control your emotions and stay focused

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1471 Collapse

    We only remined focus when we have a controll on our emotions we should always focus on learning new things and apply them on market untill we get a satisfying strategy in our hand
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1472 Collapse

      Loss aur profit forex trading ka Hisa hain aur in dono situation main apne emotions ko control krna Bohat zaroori hai special greed aur ghusa tbhi ap forex main survive kar skty hain
      • #1473 Collapse

        forex trading muy hamy emotional ka koi kam nai hota hy is my ham ko loss hi hota hy our is kmi waja sy hamy prfit hasil nai hota hy is liya hamy forex my emotional ki koi jaag nai hoti hy is liya ham ko is sy dor hi rehna chiya our hamy is sy bach k rehna chaiya ya forex trading my hamy bhot zeada losss dy dyta hy
        • #1474 Collapse

          dear forex mai sab say ziada zrori chez emotion ko control krna hota hai ager app iss per control kar laity hain tu app forex mai boht jald success hasil kar sakty hain is leay ye forex mai sab say ziada important cheez hoti hai.
           
          • #1475 Collapse

            hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi aur apny kam par focus kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay
            • #1476 Collapse

              traedign mein aapko chaheay ky apney emotion ko controling mein rakhaeyn or go bhee aapko trading hao rhi hao uswaekt app ko chaye kaa aapna saara focus usi par rakhen takey appko loss na ho, islee lalch or tezi say bachnaa hi nice hotaa ha, aor aap ke tawajhaa se apkee tradings mein good earning hao skta ha, aor profits mill skta hae
              • #1477 Collapse

                dear jab hum ais market mai kam start kar rahy hoty hai to aus time to hum ko muskil ni lagta k ais market se paisa kamana muskil hai ya hum agar ais mai loss kary gy to kai kary gay jab hum kam start karty hai to aus k baad jab ais mai loss karty hai to emotional ho jaty hai.
                • #1478 Collapse

                  Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wa bara katuh! restpected members forex k business main emotions ko aik khas ahmiet hasl hy hy ap agr emotionless trading karna chahty hain to ap pehlty forex ko seekhiye apni strategy to back test karainiau phr put ur knowledge into practice
                  • #1479 Collapse

                    Agr koee bhee shaeks emotionaley koee fysala kry aor apnee trading pe fully focused na hao to aakhirkar 1 dachkey ke soraet mere nuqsan hao skta ha, lehazaa fully atintion aor apnay jzbaat ko cntraol mere rakhtey hoaey apni trading ko agy berhnaa chaiaey.
                    • #1480 Collapse

                      Forex mein emotion aur dil decisions kee koee jagaeh nahi agar humein Forex mein succisfull honaa hei tw humein apney taza zehan sy kaam lynaa hogaa aur jaldbazi aur greed nahi karni hogee.
                      • #1481 Collapse

                        bhai u sahi ham jeb Forex main kaam ker rhy hotey hia to uss times aapne aap ko buhut zaidaa kaabo mei rekh kar kre uss wakat app sambhalna aor jzbaat aha kar ase koee bee ghalti na kre jas say app ko loss hon
                        • #1482 Collapse

                          Haan jee bhae aap ny absolutely sahi kahaa hamin trading mein yaa forx platform mei apney jzbaat ko sambhalna krna chaeiye aor zaida attention apnee trading pr dynaee chaeiye nahi to ham loss otha sakatay haen
                          • #1483 Collapse

                            Forex main i think so emotions ko control karna bhy he xaida zariri hai kyun k ye ek aisa buisness hai jis main jab tak ap apnw emotions ko apne feeling ko control ni karo gay tab tak ap kbhy bhe kamyab ni ho sakte ho so is lie acha trader bhe ap tab he ban pao gay
                            • #1484 Collapse

                              Bahi Jan forex trading mein emotions ko controls krna bahot hi mushkil kam hai ao apny emotions ko control lazmi krein warna apko bahot bara loss bhi ho skta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1485 Collapse

                                G bilkul thk kaha h ap n kesi bhi business mai emotions hmary enemy hoty hain jb to hm apne emotions pa control na krna seekh Len tb to hm successful trader nhe ban sakty hain hme hmesha trade krty huay mined mai loss rakhty huay emotions ko control m rkhna chahiye because emotions m aa k hm greed b kr sakty Hain jis s just loss hota h hme.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X