Trend following trading system key base par trading karny key ley traders ka aim ye hona chaye key wo underlying (Bunyadi) market trend ko follow kar key trades ki open karen, aur market ka exit aim be ye hona chaye key market agar reversal mode me ajaye to esy me trades ko close karna chaye,Trend following trading system me higher time frame ka use karna zarori hay, 4 hour se kam ka time frame me market key underlying/major trend ko identify karna impossible hota hay es ley up to 4 hour key multiple time frame me market ki analyzing karna chaye trend mein trading karna bahut behtar hai Jab b aap trend mein trading Karoge tu aapke nuksaan ke chances bahut kam ho jayenge. Aur maximum chance yeah hoga Kya Aap Ka profit Ho. trading main agar aap Trend ko easily identify kar lete ho to aap ke liye trading Koi Itni Badi baat nahi hai. Trend ko identify karne ke liye Hamesha Bada time frame use karna chahiye aur Trend ko identify karna ke liye moving average best indicator hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим