over trading se bachna chahiye ye bhi loss ki aik waja hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading se bachna chahiye ye bhi loss ki aik waja hai
    over trading se bachna chahiye ye bhi loss ki aik waja hai kiun k hum greed k chakkar me parh jate hain so loss face karna parhta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan over trading se hamesha save rakhna parta hai ap ko kiyun ke Over-Trading ek aise lalach hai jo ke forex main ap ko nuksaan de sakti hai so be aware of it always thanks
    • #3 Collapse

      Dear brother over-trading jo hai who ap ko only loss hi day gi our kuch nahi is liyeh jo trade profit may wait karo target ka our jesay hi target success ho gay tu us k bad next trader our apni account size ko deak kar open kiya karo
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi hai mein samjta hoon over trading greed k zumrey mein ati hai is liye hamein chahiye k ham proper planing or risk management k sath trading krein ta k forex se achi earning kr sakein
        • #5 Collapse

          forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business gee haan bilkul sahe kaha hay aisa hoota hay sometimes...
          • #6 Collapse

            dear mery khyal main over trading and over confidence dono boaht nuqsan daha cheeazain hai traiding main to lazmi hai k money management or risk managemnt ko zroor mentain rakhain
            • #7 Collapse

              g haan dear main b aap ki baat sy itfaaq kertaa hoon, hmain bilkul trading k dorooon aik had sy zeaya trades nahi put kerni chayain, aur hmesha apny capital k 2 sy 3$ risk py hi trades kerni chaeay
              • #8 Collapse

                yeh 1 wajah nahi yehi main wajah hai loss ki over trading se hi ziada tar mjhy n meray jitnay bhi friends jo trading kartay hain unhain loss hota hai so its better to avoid over trading
                • #9 Collapse

                  g han bhai agr ap ko acha profit ho raha ho to ap trading bnd kr k withdraw nikalwa len ziada k lalach men mt paren agr or ziada or ziada k lalach men rahen gy to ap ko jo profit ho raha ho ga wo bhi loss men ja skta he
                  • #10 Collapse

                    han g mere bahi pp bilkul sahi keh rahain hain app apni moey key hisab main lot sizze rakahye koi achaye pairs pe hi tread karain zidha pe na karain or ziadha tread na laghaye ager hum ziadha laghaye gain utna hi hum es main loss ker bathaye gain
                    • #11 Collapse

                      Re: over trading se bachna chahiye ye bhi loss ki aik waja hai

                      Jihad dear friend Hamen chahie ki Ham Hamesha award trading se bacche Rahe Kyunki overtrading last ki bahut hi badi vajah hai agar aap chahte hain aap kya aapko loss kam se kam aur acche se Achcha profit ho to aap ho chahie ki aap Hamesha overtraining Koi ignore Karen ab tab hi Kamyab Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: over trading se bachna chahiye ye bhi loss ki aik waja hai

                        g haan over trading se hamesha store rakhna parta hai ap ko kiyun ke Over-trading ek aise lalach hai jo ke forex important ap ko nuksaan de sakti hai so be privy to it usually thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: over trading se bachna chahiye ye bhi loss ki aik waja hai

                          Ji bilkul aapane theek kahan hai the Forex trading mein overtrading se perhayz hamen trading ek limit Mein karni chahie jab trade aaye to use lagani chahie jab Na aaye to trade Ko Nahin lagana chahie utrade ki kimat aur uski bahan bhaiyon ko dekh lagana chahiekarna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: over trading se bachna chahiye ye bhi loss ki aik waja hai

                            Assalamu alaikum ji member aapane bilkul sahi baat kahi hai ki overtrading se bachana chahie bhi a class ki vajah hoti hai kyunki jab aap over hokar babat trading karte rahenge to aap ka nuksan hoga kyunki aap samay se ki market movement ek hi ruk per chalti rahegi aisa nahin ho sakta market ki moment kisi time we change Ho jaati hai jiski wajah se aapko nuksan uthana padta hai isliye hamen chahie ki Ham kabhi bhi overtrading Na Kare jiski wajah se hamen nuksan uthana pade

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X