forex me trading k waqt hume apni puri tawaja iss per rakhni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me trading k waqt hume apni puri tawaja iss per rakhni chahiye
    forex me trading k waqt hume apni puri tawaja iss per rakhni chahiye tab hi hum kamyab ho sakte hain ;););)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course that you are say the right that I am agree with you. We are open the Forex market then we are fully attention on the Forex market and our mind is fresh, cool then we are perform the good.
    • #3 Collapse

      trading join karny k bad hamen sari tawajju learning par deni chahiay. or jab trading learn kar lain tab sari tawajju market par deni chahiay trade lagany sy pehly achi tarha complete analysis karna chahiay ic tarha hi trade me risk ko kam kia ja sakta hy
      • #4 Collapse

        Dear brother market may Analysis howa kartay hai agar Analysis hai ap k pass tu our kuch nahi chiya our agar analysis our information k bina market may enter ho rahay ho tu maybe you success
        • #5 Collapse

          g bhai mai ap ki bat sy agree krta hoon,hum jab b trade krna chahy tu points ki movement ko mind mein rakh kr kry,q k agr points ki movement ap k mind mein ho gi tu phir sure hy k ap ko is trade sy profit ho ga,profit and loss points ki movement pay depend krta hy.
          • #6 Collapse

            jee bhai app ne bilkul theek kh ahai forex trading business main hume ager akk kamyab trader bana hai to iss k leya zaroori hai k hum apni her trade per gore kery aur uss ko dakh baal ker kery kun k yah akk boht risky business hai jiss k leya hume iss per her waqt dehan dane ki zaroorat hoti hai :)
            • #7 Collapse

              salam to my all friends, jee haan forex trading per kaam krty waqt huma apni puri tawaja is per rakhani chahia ya hi kamyabi hy
              • #8 Collapse

                Yeh buhat risky business hy aur is main hamain buhat muhtat ho kar chalna hota hy. Forx market kisi bhi waqt up aur down ho jati hy aur aik huge loss ka samna karna parta hy. Is silsiley main hamain chaheye keh hum stop loss aur take profit zaroor use karain aur small volum of lots lagayen takeh ziada loss sey bach sakain aur balance bhi safe rahay.
                • #9 Collapse

                  g ha app ki bat sahe hai forex mai trading karty waqt hamay puri tawajwa is per he rahni chaheyah tub he hum success ho sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    aslamiqm my dear ma ap ki bate se egery kirta ho ka jab ham is par work kirte h to ham ko apne pori towaja is par kirne cahaia warna ham ko loss ho sakita ha
                    • #11 Collapse

                      I think ya zaruri nhi ka hum apni puri tawajo apni trade par raky, Hum chaiya hum trade open karna sa phala market ko achi tarha analysis kar la taaka bd ma huma trade ko dakna ki zarurat na ho
                      • #12 Collapse

                        i am agree with you brother koi be kam hai wo taab he hota hai jb banda apna full focus us par karta hai jab tak ap ke mental satisifaction nahi ho ge ap koi be kam ache tara nahi kar skate ho trading to ek full focus wala kam hai agar ap is par lack of focus karo ga to kach be earn nahi karo ga kuin ka ya etna easy kam nahi jtna log bayan kar dete hai focus both matter karta ha is business mai
                        • #13 Collapse

                          bhai mery knowledge k hisaab sy app billkull theek keh rhy ho her trader ko chaheay k trading k waqat taawajo aor mehnat sy kaam kery ager ap ya koi b trader focus ni kery ga to loss hoga ager app ny trade laga ker kahee jana hy to app stop loss and take profit laga k jao takeh loss na ho.
                          • #14 Collapse

                            G forex trading business mein trading kartay waqt agr ap forex trading ki market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading kartay han tu hi ap profit earn kartay han aur agr ap analysis k baghair trading kartay han tu ap ko loss ho sakta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bhai ager koi b kaam attention done begair kerain to wo hamaisha kharab hota hai aur trading mai to aap Aisa bilkul b a hi ker sakty kion k iss se aap ka account wash ho sakta hai market her waqt ooper nichy hoti hai ager aap ka dhayan trading py nahi hoga to aap ko loss ho sakta hai so be careful and attentive all the time during trading just like a cat who is sitting outside the hole waiting to catch a mouse

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X