Bearish candlestick pattern Ek Aisa pattern hota hai jismein marks ka Trend Hamesha down main hota hai bearish trend main market down Move karti hai aur jismein ham apni trade ko Sell Mein apply kar sakte hain basically ye trend tab Banta Hai Jab market bahut jyada up trend mein ho aur vahan se ek candle downtrend ki banti hai aur phr vah Baki candles ko follow karti hui proper Ek downtrend banati Hai hai aur market se ek Achcha sell Mein trading ka profit provide Karti Hai To Aise trend ko Ham bearish candlestick pattern Kahate Hain bearish candlestick patterns ko agar aap acche se judge karte hain apni trading ko sell may perform karte hain to aapko market se bahut hi Achcha fayda mil sakta hai Kyunki Jab Bhi bearish candle banti hai to vah bahut jyada down Trend Mein Jaati Hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим