Trade lety waqt risk management ko dekha karein..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade lety waqt risk management ko dekha karein..

    Ji bilkul Jab Ham trading Karte Hain To Hamen Hamesha risk management ko Jarur manage karna chahie aur kabhi bhi trading karte hue Apne account balance Se Bada risk Nahin lena chahie Kyunki Jab Ham trading Karte Hain To humein Thoda Sa Risk Lena padta hai but Jab Bhi aap trading Karte Hain To risk management Apne account balance ka matlab Kiya Karen lot size Usi hisab Se Rakha Karen tab bhi aapko trading Achcha fayda mil sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade lety waqt risk management ko dekha karein..

      G han to mn apki bat se agree krta hn kah trde lety waqt hamen risk ko bhi yad rakhna ho ga to is ky lye lazmi hota hai kah jb ham trade lgye to hamen is ky bary mnori trah information hasil ho or phr to ham achi trading kr sakky gy or jb hamen trade lena bhi nhi ata ho ga to ham kis trah kam kr saky gy to isi trah trading ky waqt do bato ka khayal rakhna zarori hota hai akk bat to yah kah hamen is trade se loss bhi ho sakta haoi or profit bhi or is ky lye lazmi hota hai kah hamen jb trading lagani ho to is risk pe lgani chye kah is mn hamen profit ho g or profit or loss dono ko lazmi yad rakhna ho ga or risk leny se behtr hai kah ham soch smjh kr kam kre or is mn jitna bhi profit ho to is pe hi sabr kre na kah lalach ky chkr mn apna account wask krwa baithy.......
      • #18 Collapse

        Re: Trade lety waqt risk management ko dekha karein..

        Trade lete Waqt Hamen market me risk management Karni Hogi Is Tarah Ham jaldi kamyabi hasal kar lete hain Jab Ham Mein trade open Karte Hain To Hamen lot size kam se kam select karna chahie aur Agar Ham Rakh Lena Chahte Hain To Hamen lot size Jyada select Karni chahie ya nahin Hamen Apne capital came Kabhi aur apne experience ky mutabik market Mein risk Lena chahie
        :1f60e:
        • #19 Collapse

          Re: Trade lety waqt risk management ko dekha karein..

          Forex mai humy zeyada risk nahi lena chahiye zeyada profit k leye. Forex mai hum otna he risk lein jitna hamara account ho os sy zeyada risk hamara account wash kar skta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Trade lety waqt risk management ko dekha karein..

            Jaisa ki ki aap sab log Jante Hain Ki Forex trading 1 risky business hai isliye ismein kam karte hue aur trade Lagate Hue Humko Hamesha risk management ke sath kam karna chahie aur kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Agar Ham lalach Karenge To usmein Ham Ko profit milane ki vajah se nuksan ho sakta hai Hamesha Apne capital ko Dekhen Apne account balance ko Dekhte Hue lot size ko select Karen aur apni trade ko Shuru Kiya Karen Jo members risk management ke sath kam Karte Hain vah Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hote.

            اب آن لائن

            Working...
            X