control your emotions and stay focused

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    Assalam u alikum friend jee haan forex business me humein apne emotions ko control ker k trading kerni chahiye kyun k eotions me a ker hum aksar wrong decisions le lety hain jin se humein trading me loss hota hai, hamesha trading relax mind se kerni chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      jab hum koi kam krein gy to us ma us kam ma full focus krna pary ga ky koi mistake na ho jid ki wja sy mjy loss ho sakta ha is liy jab hum krein gy gy r us par focus krein gy to dobra hamy loss ni ho ga r is tara focus krny sy hamy profit ho ga
      • #1368 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me emotions par cantrol krna chahe kyun k agr hm is business me emotions par cantrol kr k kam karty hain tu hm is business me loss se bach sakty hain or is business se hm acha earn b tb hi asani se kr skaty hain
        • #1369 Collapse

          jee bilkul janab ap theek ekh rahay hain agar hum Forex trading k iss business main achi earning karna chahtay hain tou apko definitely apnay emotions pe control rakhna parega kynk iss business main emotions ka koi kaam nahin hae.. hamen demagh se kaam karna parta hae or yeh bhi buhat eham baat hae k hum apnay kaam main focused bhi rahenn..
           
          • #1370 Collapse

            yes you are right juis cheex main khas focus karna hota hai wo yae hai k jaazbaat main bilkul na behkain aur ziyada se ziyada demo pe apni practicwe karain aur greed jesee bemarii ko bilkul bhee na apnae jitnee knowldge hogee utna hwee expetrience main bhee izzafa hoga
            • #1371 Collapse

              Forex trading aik bhut acha bussiness hai jis k lye hard working ki zrorat hai. Aur mistakes ki koi gunjaish nahi hai. Jo mistakes kary ga wo loss k aur qareeb hoga. Es lye full tyari sy trading start karni chaiye.
               
              • #1372 Collapse

                apki baat se main bohat agree hun k trade krty huey apne emotional per qaboo rakhen kiu k jab tak ap apne jajbat pr qaboo na krn ap trade nhi kr skty isi liye apne ap per qabo kren aur Trade per Focus kren aur jazbat main aakar ghaalt fesla nhi lena chahiye.
                • #1373 Collapse

                  forex trading main emotions ko control karna humari first duty honi chahye ku kay jab hum emotions ko control karlain gay to mera nahi khayal kay hum earning na kar payain gay ku kay forex trading main earning main jo cheez rukawat hai wo emotions hi hain.
                  • #1374 Collapse

                    apnay emotions ko ek side pay rakhtay howe agar hum koi faisla kare to is say behter or chi bat kiya ho sakti ha k hum kesay or kiya kuch kar saktay hain hum apnay khud k jazbat ko soch kar he kuch laga saktay hain ya pher kuch kar saktay hain yaha pay her kadam soch samjh kar uthae.
                    • #1375 Collapse

                      Kisi bhi business mn emotions ka buht zyda amldakhl hota hai. Hamain apny emotions ko kabo mn rakh kr trading krni chahiy. Ta k zyda se zyda profit hasil kiya ja saky.
                      • #1376 Collapse

                        Ha bhai aap bilkul teek keh rahy hai, forex trading mai emotions par control karna bi rules or forex paln ka aik aham hisa hai, agar aik trader live trading karny sai pehly forex ki sahi tarah training lai or demo par achy practice kary or demo ko live samaj kar trading karnay sai profit hasil kary tu wo live trading main bi kamyab hoga.
                        • #1377 Collapse

                          G bilkul, ap theek keh rahay hain kay emotions ko control karna chahiye because agar ap cool minded ho kay kam karain gy to ap apna loss recover kar saktay hain lekin agar anger, revenge jesay emotions kay sath kam karain gy to mazeed loss hoga.
                          • #1378 Collapse

                            trading bussiness me kabhi emotion me na jane balke thande demag or sukoon se trading kerni chahiye warna ap ko 2sri soorat men loss b ho sakta he ap jitna foucasly trade kro gy ap k liay utna hi faida mand ho sakta he
                            • #1379 Collapse

                              apki baat theak hay agar hum emotion ko control main rakh kar market par focus karen gay tab he hum market main say acha earn kar sakty hay so humay chahiey keh market ko theak say time dain aur samjh kar he trades place karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                forex trading mien apko chahiye ke ap is mien focused rahen aur isko sahi se seekhen taake ap is mien kamiyab hosaken ye bohat hi behtreen business hia is mien ap mehnat karke zaroor kamiyab hosakte hian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X