greed dangerous hai greed dangerous hai ye hi kehte hain but greed phir bhi nahi chor

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed dangerous hai greed dangerous hai ye hi kehte hain but greed phir bhi nahi chor
    greed dangerous hai greed dangerous hai ye hi kehte hain but greed phir bhi nahi chorte kese jaan chote iss greed se ufff loss hogaya mera iss ki waja se :((((
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    NO

    dear brother greed ko follow karnay ki strategy howa karti hai or who hai emotion ko conformation karnay greed ik alag hai our emotion alag agar ap nay greed ko our emotional trading ik sath use kiya tu must success ho gay
     
    • #3 Collapse

      g han aap ny thek kha hy men ap ki is bat sy agree krta h forex trading business men success hasil krny ky kuch rules hen jin ko follow krna zarroi hy aik rule ye ky is men greed sy avoid krna zarori hy jo avoid nahi krty un ko is ka result bhi mil jay ga
      • #4 Collapse

        agar aap aik successful trader bnanna chahte han to apne andr se greedness khtam kr dain ye greedness insaan ko marwa daiti ha ..apne daily k goals sets karain or un ko achieve krne k bd market se bahir ho jain or money management ka bhi pura pura khayal rakahin yehi cheez aap ko kamyab trader bnati ha..
        • #5 Collapse

          You are right dear bother greed Dangerous hai but agar deka ja tu meray mind say tu greed well hai but agar us ko sahi pin point our emotional control kartay time ap use karo gay tu
           
          • #6 Collapse

            Assalam-O-Alaikum yahi to asal bat hay bhai jan kay jab tak hum apnay ander say greed ko khatam nahi kartey hen tab tak hum is forex trading ki market say earning nahi kar saktey aur jin logo ko ye pata ho kay un ki nature say kabhi be greed nahi ja sakti un ko kabhi be is ko join nahi karna chahye.
            • #7 Collapse

              zahir hai greed insaan ko bohat peechay lay jaat hai is say hum bohat gawa baithaty hain and ziyda money hasil kernian ki hawas per apnin ruchi busi money b loss ker jatay hain.
              • #8 Collapse

                my dear greed se jan chorana waqai bht mushkil hai hum greed se tab hi jan chora sakte hain jab humare pass achi knowledge ho aur hume market ki moment ka sahi se andaza ho.
                • #9 Collapse

                  A good and expert trader can control his emotion when he is in Forex greedy is a very serious problem for beginner who doesn't have any experience it's why they lose their capital initial so, the beginner needs a lot of good experience in order to train their emotions, and can become more disciplined in trading.
                  • #10 Collapse

                    ji han dost blkl thk bt ki apny k hmy greed sy bchna chahiay, mai agree krta hun apki bt sy.. achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek choty sy lalach k pechy
                    • #11 Collapse

                      gee brother aap nay bilkul theek kaha ha ka forex trading main greed is thy enemy of trader lakin phir bi forex trader greed ko nai chortay afsoos ka greed ki waja say aap ko dooseray traders ki tarah loss ho gia ha .........
                      • #12 Collapse

                        g han mian cheez hai greed ko chorna aur apne mind ko apko control karna ana chahiye aur apko chahiye ke ap is mien apne andar trading skills develop karen.
                        • #13 Collapse

                          G han forex trading ma greed nai karne chayhe greed ki wajah se aksar loss hota ha..greed se bachne k leye forex trading ma target set karna chayhe aur planning kar k trading karne chayhe ta k profit earn kar saken..
                          • #14 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha har koi is business me lalach ko khtrnak kahta ha lakin agr hmen is business me lalach ko khtm nahi kar poaty hain kyun k is business se hm asani se acha earn kr skaty hain or is business se hm apna career b asani se bana sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Lalach main aana natural hota hy aur is par qabu pana asan nahi hota. Hamain utna hi greedy hona chaheye jitna hum afford kr saktey hain. Agar hum ziada greedy ho jayen gey to profit ko bhi zaya kar dain gey. Is ky elwa hamain emotions ko bhi apney qabu main rakhna chaheye. Greed aur emotions donon dangerous hain aur profit nahi honey detay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X