pakistan forum me aj kal account bht ban kar rahe hain us ki kiya waja hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pakistan forum me aj kal account bht ban kar rahe hain us ki kiya waja hai
    pakistan forum me aj kal account bht ban kar rahe hain us ki kiya waja hai kisi ko pata hai iss bare me tu plz zaror share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear brother acha hai k band kar day Good news hai yeh sub trader k liyeh because is forum may log bahot ziyda misuse karnay lagay hai agar esay band kartay rahay tu Insallah is forum may bahot hi best trader ki entry ho gi
     
    • #3 Collapse

      bhai jan pakistan forex forum men posting krny ky kuch rule hen jin ko follow krna boht zarori hy in rules ko agr follow na ki jay to account banned ho jata hy ap ny rule break kia ho ga is liy ap ka account banned ho gya ho ga
      • #4 Collapse

        haan jnab asa ho raha hai ho sekta hai k aaj kal spam k zyda cases ho yah phir log illegal treka se iss platform ko use ker rahe ho iss leya mera to yah he khyal hai k hume carefully posting kerni chahiya kun k isss ki waja se hume trading main easy rahta hai ager acha capital ho to :)
        • #5 Collapse

          forum waly account bila vaja ban ni karty hain agar rules ko follow na karo tab account ban karty hain. agar ap copy past karo gay to account foran ban ho jay ga ya ap bht ziada fazool posts karo gay tab bhe account jald ban ho ga forum rules ko read kar k un ko follow karty hoy posts karo to account ban ni hoga.
          • #6 Collapse

            us m is lye log buhr se account band ho jate us ki wja ye h jk buht se log kam thgek ni kerte or na hi mehnat kerte hn tab hi hum is m kaqmyb hon ge jab hum zada sezada kam kre ge tab hi hum zada mehnat kre ge
            • #7 Collapse

              Achi bat hia dear brother agar yehi band kar rahay hia because agar yehi log band nahi kartay tu is may esay log kam kar rahay hai jis ko our tu our post karna hi nahi ata hai k post kiya ko bola kartay hai
               
              • #8 Collapse

                I can bet many of the users have not even bothered to read the whole terms and conditions of the forum as well as of insta forex. Therefore they intend to take multiple accounts or try to cheat and get banned.
                • #9 Collapse

                  dear,is ki sb bri wja yeh hy k yeh aik time saving onlline job hy,is mein profit bht ziada hain,is mein koi time limit nahi hy jab ap ka dil kry ap is page pay kaam kr skty ho,thori mehnat ki zurart hoti hy starting mein phir ap aik achy or successful trader ban jaty ho,yehi wja hy k log forex ko join kr rhy hain.
                  • #10 Collapse

                    my dear pak forex forum ek best international forum hai pak forex forum apne sabhi members ko well come krta hai but jb koi pak forex forum k rules ko musalsal follow nahi krey ga copy paste krey ga to us ka account bane b ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      sorry mein is forum mein new hoon is liyea much itna kuch nahi maloom lakin agar hum rules ko follow karein toh humara account band nahi ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum aisi koi be baat nahi hay aur is pakistan forex forum me kisi ka account be bila wajah ban nahi hota hay sway un logo kay accounts ban honay kay jo in kay rules ko na he read kartey hen aur na he un par koi amal kartey hen.
                        • #13 Collapse

                          dear forex international trading ha jis may jetna zeyada time dayny sy utne he zeyada earning hote ha pakistan forex forum may aj kal is ley account ban rahy ha kha is may hamy kafe faida hota ha ak to hum apne earning karty rhty ha dosta hamy forex kay bary may kafe knoeledge melta rhta ha melny wale money ko hum apny account say withdraw ya save karty rhty ha
                          • #14 Collapse

                            ge han ye kar to rahien hien liekin phir bhi ye pochne par nahien bata rahien hien inhien easa karna to nahien chahiye kiun ke log bohat mehnat kar ke yahan par posting karte hien
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friend I'd you are not follow the forex market rules. Then the forum admin black the account. So you ate follow the forum rules. So that your account is active.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X