control your emotions and stay focused

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex trading main apni emotion ko cantrol karna bohat he zaroree hain . agar app log chaty ho k app logo ko forex trading main loss nahee ho or app logo ko forex trading main ek acha trader be ban jawo tu app logo ko forex trading main ek tu apni ander si lalach ko nikalna hogha or dosra is main app logo ko apni emtion ko be cantrol karna hogha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      han Forex main manay bhi ye hi suna hay kay trdaing kartay huay apnay emotion ko control main rakhna chahiay warna hamari profit main jati hu trade bhi loss main close hoti hay is liay Forex main agar profit kamana hat to stay focus on Forex hi rakhna ho ga or apnay emotions ko control main rakhna ho ga.
      • #93 Collapse

        bilkul sahi keh rhe hen k humen trade open kerne k bad apne emotion ko control rakhna chaye aur saber aur tahmol se trade kerna chaye agar emotion se humne trading ki tu humen loss ho skta hai
        • #94 Collapse

          ha bhai is businee me kam karne k lia sub ko apni emotion ko control karke hi is business me kam karna chayee, agar app apni emotion ko control kar sake to app is business me bohat age ja sakte hai, profit aur loss har business me hota haia, her waqt emotion main a ker trade karta hoon aur main forex main jab bhi emotioonal trade karta hoon tu main loss kar jata hoon aur main agay nahi ja sakta hoon bas hamaisha haar jata hoon
          • #95 Collapse

            Yes Brother you are absolutly right hamen always forex main apne emotions ko achi trha se control karke is main trade karni chahiye to tab hi hum is business main bhohot hi agey ja saktey hain aur acha profit hasil kar saktey hain.
             
            • #96 Collapse

              JE haan tradign main apko chahye k apny emotions ko control main rakhayn aur jo bhi apko trade ho rhi ho uswakt ap ko chahye ka apna sara focus usi per rakhyn taky apko loss na ho. islye lalach aur jald bazi sy bachna hi acha hota hai aur ap ki tawajha sy apki trading main acha earn ho sakta hai aur profit mil sakta hai.
               
              • #97 Collapse

                emotions aik forex trader ke sab se baray dushman hotay hen. hamen emotions ko tradings krtay waqt apnay control me karna chahye q k agar emotions hamen control karnay lagen to soorat haal kharaab ho sakti he
                • #98 Collapse

                  jee haan janab bilku l hee aisa hey key agar aap apney emotion ko control kar saktey hey thab aap apney trading pey focused karsakte hey or aap ko trading key lye emotions ko hee dabana parhey gaa thab aap ache trader ban paye gay
                  • #99 Collapse

                    yes ap ko sab sy paly apny he emotion ko contrl kerna ho ga us ky bad ap market per focus kero zayda sy zayda jes sy per ap ko loss kam ho ga aur profit zayda ho ga
                     
                    • #100 Collapse

                      han ap ki batt sai hai agaar hum aonay emotions p qabuu kar k chaltay hain tab hi hum trading ma agey ja saktay hain aur tab hi humain kuch profit b hoskata hai kyun k hamain hamesha to profit nai hosakta loss b ho sakta ha so we should remain cool and calm
                      • #101 Collapse

                        traidng aik esa business he jo app ki full time intention require karta he, agar app confused hon gy ya kisi tension men hon gy to trading karty waqt app apny emotions ko control nai kar payen gy hamesha trading sy pehly apna mind fresh kar lain
                        • #102 Collapse

                          Je haan tradign krty huay hamay lazmi apny jazbat aur lalach per control rakhna hoga kyonk trading ek aisa business hy jismain haamy lalach sy bach kr apny trade ko acha krna hoga aur isk ilawa hamay apni tam tar tawjha apni trade per markooz krna hogi tabhi ja kr hum apni trade ko boht achy tariky sy handle kr skty hain.
                           
                          • #103 Collapse

                            jis time ham log forex me trading karty hen to ham log apny ap ko kabo me nhi rakh paty hen jis se ham ko boht sa loss ho jata he is liye ham ko forex me trading ke doran apny ap ko kabo me rakhna chye jis se ham ko faida ho hamy apny emotion ko control me rakhna hoga.
                            • #104 Collapse

                              Emotions k sath hum sahi trading nahi ker paty Q k wo hamary dil se munsalik hoty hain oor humy har waqt ziada money k ley oksaty hain. sop hum jald bazi se decisions krty hy oor loss hoskti hy..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Mene yaha tak learn kia hai is me emotion ko control rakhna bht muskil hai ap aik e tarke se is me emotion ko conrl rakh sakte ho jab ap is me work krna chor do .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X