Re: Koi Be trend Reverse Hony say pely Market Correction Karti hai....
g bhai ap nay theek kaha hai kai forex trading main agar koi trend chal raha hon tu pehlay tu humay chahiyay kai hum us trend ko respect karain aur trend kai against kabhi bhi trading karnay ka sochain bhi na because aik market trend kab tak aik hi simat main rhay is ka kisi ko andaza nai ho sakta lakin trend hamesha aik jaisa nai rehta aur kabhi bhi reversal mar sakta hai tu humay is kai liyay market analysis karna chahiyay zaida say zaida aur history ko mad e nazar rakhtay howay check kartay rehna chahiya kai koi trend kitni dair tak chal sakta hai. technical trading walay trader trend kai sath hi trading kartay hain because un ko pata hota hai kai market ki support aur resistance ko kaisay nikalna hai jis ki waja say wo pivot points ko find kartay hai aur find karnay kai baaad support aur resistance ko find karnay kai baad apnay orders lagatya hain aur hamesha sttop loss aur take profit ka istamal bhi kartay hain jin ki waja say un ki equity hamesha save rehti hai jo kai aik buhat bhi motivational cheez hai becasue agar ap ko is market main kamyabi hasil karni hai tu ap ko is baat ka khaiyal rakhna ho ga kai ap ko number of positve trades ko number of negative trades say zaida karna ho ga is market maina aik successful trder bananay kai liyay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим