Dragonfly doji candle kya hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

    Forex Trading main Candles ko understand karny kay bad he aap dogi Candle ko understand Kar Sakty hain Iss Kay liy aap ko Chaye Kay Pely Candlesticks Pattern Ko Understand Karna Sekaein ku kay Proce Action main Candles Ko Understand Karna Boat He Asan Hay Jab Market main Movement Hoti hai Toh Ak Candle Form Hoti hai Jo kay Kuch Yuu Hoti hai Kay Candle Ka Starting Point Candle Ke Movement Yahni Kay Candle Iss Time Frame Main kIss Price Say Open Hoi Hai Or Kiss Price Per Close Hoi Hai Iss Liy aap Ko Candle main Price Ke Movement Ka Pata hona Chayee Tab He Aap Candle Ke Strategy Ku Achy Say Use Kar Kay Profit Bana Sakty hain..

    Forex Market Main Different Types Ke Dogi Candles Hoti Hain.Or Hum Sab Candles Ko Tabi Understand Kar Sakty hain Jab Hum Candles Main Price Ka Flow Ka Pata ho ga.Forex Market Main Jo Doji Candles Hain Wo Ye Hain...

    1: Common Doji Jisy Hum Spinning Top be Khty hain

    2: GraveStone Doji

    3: Dragon fly Doji

    4: Long-Legged Doji

    Dragon fly Dogi

    Dear Forex Member Dragonfly Doji zada Tar Market Main Support Per Form Hoti hai Or Ye Candle Market Main 80 percent Say 95 Percent Tak Market Ko Effect karti hai Iss Liy Iss Ke Formation kuch Aisy hoti hai.Kay pely ak Candle Form Hoti Hai Or Strong Bearish Movement Hoti hai Lekin Usi Time Frame Kay Last End Hony Kay Doran Buyer Market Ka Control Lyty hain Or Market Ko Price Rejection kar kay BUllish Signal Dyty hain Or Market Long Shadow Down Side Per Creat Kar kay Top Sight Per A kar Close Ho Jati hai Or Ye Indication Hota Hai Kay Yaha Say Market Bullish Side Movement kary ge Or Humy Confirmation kay Bad Bullish Entry Place karna Chaye....
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

      Assalamu Alaikum decent member aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai forex market Mein Ham dekhte hain Kisne hamare pass candlestick patterns ko use Kiya Jata Hai jisse Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain dear Agar Ham candlestick patterns were Apne analysis karte hain aur uske mutabik Ham Apne trading Karte Hain To usse Hamen bahut jyada fayda ho sakte hain aapane Dragonfly doji ke bare mein Apna question Kiya Hai Iske bare mein main aapke sath information share karna chahta hun.

      Dear Dragonfly doji candle Ek Aisi candle Hoti Hai Jiski market mein bahut jyada value hoti hai aur Market usko bahut jyada follow Karti Hai Ham dekhte hain ki agar market Mein Apne Agar Dragonfly doji ki shape ko dekhna ho to uske liye aapko major batata chalu Kiska body bahut hi jyada Chhoti Hoti Hai body na hone ke barabar Hoti Hai market ki Jahan use candle per opening hoti hai uske sath hi aapke scandal ki closing Bhi Ho Jaati Hai aur iska Shadow bahut jyada hota hai aur iska Shadow mostly 1 side per hi hota hai aur iski price aur Iske next market ki movement market ki past movement ke past movement ke against hoti hai.

      Dear Dragonfly doji aapke pass bhi bearish bhi ho sakti hai aur Dragonfly doji aapke pass bullish bhi ho sakti hai Ham dekhte hain ki forex market mein agar downtrend hota hai aur aapke pass ismein bullish Dragonfly doji banti hai to Uske bad market mein uptrend aur bullish trend Road ho jata hai yah Ek reversal candlestick hoti hai aur Agar market ka song bullish trend ho aur aapke pass ismein bearish Dragonfly doji Bane to Uske bad aap samajh sakte hain ki market ka bhi bearish trend Shuru hone wala hai aap confirmation ke bad apni trade open kar sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzay544 پيغام ديکھيے
        Dear friend Dragonfly doji candle ke bare mein Hamen Jarur inform Karen aur Hamare experience main Jarur izaafa Karen
        dragonfly doji bhi aik candlestick ka pattern hai jiska naam japan k logo ne dragonfly k naam pe rakha hay ye butterfly ki tarah urrnay wala aik keera hota hay.dragonfly doji chart pe 2 types ka ban skta hay magr ye jis type ka bhi banay is mein3 batein common hoti hain inki open aur close price same hoti hai.aur inki lower shadow ziada lambi hoti hai.teesri baat ye hay k iska koi color nahi hota.dragonfly doji is baat ka paigham deti hay k market mein ab sell trend khatam ho gaya hay aur ab market mein up trend shoru honay wala hay.sb se important baat yeh hai k agar dragonfly doji chart k bottom pe aur low pe banay ga to yeh proper kaam kray ga aur agar yeh trading chart k centre ya top pe banay ga to is ka koi role nahi hoga.draginfly doji k pattern ko confirm krnay ka tareeqa ye hay k jb dragonfly k baad jo candle banti hay woh candke jab tak dragonfly doji ki pichli candle ki price ko top mein cross na kray os vaqt tak buy ka order place na krein.
        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20200920-164220~2.png
Views:	1
Size:	299.7 کلوبائٹ
ID:	12331179Click image for larger version

Name:	Screenshot_20200920-165044.png
Views:	1
Size:	56.5 کلوبائٹ
ID:	12331180
        • #19 Collapse

          Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzay544 پيغام ديکھيے
          Dear friend Dragonfly doji candle ke bare mein Hamen Jarur inform Karen aur Hamare experience main Jarur izaafa Karen
          Assalamu Alaikum dear Forex member aapane a bahut acchi candlestick pattern per Hamare Sath Apna knowledge share Kiya Hai Main Bhi aapke sath is pattern ke upar Achcha knowledge Sher karta hun Forex trading ke andar technical analysis ke andar Hamen candlestick pattern ki bahut jarurat hoti hai agar Hamara in ke upar Sahi tarike se Garib Hai To Ham Ek achi aur kam rate analysis Karke market train ke andar acchi entry or exit kar sakte hain.

          Dragonfly Doji Pattern k key points:

          1. Jab Bhi market uptrend ya downtrend Mein Hoti Hai To Uske bad Dragonfly doji candle pattern banta hai.
          2. Dragonfly Patron main jo candle banti hai Iske andar open or close same hota hai aur Market kar lo niche hota hai aur hai be open or close ke level per hi hota hai isliye isko Dragonfly candle Kahate Hain.
          3. Dragonfly pattern Hamen pahle Sahi market ke down yah ab trend Mein Jaane Ke a signal Deti Hai.
          4. Dragonfly doji candle ke bad Agar next candle bi doji candle ke famer mein ho to Tu yah confirmation Hoti Hai Is per train ki aur Hamen bye sell ki trade active kar deni chahie.
          5. Traders ko chahie ki vah Dragonfly doji candle pattern ke bad confirmation candle ka vate Karen aur tab hi apni trade active Karen.

          Is Baton Mein Agar Ham bi ki trade active karte hain to stop loss ko Hamen main Dragonfly doji candle ke Lo per place karna chahie aur take profit ko next resistance level FIR place karna chahie similarly Agar cell ki trade active karna chah Rahe Hain Ham To Hamen stop loss ko Dragonfly candlestick pattern ke a hyper place karna chahie aur take profit ko resistance level per place karna chahie.
          Click image for larger version

Name:	images (46).png
Views:	17
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12331186
          • #20 Collapse

            Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzay544 پيغام ديکھيے
            Dear friend Dragonfly doji candle ke bare mein Hamen Jarur inform Karen aur Hamare experience main Jarur izaafa Karen
            assalamu alaikum dear aapane dragonfly candlestick per bahut achcha sawal hamare sath share Kiya hai yah bahut hi important candlestick pattern hai jo hamen market ke andar ab train ke top per aur aur downtrend ke bottom per najar aata hai hai agar Ham is candlestick pattern ki acche se practice Karen to Ham isase bahut acchi dritte hasil kar sakte hain juniors ko bhi agar iski information sahi tarike se mil jaaye aur vah demo account ke upar spectrin ko check karen to vah ismein bahut Qureshi hasil kar sakte hain aaj main aapke sath spectrin ke andar kuchh keypoints aapke sath dics khas karunga han jismein Ham market ke is pattern ko confirmation kaise karte hain vah bhi sikhenge sabse pahle Ham yah dekhte hain ki dragonfly candlestick pattern main jo candle banti hai vah ek doji candle hoti hai yah aisi doji candle hoti hai jiska high, open aur close same level per hote Hain agar yah candlestick pattern market ke bullish trend ke top per bane a aur nek scandal barish mein banna start ho to to yah is patron ki confirmation hai aur trader ko yahan per selkie trade active kar leni chahie aur apna staff last ko dragonfly doji candle ke hyper place Karen aur take profit ko next support level per place Karen.

            ISI tarah agar yahi dragonfly candlestick padron bearish market trend ke bottom per banta hai to hamen next candle agar bullish ki Nazar aaye to is mein hamen main bi ki trade active kar deni chahie kyunki second candle ka bullish mein banna is pattern ki confirmation hai hai ismein bhi Star plus ko Ham dragon fly doji candle khelo per place karenge aur take profit ko resistance level per place karenge.Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	6
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12331188
            • #21 Collapse

              Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

              Dragonfly doji candle market mein main bahut hi ahmiyat rahti hai aur candlestick pattern mein is candle ko ham market ke analyses ke liye kafi importance samajhte Hain kyunki yah candle chabi market mein banti hai to market ke a liye yah bahut informational and hoti hai aur scandal se hamen market ka bahut achcha signal milta hai isliye is candle ko jarur analyse karna chahie aur iske bare mein maloomat honi chahie tha te hamen jab bhi koi aisi candle milati hai to ham is per acchi trading kar saken aur acchi trading se apne liye achcha munafa hasil kar saken isliye hamen jarur aisi candle ko analyse karna hai.

              dragonfly candle ek aisi candle Hoti hai jiska Shadow kafi lamba hota hai aur uski body bilkul bhi Nahin Hoti yah bilkul hi chhoti si body Hoti hai isko ham dragonfly candle kahate Hain dragonfly doji candle ki quality yah hoti hai ki jab bhi jaaye support area per Banti hai to fir hamen confirm bullish trend ka signal deti hai aur is tarike se ham bahut acchi trading kar sakte hain hamen chahie ke ham do ji dragonfly candle ko jarur analyse Karen kyunki isase hamen market ka bahut hi good signal provide hota hai.

              candlestick pattern mein aisi bahut si candle hai jinke bare mein hamen acchi manmad Nahin hai lekin vah marketing ke liye bahut hi affected candles hoti hain isliye hamen do ji dragonfly candle ke liye bhi market chart ko samajhna chahie kyunki yah candle bhi hamare liye kafi faydemand hoti hai aur is candle se bhi ham market se kafi achcha fayda utha sakte hain isliye hamen do ji dragonfly candle se jarur fayda uthana chahie aur scandal ki madad se trading ko samajhna chahie.fmarket so samajhna itna aasan Nahin hai market ko samajhne ke liye jaruri hai ya ham candlestick pattern ko acche tarike se analysed karne aur isko acche tarike se samay mein aap hamari trading behtar ho sakti hai.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #22 Collapse

                Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                Forex market Mein Hamen doji candle Ka istemal Karna chahie yah bahut acchi candle Hai Jab Ham doji candle se ko Dekhte Hain To Hamen Andaz hota hai ki market ke upar ja rahi hai yah niche a rahi hai vaise to market Mein Ham 3 Tarik ke chat ka istemal kar sakte hain lekin Agar Ham candles ka istemal Karen candles Ko Dekhkar Hamen market ki movement ka Jyada acchi Tarah Andha Ho Jata Hai To Hamen duji candles ko kabhi bhi ignore nahin karna chahti Is Tarah Ham kamyabi Hasil kar lete hain Agar Ham market Mein trade open karna chahte hain To Hamen market ki movement ko samajhna bahut jaruri hai agar for example Hamen market ki movement ki samajh Nahin a Rahi To Hamen ismein Kam Nahin Karna chahie Kyunki Is Tarah Hamen nuksan ho jata hai Hamen market ki movement ko samajhte Hue ismein kam karna hoga Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain ya Ek Aisa business Hai Jo Kabhi Bhi katm Nahin ho sakta Agar Ham market Mein kam karna chahte hain To Hamen Achcha knowledge aur Achcha experience karna chahie Hamen market ki movement ko samajhkar market Mein Paisa invest Karke kam karna chahie Is Tarah Ham kamyabi Hasil kar sakte hain yah Kaisa business Hai Jo Kabhi Khatam nahi ho sakta ismein UK or USA Jaise countries involved Hain for business Aisa business hai jo all world mein bahut Teji se famous ho chuka hai yah business Hamare future ko bright banaa sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                  Doji candle ka bara mai ya hai ka jub dogi candle banti hai tu market ka trend change hota hai dogi candle hai kia dogi candle tub banti hai jub long buy ya long sell ho os ka bad ak candle banti hai jis ka open or close same hota hai jahan sy candle open ho rahi hoti hai wahan pr close ho rahi hoti hai is lia is ko dogi kahta hai ya candle banana ka bad market ka trend change ho jata hai is lia huma is mai mahant kar ka is dogi candle ko dahkna chaya dogi candle day one ka trend mai banti hai jub hum dogi ki bat krta hain tu ya bilkul shadow candle hoti hai is mai na tu up mai koi filling hoti hai na down mai closse or open point brabar hota hain is lia huma dogi candle ko lamzi study karna chya dogi candle ki bat karian tu hum log dogi ko lazmi dahkain jub dogi candle ko hum log dakh lain tu hum ak acchi trade open kar sakta hain or kamyab ho sakta hain dogi candle ka bara mai huma jitna ho saka knowledge hasil krna chaya jis na dogi candle ko dahk lia wo kamyab ho sakta hai dogi candle ka bara mai lazmi knowledge hasil karian ya japan ki daryaft hai hai or jub ya banti hai tu ak bahtreen trade ko buy ya sell mai open kar sakta hain is lia mahant karian or dogi candle ki study karain dogi candle ko lazmi dahkain or bahtreen trade ko open karian jis na dogi candle ko dahk lia is ka bad trend change pr trade karian ta ka ak achi trade open ho saka or acchi kamai hasil kar sakain
                  • #24 Collapse

                    Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzay544 پيغام ديکھيے
                    Dear friend Dragonfly doji candle ke bare mein Hamen Jarur inform Karen aur Hamare experience main Jarur izaafa Karen
                    Assalamu alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi sawal poochha
                    Dragonfly candlesticks kya hoti hai aap ko pata hai jaisa ke aapko pata hai hai jagran fly ki Tarah bahut si candlestick Hoti Hai candlestick mein hamen main bahut si candlestick milti hai jaisa ke main aapko ho sake candlestick ke bare mein bata do candlestick different Kishan ke hote hain jaise ki ek basic kis candlestick hogi barish candlestick hogi to usi Tarah spinning candlestick dragonfly for price candlestick candlestick jiski body Nahin hota Hai aur iski lambi Hoti Hai jise ham khel sakte hain apni zubaan mein aur Wick dandi ko ham bhi kahate Hain Forex per week kahlati hai aur iske upar printing point upar hota hai uski body Nahin Hoti is ham dragonfly candlestick kya sakte hain aur dragonfly candlestick Jaise hi banti hai to market ka 5 change ho jata hai market moment karne lag Patti amul ho jaati Hai yah niche ko jati Hai upar ko jati hai agar pahle yah sale selling mod per Aaye to dragonfly a jaaye Tu samajh le ja buying mod par jane wali Hai Shri se se ham market movement Ka pata laga sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                      Candle stick ki kafi ziada types hain jin ko forex trading main bahut ihmiat hasil hay, in candlesticks kay names, findings, aur confirmatiin kay bad hamain mukhtalif marketing situations main trading karny main bahut help milti hay.

                      Dragon fly candles stick.
                      Ye candle stick bearish trend main lower low banati hay aur aik he candle hoti hay jis say hamain trend ki continuatiin aur reveral ki warning milti hay. Iska opening, higher and closing equal point hota hay jab keh lower point trend ka sab say low point hota hay, jis say ye candle english letter "T" ki tarah ban jati hay. Is main hamain ye he pata chalta hay keh last perieod main market sell kay bad buy ki taraf ai hay aur ab up trend kay chances hain.

                      Ager dragon fly candle kay bad ban'ny wali candlestick iski closing say nichy bany aur bearish rahy to is say hamain trend continuation ki indication milti hay. Aur ager dragonfly candle kay bad wali candle closing point say up side bany aur iska closing bullish rahy to ye hamain trend ki reversal ki confirmation daiti hay.

                      Deagonfly candle bahut ziada daikhny main nai ati laikin jab ye banti hay to hamain marekt ki price main trend kay change hony ka batati hay. Q keh is main price down any kay bad again up jati hay, yani achi khasi down movement hony kay bawajood current period main opening, higer aur closing point same hota hay jis waja say buyers is main in ho jaty hain aur sellers ka yehi khial hota hay keh ab mazeed selling ki gunjaish nai hay.

                      Dragon fly candle ka effective use tab hota hay jab market down movement main a ker side movement main ho aur yahan aik dragonfly ki long candle bany tab is main trend reversal ki clear indication hoti hay. Aur yahan per in time entry aur risk managed entry achi earning ka bais banti hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Dragonfly doji candle kya hoti hai

                        Thanks for share this wonderfull information about Doji and Dragonfly,sir kya hum ye keh saktay hain k Dragon Fly Candle or Gravestone Candle ek tarah Say inverted hamer or Shoting star Jaisa he kaam Karti hain yaa ye dono Ek he hain or name diferent hain... coz sir jab hammain Chart par Shoting Star nazar ata hai tou market nechay jati hai..or Gravestone bhi yehi batataa hai isi tarah inverted hamer hammain market k opar janay Ka Isharaa Deta hai orr Yahan par dragon Fly Bhi yehi Kam Karti hai,Agar main ghalat hon Tou Seniors please mujhe theek Tarah Say Samjhaa Dain.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X