Trading ma candal ko kasy samjha chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ma candal ko kasy samjha chahye
    trading ma candal kya kam karti hy or is sa kasy fida uthana chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ma candal ko kasy samjha chahye

    Trading mein agar aap candlestick aur uski movement ko samajhna Chahte Hain To uske liye aapko Forex ke chat ko acchi Si read karne ke liye information leni chahie Apne senior member se candlestick se related information Le Ja internet ki help lete Hue aap candlestick ki information gain Karen aur uske bad Forex ke chat ko open Karen aur usmein jo trend Ban rahe ho Usi ke mutabik in candlestick ko samajhne ki koshish karen tab bhi aapko Ek Achcha fayda mil sakta hai aur aap sikhate Hue Kachi achievement kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading ma candal ko kasy samjha chahye

      Assalamualaikum Dear friend! Candalstick k Bary me apny pucha ha forex me iska Kya role ha ...Bhai candal Jo ha 1 pattern ha Jo traders use krty Han market me enter and exit hony k liye .ye ek bearish signal hota ha traders k liye JB market downward jany lgti ha
      Candle has some colours which indicates about high and low prices and also indicate buying and selling pressure
      • #4 Collapse

        Re: Trading ma candal ko kasy samjha chahye

        Pakistan Forex forum main agar aap candles ko samajhna Chahte Hain To aapko Forex ki chat ko read karna chahie aur uske bad senior se help leni chahie Apne Threads ke jariye senior se puchna chahie aur Unki experience se sikhana chahie aur usse pahle demo account per practis karne chahie tha ki Hamen Achcha experience Hasil Ho Jaaye aur Hamen kam se kam loss ka Samna Raho aur Jyada Se Jyada profit Ho
        • #5 Collapse

          Re: Trading ma candal ko kasy samjha chahye

          Agar aap trading karte hue candles ki movement ko samajhna Chahte Hain To aapko chahie ki aap demo account per bahut acchi practice Karen Kyunki time account per jawab practis Karte Hain To Aap Ko Pata Chalta Hai Ki market Mein Kis Tarah Ki candles Banai hai aur yah candles aapko Kis Tarah Achcha profit aur nuksan de sakti hain aur jab aap candles ki movement ko dekh kar aur Market ki movement ko Samajh Kar kam Karte Hain To fir aapko profit bhi bahut Achcha Hota Hai

          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trading ma candal ko kasy samjha chahye

            Doston vaise aapko chahie ki trading mein agar aap channel ko samajhna Chahte Hain To aap YouTube per video dekhne aur for Mein maujud senior member se Raabta kar lekin Mere Pass Jo Bhi trading make candle Ko samajhne Ka Na Lage Hai vah Main aapko batata Hun Tu Jab Ek market sale Mein ja rahi hoti hai hai to vah baar baar Upar niche hoti hai Jab vah Ek apna na isliye aapko candle ke last point ko dekhna chahie Ek Anda Kela spoilt Kidhar Ja Raha Hai Jab market bahut Upar Chali Jaaye to vah niche Jarur Aati Hai use Aana hota hai niche indicator aapko yah bhi bata raha hota hai ki market Kitna Jyada Upar ja chuki hai aur Kitna nahin diya chuki hai agar Rs integrator Ki Baat karen to use per Agar market hundred per ja chuki hai To fir vah niche Aati Hai To fir aapko sir nahin karna chahie

            اب آن لائن

            Working...
            X