control your emotions and stay focused

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    forex main emotions or heart decisions ki koi jagah nhi agr humain forex main succesfull hona hy tw humain apny fresh mind se kam lyna hoga or jald bazi or lalach nhi krni hogi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      ji han forex ki trading ky dooran emotions trading ky lye khternak ho saktay heen. jis ki buhat bhari qemat chukani purti hy. kyonkay emotions meen lye gye aksar faisaly ghulat hotay heen oor trading meen loss ho jata hy.
      • #153 Collapse

        bhai hamin apne emotion pe control rakhna chiye ye sb se bari galti ha hmari hum emotion ko kabu me nhi rakh skte ye sb jante hain k forex me emotion ko control krna itna asaan nhi ha lekin jo control krte hain wo acha profit utha lete hain..
        • #154 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
          forex trading me humen apny emotions per control rakhna chayay aur kabhi bhi emotions me a kar ghlt decission ni lena chayay kun k forex trading me zara se ghalti boht loss karwa skti hai ,, ek trader ko apni trade per focused rahna chayay..
          yes dear hum ne emotion us par control karna chahey jis se hum esly ho kar trade kar sken or soch kr trade karni chaheay taky hum ak acha order laga kr profit earn kare or experience ko improve kren
          • #155 Collapse

            apnay emotions ko apnay control me rekhna chahye agar nai rekhain gay to ap focuse nai ker pain gay cuz of the lose of investment and dishartment ki waja se ap kehain gay k no more further investment so aik baat baith jati h insaan k dil me k loss hi hota rehay gay
            • #156 Collapse

              dear forex me greed aur emotions hamare sab se bare dushman hen ager hum in par control kar len to hum forex me kabhi bhi maar nahi khayen ge kyun k eotion aur greed hi humen loss dete hen
              • #157 Collapse

                balkul g trading k doran emotion p kabi karna chahya . q k emotional ho kar kabi ap proper trading nahe kar sako gy. or dar hakeeqat nahe difference hota hai demo or real account main. yani aik admi demo main to acha perform kar laita hai q k wo emotion less hota hai. per real main ham emotional ho jaty hai.
                • #158 Collapse

                  forex trading aik aesa business hay jis main hum emotions main aa kay apni trade say bohat ziada expectations laga letay hain aur phir humain apni expectation kay puray na honay ka affsos hota hay aur kabhe kabhe hum trading ko properly plan karnay kay bajaey emotionally trade kar letay hain aur humain loss face karna parta hay, isleay trader ko chaheay kay wo apni tradin pay focus karay rather than emotions pay...
                  • #159 Collapse

                    Jo trader kaam karny wala hota ha woh agar apny jazbat ko control karny wala ho ga to hi iss mainkamjb ho saky ga agar woh apny emotions ko control nahi kary ga to phr to woh trade main kabhi bhi paisay nahi kama sakta ha kiun kay trade main paisa kamany kay liye nafa aur nuksan dono ko mind main rahna parta ha achi tarah phr hi kamjabi milti ha iss main hum ko nahi to nahi
                    • #160 Collapse

                      Emotions are our enemy in forex business. we have to control our emotions for success in forex business. Thank you for the nice post.
                      • #161 Collapse

                        main ap ki bat se agree hu k ap jab b trade krty ho ap ko apny emotion pay control main rakhna ho ga na k ap jald bazi main ya apny hosh gunwa k trade dalo, agr ap tasali se trade krty ho to us k bhad ap apni trade ko handle kr sakty ho.
                        • #162 Collapse

                          bhai iss main aik best trader banny k liye hamain apnay emotions par control karna chahye aur iss main emotions par control karna buht mushkil hy iss main hamain greed sy bachna chahye
                          • #163 Collapse

                            ji han forex trading business me emotional banday ki koi jagah nahi hai hum ko forex trading business me loss se bach kar kam karna chahiye and kabhi bhi emotional nahi hona chahiye trading karte hue .
                             
                            • #164 Collapse

                              aksar aisa ho jata hai ke hum kisi heavy loss ke baad bohat tense ho jatay hain aur koshish kartay hain ke hamara loss jald se jald recover ho jaye. iss chakar main hum zayada se zayada trades open karnay ki koshish kartay hain aur mazeed loss kar bathtay hain. emotions ko control main rakhna bohat zaroori hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Dear forex is the game / business of passion potential . its not business of emotions , Just away from the emotion while you are on forex trading activities, when you are on the forex trading just facus on the trading in the business of forex trading no need and place for any kind of emotion . Emotional decision is not a perfect in forex trading

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X