control your emotions and stay focused

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    Yes emotion ho hamesha cantrol me rakhe ager apko loss ya profit ho rha he to ap pahle se ziada active ho gay has kar ke ap ko gab loss ho rha he to ap hud par yakeen rakhe or dilbardashta na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      dear aap ka swal mery samja main nahi hay main abhi forex treading main new hon or abi itnh knowlegne nahi hay
      • #1098 Collapse

        Trading krte wqt trader ko apne emotions pe control rkhna chahiye ... q ke agr wo trading krte wqt emotions me kho gaya to usse koi glt decision ho skta h ... jisse usey loss ho skta h
        • #1099 Collapse

          yes dear i agree with you forex trading main hum ko trading karte waqat emotion ko proper control kar kai trading karne chahiya iss say hamari he trading ko profit hoga.
          • #1100 Collapse

            trading k doran humein apny emotions ko control rakhna hota ha aur apna sara focus apni strategy aur trading pr hona chahiye.agr hum emotions ko control na krein to humein is mein agay brhne mein mushkil ho gi.
            • #1101 Collapse

              Actually emotional hona aap ka personal attitude hota hy, forex maini ki koi gunjayesh nahi hy. Trading key doran aap ko apnay emotions par qabu rakhna chaheye aur relax mind key sath without tension trading karni chaheye. Greed sey door rahain aur aik target bana kar trading karain. Emotional main keye gaye decision correct nahi hotey aur aap ko profit ki jaga loss ho jata hy.
              • #1102 Collapse

                Forex trading main learning ke saath apny emotion ko control karna learn karen Ham aksar emotion main a kar mistake kar ke Los kar gaty hain
                • #1103 Collapse

                  fx ma kam krny k lia hamy zeada mehnat krna ho gi tab ham fx sy achi earning haseel kars akty han fx ma kam krny k lai hamy zeadda mehant krna ho gi
                  • #1104 Collapse

                    jub bh tarde ekrte hain apko chaey k apni emotisn per control rkahe keu k agr aap emotional hu agey tu apko yaha epr bhut bara loss bhe hu skataa
                    • #1105 Collapse

                      During forex trading hamay apne emotions par control rakhna chahiye or hard working par zayada focus rakhna chahiye be savar ho kar trading karna nuksan de sabiti ho skti hai jab kay hard working or sabar se kaam karna hamay successful kar sakta hai
                         
                      • #1106 Collapse

                        Forex trading mein self control ki bohat ahmiat hai kio kay jab ham sabar se trading karay ge to hamare leye bohat benefits wali baat hai or ham is se bohat better result hasil karay ge hmay zayada se zayada hard work karna chahiye or jaldi nhi krni chahiye
                           
                        • #1107 Collapse

                          Yeah I totally agree with you that this forex is industry doesnt run from emotions.If you are a trader then you should keep one thing in mind that have patience and dont do the trade without knowing the proper market research.
                          • #1108 Collapse

                            yes gee haan my dear app nay sahi kaha hai jo log forex bussiness mein apney Emotion ko control mein rakh kar tarding nahi karte hain aur high greed mein ajatey hain aur aisay logon ko forex bussiness mein bohat zeyada high risk hota hai jis say aisay log forex bussiness mein apna loss karwa letay hain dear app ko chahiye agar app loss say safe rehna chahtey hain to app ko without greed without emotion trading karni hogi tab hi app forex bussiness say daily acha profit kama saktey hain
                            • #1109 Collapse

                              Aslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex forum members bhai ne thek keha hai kay hamian apnay janbat ko trading kay doran control main rkhna chahiye bs agar hmarai twja honi chahiye to sirf apny target pr kay hum ne itna profir earn krna hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                forex trading business jazbati faislon sa nahi chal sakta aur nahi hi ksi ko is business ma trading ka doran jazbat ma ana chahia kayun ka is sa bohat ghalat faisla ho jata han aur trade ko thora neecha ya opar ata hi ham dar jata han aur ghalat faisla kar ka trades close karna shoro kar daita han jis sa hamain loss ho jata ha. aisa nahi karna chahia aur sabar ka daman nahi choorna chahia.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X