Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??
    Salam dear member ji members mein aaj aapke sath rakshas man candle pattern ke related apna question kr raha hon ummid krti hon ap mujy is le bare main zroor apny knowledge or experience sy agh kren gy thanks you..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

    Rickshaw Man.

    Rickshaw man long legged doji candlestick ki ik kisam hai jis ma body middle candle k uper ya esk kareeb hoti hai. Ye candlestick open close high or low ko show karti hai. Es ma open or close bhot kareeb yani ik he price level par hoty hain jo k ik doji ki shape banaty hain. Es pattern ma high or low ik dosray sy bhot door hoty hain jo high shadow banaty hain. Rickshaw man candle stick market ki indecisive state ko kaha jata hai. Ye pattern kio reliable pattern ni hai. Rickshaw man candlestick ko other technical indicators k sath use kiya ja sakta hai price action anlysis k lae ya market ka trend change ya continue hony k lae. Rickshaw man candlestick ki body small hoti hai or eski upper or lower shadow bhot large hoti hain.


    Understanding rickshaw man. Ye pattern tb banta hai jb market ko bull or bear alag alag time ma dominate karyn. Es candlestick ma high move hota hai kiu k market es ma up b jati hai or down b but still ye move kisi trend ki direction ko show karny ma kamyab ni hota. Es pattern ma buyer or seller apas ma price action par war karty hain but still market waha he close ho jati hai jaha sy open hoe thi. So es ka matlab ye hai k es candlestick ma buyer or seller k darmeyan jo war hoe wo tie pae end ho gae. Kuch condition ma ye previous trend k continue hont ko b suggest karti hai. Kuch cases ma ye market ma reversal trend ko b suggest karti hai. But es pattern ma trader ko apni trades ko hold kar lena chahe or market ki next position ka wait karna chahe or phr he kisi trade k bary ma sochna chahe. Rickshaw man candlestick supply or demand ko balances show karti hai. Ap es pattern ko kisi or indicator k sath use kaye bena kisi achy point par ni ponch sakty.
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Misha_Malik12 پيغام ديکھيے
      Salam dear member ji members mein aaj aapke sath rakshas man candle pattern ke related apna question kr raha hon ummid krti hon ap mujy is le bare main zroor apny knowledge or experience sy agh kren gy thanks you..
      Walaikum o Assalam! Dear apna na bhot acha sawal hamara sath share kiya ha. Forex trading man ager ap kamyab trader banna chahta han to apko "candlesticks pattern" na sirf sahe seekhna ha balka apko is pr good control hona bhot zarori ha. Q k trading man ager ham financial assets ki market price chart man trade entry lena chahta han to hamen trade ki confirmation k liye technical analysis man candlesticks pattern ki identification sa he possible ha. Man b apka k sath "Rickshaw Man Candlesticks Pattern" per apna knowledge share kerta hon. Is pattern ki candle ka open aur close same level per hona chaheye. Rickshaw Man Pattern market man indecission ko show kerta ha.

      Key Points:

      1. Ye pattern trader ko market man "indecission" ka signal deta ha. Ye pattern trading k liye zayada reliable pattern nahe ha.

      2. Is pattern ko ager ham dosra technical indicators k sath, price action k sath ya chart pattern k sath use karen to ye potential trend change ya continuation ka signal deta ha.

      3. Is pattern man upper aur lower wicks long pr lambai man b same hona zarori ha aur real body ka open close same level per ya line hon zarori ha.

      Trading with Rickshaw Man Pattern:


      Ager ye pattern long uptrend k bad bana to jab market price is pattern k low ko break kara to trader ko sell ki trade active ker deni chaheye aur stop loss ko is pattern k high per place kara aur Take Profit ko next support level per place karen.

      Ager ye pattern long dwon-trend k bad bana to jab market price is pattern k high ko break kara to trader ko buy ki trade active ker deni chaheye aur stop loss ko is pattern k Low per place kara aur Take Profit ko next resistance level per place karen.

      Click image for larger version

Name:	aaaaaa.png
Views:	12
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12331153Click image for larger version

Name:	aaaaaaa.png
Views:	10
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12331154
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

        Ya dogi candle ki kisam hai or is ko bearish long legged dogi ka name dia jata hai pahla huma is ka mtlab maloom hona chaya jasa ka bearish ka matlab hai candle or long legged ka matlab lamba shedow wali candle or dogi ka matlab hota hai jis candle ka open price or close same hoti hai dogi candle mai us candle mai koi rung nahi hota hai or is ka shadow bi long hota hai ya patteren market ka tazz opr jana sy banta ka bad banta hai or ya chart ka top pr banta hai jub ta patteren batna hai tu is ka banana ka bad market mai tazi ki harket kahtam ho jati hai or is ka bad agr confirm ho jaya tu market down jana suru kar dati hai jis sy hum trade laga kr acchi income ko hasil kar sakta hain

        jub ya patteren banta hai chart mai tu os din market mai tazzi hoti hai sell mai ya buy mai market tazz move karti hai ya apna high or low long bearish stick ka mutabik banata hai jub ya candles close hoti hai tu high or low price pr hi band hona chaya matlab dono same hona chaya is mai upper shadow or lower shadow brabar ya tohri bari choti hain is mai volume ka hona lazmi hai jub ya candle patteren banta hai tu pecha close candle sy zayda hona chaya matlab bari honi chaya tub huma fida ho sakta hai ya candle patteren intraday chart weekly chart or daily chart mai bana sakta hain is lia huma is mai mahnat karni chaya or sub sy best hai intraday chart mai h1 ka time frame jis sy hum log ak best trade ko open kar sakta hain or kama sakta hain is lia mahnat karian or aga bahrian is ka bara mai or knowledge hasil karain
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

          Rickshaw man candlestick Pattren mein price action aur market ky trend ko bhot Focus karna prdta ha Rickshaw man long legged doji candlestick ki hi ik kisam hai jis ma body middle candle ky uper ya is ky kareeb hoti ha Ye candlestick open close high or low ko show karti hai is mein open or close bhot kareeb yani ik he price level par hoty hain jo ky ik doji ki shape banaty hain is pattern mein high or low ik dosray sy bhot door hoty hain jo high shadow banaty hain Rickshaw man candle stick market ki indecisiveness state ko kaha jata ha Ye pattern koi reliable pattern ni ha Rickshaw man candlestick ko other technical indicators ky sath use kiya jaa sakta hai price action anlysis ky lye ye market ka trend change ya continue hony k lye Rickshaw man candlestick ki body small hoti hai or eski upper aur lower shadow bhot large hoti hain is Pattren ko samjhny ky lye apko chart ko achy sy Read karna chahie ye pattern tb banta hai jb market ko bullish or bearish alag alag time ma dominate karain is candlestick mein high movement hota hai kiu ky market es main up bhi jati hai or down bhi but still ye move kisi trend ki direction ko show karny ma kamyab ni hota Es pattern ma buyer or seller apas mein price action par war karty hain but still market waha he close ho jati hai jaha sy open hoe thin so es ka matlab ye hai k es candlestick ma buyer or seller k darmeyan jo ward hoe wo tie pae end ho gae Aur kuch condition ma ye previous trend k continue hont ko bhi suggest karti hain tu Kuch cases ma ye market ma reversal trend ko bhi suggest karti ha But es pattern ma trader ko apni trades ko hold kar lena chahe or market ki next position ka wait karna chahe or phr he kisi trade ky bary main sochna chahie Rickshaw man candlestick supply or demand ko balances show karti hai Aur Ap es pattern ko kisi aur indicator ky sath use kaye bena kisi achy point par ni ponch sakty basically ye Pattren hamaisha kisi2sry indicator ky sath hi dominant hota ha aur is ko indicate karny ky lye phaly is sy related Pattren ko follow karna chahie

          Thanks.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

            Dear friends raksha man candlestick Ka pattern doji candles se munsalik hea aur hamen pahle doji candle kya hoti hain iske bare mein janna zaruri hea Doji candle ko candlestick pattern ki study kar kay achi tarha samjha ja sakta hai or ye bohat faida de sakti hai kiun kay is se mostly price reverse hoti hai or trend ki continuation ka bhi pata lag sakta hai is liay me tu strongly recommend karu ga kay is candle ki trend continuation me or trend reversal me jitni ziada practice or study ho saky Karen. Is kay ilawa forex kay charts me bhi doji ko find kar kay learning ki ja sakti hai aur doji is a candle in cand;e sticks is pe trade krne bohat faeda me hota he is ki mukhtalif iksam hen jin me se simple doji, dragon fly doji and etc. is me trade ka methof ye ota he k ap is k high low pe pendings lga den jahan se b ye break hogi wahan se usi side se apko profit de jaye ga dear friends rickshaw man doji candlestick pattern doji ik bht zabardast pattren hy es ki madad sy hum kafi profit earn kr skty hain forex main woi kamyab hy jo rules ko follow kro ga esi trah doji k b kuch rules hain jin ko follow krna zarori hota hy aur forex main different types ki candle humean diekhny ko milte hain but knowledge kum hony py hum un ko understand nahe ker sagty hain our loss ho jata hy
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

              G dear jhan tak bat hai eickshaw man vandle stick ki tu mai aik bat karun ga kay ap nay acha kam karna hai tu ap candlestick pay kam karain kiyu kay ager ap candlestick pay kam kartye hain tu es mai pa kaliye kafi knowldge hai aur ap es mai kafi acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kaliye kafi asani ban jatye hain aur bad mai ap ka kam ap ko kamyabi daita hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet kay sath acha kam karain aur ap har aik candle pay acha kam kar saktye hain ager ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap es mai acha kam tabhi kartye hain jub ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye hain bina mahnet kay kam karna fazool hai aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur es mai ap din rat mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab ho jatye hain tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain aur ap es mai mahnet zayda kiya kartye hain tu ap ka kam kafi easy ho jata hai tu bina mahnet kay koi bhi kam asan nhi hai ap ka kam hai kay ap es mai acba kam karain aur mahnet zayda kiya karain eicshaw man candle bantye hain tu ye show karti hai kay ap ka trade kitna down trend mai jata hai aur us ssy bhi zayda down trend mai chala jata hai tu es ka basic maqsad ye he hai kay ap es mai acha kam karain mahnet kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai canlde pay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha hai aur ap es mai kamyab hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

                yeh bhe candle stick hae ke jis ke madad se hum sahe tarah se is main trading perform kar pate hain lakin yeh bhe itna asan nhe hae jitna yeh lagta hae yeh bahut mushkil hota hae to bas is ke liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam karna ho ga to is tarah se he to hum is main success hasil kar he jate hain lakin hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kara karen hum agar is main dil se kam kar jate hain to hum is main success hasil karte he hain bas is ke liye hamen is main sahe tarah se kam karna hota hae lakin hamen cahiye ke hum is main dil se kam kara karen is tarah se he to hum is main ache trading kar sakte hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam kara karen hum agar is main kam ko sahe tarah se kam kar he jate hain to hum is main success hasil kar he lete hain bas is ke liye hamen bhe is main kam ko sahe tarah se karna hota hae or hum agar is main apne kam ko sahe tarah se kam kar jate hain to hum is main success hasil karte he hain hamen bas is main sahe tarah se apna kam karna cahiye jitna ache tarah se hum is main hum is main dil se kam karte hain to hum is main success hasil karte hain bas is ke liye hamen bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se he to hum is main kuch na kuch hasil kar saken lakin yeh bhe itna asan nhe hota hae balke is ke liye hamen is main kam ko acha karna hota hae hum jitna ache tarah se is main kam karte hain hum is main kuch hasil karte he hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main kuch hasil kar jaya karte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

                  candles ko smjhnay wala hi kamaayb hay ais market mai ap ko mehnatkarni hoti hai ais market mai ap ko time lagna hota hai ais market mai ap achakaam karty hai to ap ko faida ho jata haip ka kam hai kay ap nay exchange lagadiya hai aur us kay awful ap nay es mai waite karna hai kiyu kay ap kam kartyehain tu ap kay ap es mai kamyb t hotye hain jub a maipatikartye hain kiyu ka sabar kay sath kam arna kafi hadtak zaroori hai ager ap kay pass sabar hai he nhi tu ap es mai kamyab bhi nhihotye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha patients kay sath apna kam karainaur kosesh kain kay ap mwt kay sath bhi acha kamkarain kiyu kay mahne s chnce zayaik bar ap nay exchangelaga diya hai tu ap ka kam hai kay ap es mao sabar kay sath excha k lagarhanye dain cye lose mase aur pointsamajh laitay hain kpersistence state aur jald baazi state ya laaluch stateexchanging kernay sirf aur sirf nuqsaan hota hai woh kabhi bhi nakaam nahihotay hain. Forex exchanging mai senior aur master dealers bhi yehi baatsikhatay aur samjhtay hainaur pak forexgathering paygs ausawalaat issi kiqehi hota hai kay merchants iss baat ko significance day kayexchanging kerwain kay exchanges mai bi koshisai bulkay baar laina hai aur uss kay liye account balance kaya honaysi tou woh kaamyab brokers bann jatey hain. Merchants kotolerance ka use uss waqt kerna chaiye hit market mai unpredictable developmentho aur samajh na arahi ho kay development kaha takk aur kitamen ismein benefitHasil kar sakte hain Agar Ham Aisa Nahin Karte Hain To hmein misfortune hosakta hai misfortune Karne Ki Surat Mein Hamen S kam kara hoga naki Hane chahie aur Hamen ismen lalach ko keep awkarna chahie Kyunki lch Mein kar bhi misfortune kar lete hain aur FIR Hamover hokar exchanging karna start kar dete Hain Use Mein Hamesha misfortune hojata hai agar murmur saber Ke Sath kam Karenge To Hamensmortune JyadaNahin Hoga balke ismgarm Na Le To Han koshish karni hai ki Forex exchanging busiin persistence seexchanging Karen aur Market mein best passage ka vate Karen Jitna Jyada Hammarket ka examination karte shade Karenge utna isiliye Ham Se Achhkte hain isiliye individuals koshish karnceko kyon rte Tone exchanging Karen A Ham Sabar se kam Na Leng Karen aur Mastigation na Karen kam kabhi bhi market seAccha benefit asil nahin kar sakte an aur men Hamesha Lo uskaApne misfortune ko control karbahut jyadaJaroori Hai koshish karen ke market Karnal help Karen aur Market ki developmentko Dekhte T hello exchanging oKaren Jo dealers about perusing kSab Se Kam Nahin Khi Apne misfortune ko control Nahin Kartemisfortune ko face karain Aisa miortune recoup karna bahut jyada abkarte hain to Forex exchanmein aap apne nuksan ko control
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

                    dear friends rickshaw man candlestick bhi doji candlestick Ki Tarah hoti hai ye is Tarah banti hai ki Jab buyers bahut jyada a Jaate Hain market mein to candle bahut jyada high peak Pe Chali Jaati Hai aur
                    Jab seller bahut jyada a Jaate Hain to market vahan Se Gir kar lower point banati hai aur ISI Tarah yah competition chalta rahata hai aur candle Centre Mein Aakar Jahan se open Hui hoti hai vahan per close Ho Jaati Hai is candlestick ki body uski Shadow ke Centre Mein hoti hai Isko ham rickshaw man candlestick Kahate Hain
                    Rikshaw man candlestick per bahut jyada force apply ho rahi hoti hai Kyunki buyers b bahut jyada hote hain aur sellers bhi bahut jyada hote hain Jiski vajah se yah candle Centre per Aakar hi close ho Jaate Hain

                    Jab rickshaw man candlestick ban Jaati Hai To vahan per aapki trading karna bahut hi jyada nuksan Deh hai Kyunki vahan se new candle ban'ne ka pata nahin chalta aur na hi agli candle ki movement ka andaza Lagaya Ja sakta hai ki vah upside ki move Karegi ya downside per Move karegi isliye Jab rickshaw man candlestick ban jaati hai to aap kabhi bhi trade mat lagaen Kyunki is se aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai

                    Expert trader Hamesha is candlestick per wait Karte Hain Ki Agali candlestick bane aur vahan Se unhen Kisi moment ka andaza ho jaaye tab wo trade lagaen lekin Jab Tak unhen clear signal Nahin Mil Jata tab tak vah trade Nahin Lagate Kyunki yah bahut hi risky kam Hota Hai hai agar aap rickshaw candle stick per trade Lagate Hain tou.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

                      Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap ummid hai kya aap sab khairiyat se Honge aapane Humse bahut hi Achcha question Kiya Hai riskHawa main candlestick pattern in Forex trading riskhwa man candlestick bhi dauji candlestick Ki Tarah hoti hai e risk Hwa man candlestick bahut jyada Jyada focus apply ho rahi hote hi Agar Ham candlestick Mein kam karna chahte hain To hamare pass ine candlestick ka Achcha Se Achcha knowledge Hona bahut jyada important hai agar hamare pass in candlestick ka knowledge Nahin Hai To Ham kabhi bhi in candle ko acche tarike se apne kam Mein use nahin kar sakte aur na hi acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain yah candle Hamen bahut hi acchi kamyabi dilvata Hai is Candle per kam Karke ham bahut jyada profit hassil kar sakte hain candlestick pattern doji ka bahut hi Achcha patron hai is patron ki madad se Ham acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain Hamen chahie ky ham iss Patron ke Har EK rules ko follow Karen Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karna chahie Jitna Jyada mehnat kam Karenge utna yah Mein acchi success Milegi Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Apne kam mein agar mehnat Nahin Karenge Insan mehnat karne se Mushkil se Mushkil kaam ko bhi Aasan banaa sakta hai agar Ham mehnat Karenge to hi Hamen professional trader Ban Payenge aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar Payenge mehnat ke bagair Insan kuch bhi Hasil nahin kar sakta isliye Hamen Har Waqt Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

                        dear, rickshaw man candlestick pattern longed legged doji candles ki type ha jis ma candle ki body us k middle tk mehdood hoti ha, ye market ma indecisions k signal show karti ha ye pattern trading k liay reliable nhi smjha jata, rickshaw man ko dusray technical indicators, price action anaylisis ya chart patterns k sath use kia jata ha, jo trend change ya continuation k signal provide karta ha, rickshaw man ma long upper aur long lower shadows hotay hain aur candle ki real body small hoti ha, jo us k centre ma hoti ha, ye candle us waqt bnti ha jb bulls aur bears ma prices k up down honay ka tuff mukabla chal raha ho, achay traders is candlestick par wait kartay hain ta k is sa next wali candle sa trend ka ya market ki moment ki direction k andaza lagaya ja sakay, ye market ki volatility ko show karti ha aur ye moment ki koi clear direction nhi btati hain aur is ma prices apni opening k kareeb hi close hoti hain, ye pattern consolidation period ko show karta ha, rickshaw man long legged doji ki tarah show karti ha k supply aur demand ki forces apas ma tawazun k kareeb hain, jb rickshaw man ko dusray technical indicators k sath use kia jata ha to ye kafi reliable signals provide karti ha, long upper aur lower shadow wali doji ko hm rickshaw man ya long-legged doji kehtay hain, ye long shadows is baat ko zahir karti ha k jahan sa market open hui thi wahin close honay ki waja sa iski position brkarar nhi rahi, ye bari beyakeeni aur direction ki kami ka ishara ha,
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

                          Assalamu Alaikum therefore symbol Pakistan from Forex trading karne se pahle aapko candlestick ke bare mein Janna chahie Jab aapko candlestick ki Samachar Jaaye to Uske bad aapko Soch Samajh Kar Apne trade Lagani chahie Jab aap Soch Samajh Kar unke lagaenge Papa's set kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal: rickshaw man candlesticks pattern : in forex trading ??

                            Assalam walekum bilkul apne bahut acchi baat kahi hai candlestick pattern ke chat forex trading bahut important hoti hai isliye hamesha forex trading co mein candlestick pattern ki chahat ko join Karen candlesticks pattern ki chahat ko join ka naam ke liye bahut important hota hai isliye candlestick pattern ke chat khojen karke aap achcha fayda hasil kar sakte hain aur koshish karenge aapko achcha fayda halchal Ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X