hai
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

        Forex market ko aghar khoy cheez control karsak ta ha to woha stop loss ya buy stop ya sell stop sa hi control karsak taha our Aap ni Trading ko manage karsak taha iss laya janbhi Trading Karni hota pala Achi analysis karka aik strong stop loss ko find karna chi Tak Aap ka Account wash hona sa buch sak .iss laya Kabhi bhi stop loss ka baghar Trading nhi karni chiha
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

          dear forexer business market ki dunya mien hamesh trade lety waqt stoploss ka khas khayal rkahna chaheiy
          ap ham stoploss ka khyal nahe raken gy to hamen tradeing mein boht bari loss ho sakti hay agr ap ne kamiyab
          hona hay apne stop dost ko use karne ke liey ziyada mehnat or lagan kay sath kam karna hoga hamen whi karna
          chahiey jo hamary faiydy mein ho na kay loss mein ham stop loss ko use karen forex mein hamesha koshish karen chaiuey
          kay ap stop loss theek profit se gain karen
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

            Dear friend forex trading men stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay stop loss ko zaroor manage karen aur apnay balance k hisab se stop loss set karen aur limit itni rakhen agar stop loss hit ho jay tu phir aasani se recover bhi kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: osama11 پيغام ديکھيے
              Forex trading mai sub sy bari cheez stoploss or take profit hai. Agar in dono ko sahi use kiya gaya to hum loss sy bach skty hai ya account bhi wash mahi hoga. Jo log dutt par hoty ahin ya kaam main busy hon or forex ko time nahinde skty to woh analysis kar k trade leny k bad sahi stoploss or tp ka use kar k appna kaam jari rakh skty hain..
              Dear forex friend ager stop.loss aur take profit ko market ke mutabik lage ge to zayads loss be nahinkare ge aur achi profit hasil karni ke bad trrad close ho jai ge is waja se forex market ko samajna chaya aur is ke trrad ko open karni chayA
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

                G hy bilkul thk kha hy treading krna koi asan kam nhi hy is lia hm treading krty wqta hmsha stop loss soch semjh kr istml krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business hy jitni mhynt sa qulit wark kra ga utna hi kamyb Ho ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha trade lety waqt stoploss sahi rakhein...

                  Agar stop loss lagakar aap Agar trade Aag Lagate Hain To aapko Hamesha acchi Mudit ke mutabik Forex ke mutabik aapko Yahan per lost Hoga lekin aapka account was Nahin Hoga isliye Hamen chahie stop-loss Har Surat mein add Karen Har Surat Mein use Karen her situation may use Karen Har Taraf se use Karen acchi learning ke sath use karen to aapke liye kamyabi bahut Aasan Banegi TP aapki height ho jayegi isliye aapko chahie TP Surat mein add Karke stop loss ke sath lagaen Is Tarah Jab Bhi market Agar aapke Agar profitable 3km aapka Sath De to aapki TP hate ho jayegi Is Tarah kamyabi Hogi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X