Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;
    Traingle pattern :

    Triangle Pattern market mein highs and lows ko horizontal lines se connect karty huey form hoty hain. Aur market mein baaz dafa yeh patterns banty dekhy jaa skty hain. Bhut se traders in patterns ko dekh kar market ka technical analysis karty hain. Yeh market ko technical way mein analyze kar ky market prediction ka ek way hai jo ky formation ky doran aur formation ky bad bhi market ki prediction karta hai aur traders is se achi trade opportunities hasil kar skty hain.

    Types :

    Ways of formation aur traingle ki shapes ki buniad pe in triangles ko kuch types mein divide kia jata hai. Jin mein se kuch important yeh hain.

    1) Symmetrical Triangle

    2) Ascending Traingle

    3) Descending Triangle

    Click image for larger version

Name:	images-6.png
Views:	28
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12467565

    SYMMETRICAL TRIANGLE PATTERN :

    Ye triangle pattern market mein tb dekhny ko milta hai jab market ki prices mein highs aur lows uniformly decrease kar rhay hon. Aur dono ki candles gradually shape me choti hoti ja rhi hon. Tab market ky highs and lows ko connect kar ky ek line draw ki ja skti hai jo ky ek uniform traingle ki shape mein nazar aa skti hai.

    Function :

    Agar breakdown lower trend line se start ho to ispe Bearish trend start ho jata hai aur agr breakdown upper trend line se ho to yeh indicate krta hai ky ab Bullish trend start hony wala hai.

    ASCENDING TRAINGLE PATTERN :

    Ye triangle pattern is trha banta hai ky jab market mein triangle ki formation mein high prices constant rahyn jab ky lows mein gradual decrease ata jaye. Is trha jab highs and lows ko connectkia jata hai to market mein ek ascending traingle banta hai. Jis mein aap uptrend dekh skty hain.

    Function :

    Ascending traingle bullish trend ki indication karta hai. Aur aap bullish trend mein buy ki trades laga ky profit gain kr skty hain. Ascending traingle ky bad Bullish Breakout hota hai.

    DESCENDING TRIANGLE PATTERN :

    Ye triangle tab banta hai jab market mein highs and lows is trha hon ky market mein lows constant rahyn aur highs gradually decrease hoty jayen. Is trha market mein descending traingle banta dekh skty hain. Jis ko horizontal line se connevt kar k dekha ja skta hai.

    Function :


    Descending triangle Pattern Bearish Trend ki indication karta hai. Aur iski formation ky bad Bearish Breakout hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

    TRIANGLES ki three types hain
    Symetrical
    Ascending
    Descending

    First Of All hum Symetrical Ko define krngy.
    Symetrical.
    Symetrical Basically Apko Trend k Start honay Ka notification deta hai k Ab bulish Trend Start Honay Wala hAi. Aur Yeh Uper line Ko show Karta hai kk trend Upward Ja raha hai..
    Ascending
    Ascending Triangles Bhi Mostly Bulish trensh ki tarha hota hai Symetricla Aur ascending same hai Aur yeh Bhi show krwata hai k Ab upward trend start ho raha hai
    Descending
    descending Tringle Donu k against move karta hai yeh Show. krwata hai k Ab markeet downtrend mein work kar rahj hai To apko suggestion sirf Sell ka diya jay ga.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

      Dear friends Ham apni trade ko analyse karne ke liye mukhtalif kism ke patterns Ka istemal Kar Rahe hote Hain janme se triangle pattern strategy hamen trading signal ko jaj karne mein main bahut kirdar Ada kar ki hai ismein forex market me triangle stragety aik wahid stragety ha jo kay chopy market me use ki jati ha is se stragety ka success ratio 80% se b zada ha expert trader is ko baray confidence se trade kartay hain
      jub market oper or nichay two trend line me chalti ha to un kay darmyan fasla asta asta kam hota rehta ha yeni market ki volatility kam hoti rehti ha to market aik triangle ki shape bana deti ha jub market os triangle ko break karti ha to waha par entry li jati ha*yaha par market nay aik triangle bana kar os ko nichay se break kia ha to hum nay yaha par sell ki entry laini ha or hamaray sl or tp bilkul wazay hain aur Triangle pattern bahot zeyda types key hoty hey magar ham yaha popular triangle pattern ka jaiza len gey es easy triangle pattern ko understand karna traders ko technically analyzing me expert bana sakta hay
      Trend reversal pattern me traders ko breakout hony tak wait karna hoga aur market trend ko check karna ho ga es ki direction kes taraf hay jesy hi market me triangle pattern ban jaye aur market trend agar breakout kar ley jes key chances nahi hoty to esy me traders ko market trend ko hi follow karna chaye aur market trend reversal key chances bilkul be khatam ho jaty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

        jese ke mention hae is ke three types he hain jab yeh pattern create hota hae to is ain market main aik bahut ache opportunity create hote hae jis ke waja se hum is main sahe tarah se ache tarah se kam kar he jate hain lakin hamen cahiye ke hum is main success hasil kar jane ke liye is main mehnat kara karen hum jitna zayada is main kam karen ge hamare liye utna he faida ho ga is liye hamen bhe cahiye ke hum is main jo bhe triangle main kam karen bas ache tarah se kam karen hum jitna ache tarah se is main kam karte hain hamare liye success hota hae to bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam kara karen hum jitna ache tarah se is main kam kar jate hain hum is main success hasil karte he hain hamen bas is main sahe tarah se ache tarah se kam karna hota hae or jo bhe is main ache tarah se kam kar jate hain wohe to is main success hasil kar he jate hain to bas symmetrical triangle ko follow karen or usko seekhne ke koshish karen take ap is main apna knowledge bhe increase kar saken or ap is main se acha experience bhe hasil kar saken jitna ap apna experience acha karen ge apke liye is main utna he faida ho ga to bas is main mehnat karte rahen jitna ache tarah se ap is main mehnat kar jate hain apke liye to faida he ho ga to is tarah se he to ap is main success hasil kar he saken ge agar ap is main mehnat karte hain to q ke mehnat karne wala kabhe bhe nakam nhe hota hae balke wo is main hamesha he kamyab ho he jate hain hamen bas is main dil se kam karna cahiye take hum is main kuch hasil kar saken or kamyab ho saken
        • #5 Collapse

          Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

          Yes dear aapane bahut hi perfect analysis triangle sa related Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham market Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham Ko triangle pattern se related apni knowledge ko complete Karke usko apni trading per reply karna chahie jisse Hamari trading profitable ho sakti hai aur ham ko bahut jyada advantage mil sakte hain.

          Dear jab market Mein different movement ho rahi hoti hai to usmein different lines ban rahi hoti hai aur jab yah line different shapes ki basis per aapas Mein connect Hoti Hai To isko aap triangle Kahate Hain aur in triangle ki different types ho sakti hain jismein lines ki different shapes ki basis per Inko further main divide Kiya Jata Hai Inki briefly study mein aapke sath share karna chahta hun.

          Semmetrical Triangle :

          Symmetrical triangle Ek bahut hi important triangle ki type hai jismein aap different types ki lines ko connect hota hua dekh sakte hain dear jab is triangle Mein lines connect ho rahi Hoti Hai To Har line pahle wali line se size mein Chhoti hoti rahti hai aur Jab different lines connect Hoti Hai Ye Ek triangle banati hai aur Market apni correction aur impulse waves ke through triangle shape banati hai to ismein aap isko clearly observed kar sakte hain aur jab Ek point per triangle create hota hai to use Triangle ko aap symmetrical triangle ka naam Dete Hain.

          Assending Triangles :

          Dear jab market impulse aur corrective waves banati hai aur impulse wave same rahti hain aur corrective waves ka size gradually decrease hota rahata hai to is condition Mein Jab Koi triangle create hota hai to usko aap ascending triangle ke naam Dete Hain agar aap is properly utilised Hona Chahte Hain To aapko is related complete learning Hasil Karke apni trading per reply karna hoga jisse aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

          Decending Triangle :

          Dear jab market Mein impulse wave gradual decline hoti rahti hain aur correction wave Apni Jagah per sem rahti Hain To is situation mein jo market triangle banta hai usko aap descending triangle ka naam Dete Hain ya jitne bhi triangle ki type hai yah aapki trading co profitable Banane mein aapke liye bahut jyada help hoti hai agar aap Inko properly learn Karke apni trading per reply Karenge to aap bahut jyada advantages Hasil karte hue Apne profit ko maximize kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

            Dear apne jo baat ki hai triangle strategy ki to ais mai ye hai k hum jis bhi pair mai triangle dekhty hai to aus par hum ko trades tab tak ni lagani chaye jab tak triangle break na ho jaye aor jab triangle break ho jaye to hum ko aus time aik choti lot se entry lagani chyae aor phir jab market dobara ais triangle ko test krny aati hai to hum ko aus time phir bari lot se trade lagani chaye hum aga ais triangle pr trade lagye to hum ko aus par stop loss bhi zaror lagana chaye. Ais se ye hai k humra account bhi safe rehta hai aor humra account wash bhi ni ho ga pakistan forex forum ma bht zbrdst effective knowledge share kia ja raha hai Dear market ka technical analysis krty huy hum jub dekhen ky market ma triangle bnny ko ja rahi hai to is py ap trade avail kr skty hain is ky leay apko forex trading ma biggest charts dekhby chyen jo better result dety hain aor yeh chart apko h4 sy daily chart tk sy upper use krny chaye dear member ny bohat acha kia hai jo ye strategy share ki hai is sy 80% profit huwa hai to me is ka bary me mazeed search b karu ga is sy kafi help mil sakti hai trading me or ap ko acha profit ho sakta hai or jab is me ap trading kary gy to loss k chances b kam hon gy or trading kafi achi hogi or ye strategy har waqt b lgai nahi ja sakti or yeh keh is sy trading me kafi madad mily gi or new traders ko aisi hi information chahiye hoti hai admins ny bohhat acha kia hai ye mukabla shuru kar k is sy old traders apna experience share karty hai or new traders ko kuch seekhny ko milta hai aisy or b mukably hony chahiye Trend reversal pattern me traders ko breakout hony tak wait karna hoga aur market trend ko check karna ho ga es ki direction kes taraf hay jesy hi market me triangle pattern ban jaye aur market trend agar breakout kar ley jes key chances nahi hoty to esy me traders ko market trend ko hi follow karna chaye aur market trend reversal key chances bilkul be khatam ho jaty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

              Triangle pattern bhi candlestick chart mein hi bante Hain triangle ki different types hai horizontal descending triangle pattern vertical descending triangle pattern is ke alava ascending triangle pattern in ko aag chahat mein dekh kar apna decision bana sakte ho ki aapane kaun si trade leni hai.
              Candlesticks jab bhi close Hoti hai to is mein unique trading information Hoti hai jis mein of support ko dekhkar resistance ko dekhkar management kar sakte ho.

              Ascending triangle pattern and descending triangle patterns.
              ​Candle candle chart mein ascending triangle pattern bullish trend ko strength Deta hai jab ek descending triangle pattern bearish trend ko trent provide karta trent provide karta haiaapane apni unique trading strategy banakar kam karna hota hai independent trading analysis karo pahle technical values ko Dekho trendlineaapane apni unique trading strategy banakar kam karna hota hai independent trading analysis karo pahle technical values ko Dekho trendline banakar aap apni e information collect karo moving average 200 DMA and 50 DMA moving average of 11 e fit de sakti hai agar aapane short term trading karni hai intraday agar aapane short term trading karni hai intraday intraday trading scalping karni hai aapke liye ye ek ghante wala time frame best hai is time frame mein aap aap daily e grid line ko use karke dekh sakteline ko use karke dekh sakte ho. Aapko dekhna chahie ki market aaj start Kahan se hui hai aur currently market kahan per munh kar rahi hai uske according aapane apna trading aur currently market kahan per move kar rahi hai uske according aapane apna trading planning karni hai aur management karni hai note size bhi aapane accordingly use karni hai stop-loss decide kar lena hai jisko exit point Kaha jata hai entry point bhi aapane decide kar lena hai agar market aapke against jaaye to stop-loss decide kar lena hai jisko exit point Kaha jata hai entry point bhi aapane decide kar lena hai agar market aapke against jaaye to aap ko limited loss hoga stop loss ka yah benefit hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                What is triangle pattern.

                Triangle pattern ik consolidation pattern hai jo trend k darmeyan ma banta hai or ye signal deta hai k market apna ye trend mazeed continue rakhy gi. 2 converging trendlines ko draw karny sy ye pattern banta hai. Es trend ma trader aksar breakout ka wait karty hain or tb he he entery points ko es patten ma plane kiya jata hai. Triangles pattern ko further ham 3 types ma divide karty hain. En ko ham briefly discuss kar letyn hain.


                1. Symmetrical triangle pattern. Symmetrical triangle ko baki sari triangle k starting point samja jata hai. Jis tarha name sy zahir hai ye pattern 2 converging trendline k zaryae draw kiya jata hai. Es ma or other triangle pattern ma ye faraq hai k symmetrical triangle pattern ik neutral pattern hai or ye kisi direction ko favour ni karta. Ye serf existing market trend ko he favour karti hai or trader trend ki direction ma break out ka wait karty rehty hain.


                2. Ascending triangle pattern. Ye pattern symmetrical triangle k match karta hai but es ma ik difference hota hai wo ye k es ma upper trend line flat hoti hai or lower trend line rising ma hoti hai. Ye pattern ye show karta hai k buyer seller sy zayada aggressive hain or es lae price higher low ki taraf move kar jati hai. Phr price flat trend line ko ponch jati hai or asa b aksar hota hai k ye esko break kar mazeed up chali jati hai.


                3. Decending triangle pattern
                . Es pattern ma upper trend line descending hoti hai or lower trend line flat hoti hai. Es pattern sy hamy ye information melti hai k market ma sellers buyers sy zayada aggressive hain or wo market ko down flat trend line k pass move karwa lety hin or marker aksar es flat trendline ko break kar k mazeed down fall ma chali jati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                  Assalamu Alaikum decent member aapane bahut hi Achcha aur informative pattern Hamare Sath share Kiye Hain Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum a daily basis per ismein bahut jyada new members ad ho rahe hote hain Jiski wajah se Is Tarah Ke patterns Aur Is Tarah Ki information share karna unke liye bahut jyada fayda ho sakta hai Naam dekhte hain ki vah log jo trading may experience or knowledge Hasil kar rahe hain unke liye yah post bahut jyada informative ho sakti hai aur vah log isase bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain real Hamza Forex trading Mein kam karte hain to usmein hamare pass different chart patterns hote hain Jinka Ham trading Mein use kar sakte hain.

                  Real Forex trading mein bahut jyada log triangle pattern ka istemal karte hain aur isase bahut jyada profit Hasil karte hain dear forex market Mein triangle pattern ko use karne ke liye aap Jab ismein do trend line draw karte hain Ek aap bottom level se train line up train mein Dua Karte Hain aur second of top level se downtrend mein trendline door karte hain aur jab aap ismein do Tarah Ke downtrend Ko Mila Dete Hain To isase aapke pass Ek triangle shape Ban Jaati Hai jismein market movement karti hai aur Iske Breakout ke bad aap ismein trade Laga sakte hain aur is triangle Baton ki free kinds hoti hain.

                  Symmetrical Triangle Pattern:

                  Ascending triangle Pattern:

                  Descending Triangle Pattern:

                  Dear inko Ham briefly describe tabhi kar sakte hain Jab Ham ismein market Mein horizontal trading patterns ko follow Karte Hain.

                  Ascending triangle pattern Mein market ki movement Jab Ham check Karte Hain To is Mein Jab market bullish trend Mein ascending triangle pattern ko Munh karti hai aur Breakout karti hai to isase aap apni trade Mein inter ho sakte hain aur aap iska target achieve kar sakte hain.

                  Descending triangle pattern mein aap Jab market mein top-level se ek trendline niche ki taraf draw Karte Hain To is Ko Jab market downtrend Mein break karti hai to ismein aap confirmation ke bad downtrend ki trade Laga sakte hain jisse aapko confirm ho jata hai ki market Ab Bhi restrained Mein a gai hai.

                  Deer symmetric triangle pattern Mein Ham dekhte hain ki market ke donon train lines aapas Mein mil Jaati Hain aur Market ki movement uptrend mein bhi ho sakti hai aur Market ki movement downtrend mein bhi ho sakti hai ismein aapko confirmation ke bad hi trade open karna hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                    Assalamu alaikum dear member aapane bahut achcha Na Lage hamare sath share Kiya hai main bhi in patterns per apna knowledge aapke sath share karta hun dear triangles asal mein har manik petrol ki ek kind hai forex trading ke andar hamen normally 3 types of triangles Nazar aati hai sabse pahle vah triangle Jo hamen ab friend ke andar najar aati hai isko Ham ascending triangle kahate Hainis triangle ka se jyadatar chance hota hai ki yah market price breakout upar ki taraf Karen aur trader breakout ki confirmation ke upar Bai ki trade lagata hai aur agar yah niche ki taraf market prices ko break karti hai to is condition mein confirmation per trader ko sal ki trade lagani chahie ek long-term trade hamen deti hai aur hamesha Ham stop lash ko iske previous resistance yah support per please karte hain aur take profit ke liye support yah resistance level ko use karke place karte Hain

                    Deer apni dusri triangle Jo hamesha downtrend ke andar banti hai ke bare mein zikr kiya hai ismein bhi der se Mila rahi hai ke agar market prices ko break karti hai upar ki taraf se to Ham iske conformation ke upar apne Bhai ki trade activate karte hain aur agar yah download line ko market price breaker ke nikalti hai to is condition mein Ham iske upar further sal ki trade lagate Hain aur hamesha support aur resistance ko follow karke Ham stop loss aur take profit ko place karte Hain.

                    teesri kasam ki candle candle hai jab market flat move kar rahi hoti hai aur iski movement main Na increase a raha hun na decrease Dal ke ja ek pass mein chal rahi hoti hai iske equal chances hote hain upar ke breakouts ke bhi aur niche ke breakouts ke bhi iske upar bhi similarly upar ke breakout per Ham bike ki trade aur niche ke breakout upar sale ki trade lagate Hain aur stop loss aur take profit ko support and resistance level ke upar place karte Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                      triangle ke bare mein aapane bahut acchi post ki hai aur main aapki post ko read kiya hai mujhe aapki post kafi Pasand a Gaya aur main bhi Nahin samajhta Hun ki hamen triangle ko jarur analyse karna chahie aur triangle face jarur trading Karni chahie kyunki triangle ek aisa pattern hai jisse ham bahut acchi trading kar sakte hain market mein triangle is bahut sita sahit aur hamen to jarur samajhna chahie taki ham triangle pattern se fayda utha sake aur Market mein success ho sake.

                      market mein jo technical analysis hai vah triangle ke bare mein jarur jaanta hai kyunki triangle tours hamen Jo trade milati hai vah hamen aur kisi baton se Nahin mil sakti hai isliye hamen jarur triangle pattern ke bare mein maloomat leni chahie aur ek acchi practice karni chahie tha ki ham triangle pattern ke breakup acchi trading kar saken.

                      triangle pattern ki bahut si types hai aur hamein ko bhi samajhna chahie kyunki jitni hamari candlestick pattern hogi ham utna hi market ko acche tarike se analyse kar sakte hain isliye hamen jitna mumkin ho sake market ki behtar practice karni chahie tab hamare liye market kafi faydemand hogi aur hamen bahut hi acchi trade milenge aur ham market mein achcha kam kar sakenge.

                      technical analysis karne ke liye agar ham market mein trendline ko istemal karte Hain to ham aasani ke sath triangle pattern ko bhi analyse kar sakte hain kyunki triangle pattern ko analyse karne ke liye hamen trendline ko istemal karne ka pata Hona chahie jab ham friend line ke liye technical analysis karte hain aur trendline codra karte Hain to ham bahut aasani ke sath triangle pattern ko analyse kar lete hain.
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                        Bahi ap na bohot acchi information shair ki ha hum log is ko pr ammal kar ka ak bahtreen trade ko open kr sakta hain triangular pattren ko lazmi hum sekhain ya pattren bohot zabardast hai is ko hum log bahtreen use kar sakta hain is lia mahnat karian or aga bahrian jis na mahnat ki wo kamyab huwa hai is lia pattern ko lazmi sekhain jub hum pattern ko sekh lain gain hum log is ko acchi tahra use kar sakain gain is business mai pattern ki bat karian tu hum log ak accha pattern bana ka is amal karian or patteren huma batya ka ab market mai kia changing ahna lagi hai tu hum log is sy accha kama sakta hain

                        Triangular pattern bohot zabar dast hai jub ya pattern banta hai tu market up jati hai ya three kisam ka pattren hota hain symmetrical ascending decending ya three kisam ka pattren hota hain hum in ko use kar ka bahtreen kamai kar sakta hain is lia in ko sekahin or in ko acchi tahra use karna ka bad hum in sy accha profit hasil kar saktain hain jub ya pattren banta hai tu is ka bad market up jati hai jub ya pattren banta hai tu ya triangular ki shape candle banati hai jis ki waja sy hum log is pattren ko pechan sakta hain ya day one mai hour one ka time frame mai accha response data hai ya pattren hum market ka trend ka bara mai batata hai jis ki waja sy hum log is sy achi trade open kar sakta hain is lia huma is mai mahant karian or bahtreen trade ko open karian or kamyabi hasil karian jis na bi pattern ko use kia wo kamyab huwa hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                          Ji member triangle patron mein bahut achcha pata nahin hai yah jyada thirding Karne mein istemal hota hai ke istemal hi chatting karne mein hota hai yah pattern hamen hamen market ki movement ka bahut hi acche se batati hai is pattern ki madad se Ham trading bahut hi aasani se nahin kar sakte banke thodi si trading Ho jaati hai kyunki yah movement si ek jagah per khadi nahin hoti balke regularly apni movement show kar rahi hoti hai jis vajah se hamen trade karna Jara mushkil ho jata hai yah pattern kabhi ab munh ho raha hota hai aur kabhi don't ho raha hota hai balki kahin dafa to aisa han hota hai ki yah apni munh mat aise change karta hai ki aankhon pata bhi nahin chalta isliye yah pattern trading karne mein bahut jyada budget to deta hi hai lekin yah thoda top hai aur usko samajh na vah zaroori hota hai jab tak Ham iske samajh nahin sakenge hamen is pattern ke bare mein acche se Nazar nahin hoga isliye jaruri hai ki Ham apne senior member ko palen karke is per patron ke bare mein sikhen aur Salman hasil hai aur experience hasil Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                            Triangle pattern aik aisa patern hi jo market ki direction wazhe krta hi aour yeah aksar nazar ata hai ,,,,is bais py hi aik trader achi direction ly sakta hai ...
                            Is ki three types hain ....whose following thats,,,,,,,,

                            1 = ascending triangle patern ...
                            2 = descending triangle patern...
                            3 = symetric triangle patern...

                            **1 = ascending triangle patern oper ki tarf hota hai jo kh teazi k trend ko barqarar rakhny ka ishara daiti hai is ka mtlb yeah hota hai k market mein teazi ka trend bahut agy jany wala hi is lia yeah bullish continuation chart patern hota hai

                            **2 = aour descending patern nechy ki traf market ki maandi ko barqarar rahny ka ishara dy raha hota hai is ka mtlb yeah hota hai kh market mein maandi trend rukny wala ni hai yeh bahut neechy jany wala hi....

                            **3 = symmetric patern uper aour down trend dono ka ishara daita hai yeah bullish continuation chart patern aour bearish continuation chart patern k trend ko show kr raha hota hi yeah oper auir neechy jany k trend k shape mein hota hi ....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Triangle Pattern : Types (EXPLAINED) ;

                              market aik triangle ki form bana deti ha jub market os triangle ko destroy karti ha to waha par entry li jati ha*yaha par market nay aik triangle bana kar os ko nichay se ruin kia ha to hum nay yaha par promote ki entry laini ha or hamaray sl or tp bilkul wazay hain aur Triangle sample bahot zeyda kinds key hoty good day magar ham yaha famous triangle sample ka jaiza len gey es effortless triangle sample ko recognize karna merchants ko technically inspecting me professional bana sakta hay. aap every day e grid line ko use karke dekh sakteline ko use karke dekh sakte ho. Aapko dekhna chahie ki market aaj begin Kahan se hui hai aur presently market kahan per munh kar rahi hai uske in accordance aapane apna buying and selling aur presently market kahan per go kar rahi hai uske in accordance aapane apna buying and selling planning karni hai aur administration karni hai be aware measurement bhi aapane consequently use karni hai stop-loss figure out kar lena hai jisko exit factor Kaha jata hai entry factor bhi aapane determine kar lena hai agar market aapke towards jaaye to stop-loss figure out kar lena hai jisko exit factor Kaha jata hai entry factor bhi aapane figure out kar lena hai agar market aapke in opposition to jaaye to aap ko restricted loss hoga give up loss ka yah gain hota hai. or new merchants ko aisi hello statistics chahiye hoti hai admins new york bohhat acha kia hai ye mukabla shuru kar okay is sy historic merchants apna journey share karty hai or new merchants ko kuch seekhny ko milta hai aisy or b mukably hony chahiye Trend reversal sample me merchants ko breakout hony tak wait karna hoga aur market vogue ko take a look at karna ho ga es ki path kes taraf hay jesy hello market me triangle sample ban jaye aur market fashion agar breakout kar ley jes key probabilities nahi hoty to esy me merchants ko market vogue ko hello observe karna chaye aur market fashion reversal key probabilities bilkul be khatam ho jaty hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X