Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata
    Aslamulicum dear forex members Forex trading mein over confidence nahi krna chahya han confidence achi chez hai lekn overconfidence apko naqam bana deti is leya forex trading mein mind ko fresh our hazir bana ke trading kray our trade us waqt open kray jab apko us trade ka reason malom ho ke mein yah trade q open kr raha hon kis waja se yah trade sell or buy kr raha phr ap apny confidence ko control kr ke trade open kray aik trade profit mein chali jaye dosri over confidence mein akr jaldi se open nahi krni chahya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

    Forex knowledge mein overcofidance he aapko loss ki taraf Le jaega isliye Hamesha aur confidence mat ho confidence Mein rahakar ki kam Karen Hamesha trade Lagate Waqt Soch samajhkar trade lagaen Kyunki trade ke andar overconfidence Kam Nahin Aata aur confidence Hamesha loss hi karwata hai Thande dimag Se Na Karen aur Na Hoga vaise bhi Kahin Bhi Kahin per bhi aapane overconfidence nahin dikhana aur confidence Hamesha nlos hi karwata hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

      Dear friend forex trading men kuch logon k pass acha knowledge aa jata hey aur aik ya 2 trades men acha profit mil jata hey tu phir woh over confidence ho jatay hen aur phir jaldi men ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur profit bhi zaiya ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir self confidence ko improve karen aur over confidence se perhez karen
      • #4 Collapse

        Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Falak1993 پيغام ديکھيے
        Aslamulicum dear forex members Forex trading mein over confidence nahi krna chahya han confidence achi chez hai lekn overconfidence apko naqam bana deti is leya forex trading mein mind ko fresh our hazir bana ke trading kray our trade us waqt open kray jab apko us trade ka reason malom ho ke mein yah trade q open kr raha hon kis waja se yah trade sell or buy kr raha phr ap apny confidence ko control kr ke trade open kray aik trade profit mein chali jaye dosri over confidence mein akr jaldi se open nahi krni chahya
        Ge ha friend over confidence na hona chaya air her tread per zayada analysis karni chaya aur jald bazi se treading nahinkarni chaya ager zayada mehnet kare ge to zayada earning be lar sake ge
        • #5 Collapse

          Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

          assalamu alaikum ji Bhai self-confidence bahut acchi chij hai lekin overconfidence bahut jyada harmful hai agar aap forex trading mein overconfidence ke sath trading karenge ya overtrading karenge to aapko Las ho sakta hai isiliye koshish karen ke jab bhi trade Karen kabhi overconfidence ke sath trade na Karen kyunki agar aap overconfidence ke sath trade karenge to aapko last ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

            Jab Ham Kisi bhi kam Mein overconfident Hote Hain To Ham nuksan Hasil karte hain Forex trading business mein bhi Hamen bahut planning ke sath kam karna chahie Jitna achha hamare pass trading system Hoga Ham utani acchi trading kar Sakenge Hamen proper planning ke sath trading Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

              G hn dear ap ny sai kaha hy ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye ham ko chahiye ham is main forex main conference na ho aur ham ko chahiye Khan is main mehant krni
              • #8 Collapse

                Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                Forex ka knowledge overconfidence hi se aap add kar ke yahan per kamyabi lene ke liye aap bilkul Yahan per apne aap ko loose na Karen aapko kamyabi mil Jayegi isliye Hamen chahie Forex kar knowledge share Karen Is Tarah aapka Achcha knowledge increase day by day Hota Jaega isliye kamyabi ke sath sath Achcha fayda Milta Ja Rahe rahega isliye Hamen chahie daily basis price target ko Sachiv Karke Ham kamyabi lene ke liye acche Waqt Mein kam Khoob Seva Karen To Kam Yaha bhi Hamare liye ko Hogi Hamen chahie Yahan per kamyabi ke sath acche message Karen Jab Bhi kamyabi lene ke liye Ham Apne Waqt Ko manage Karenge To Hamen acchi Tarah Se acchi implement se acchi improvement se Hamen kamyabi Milegi isliye Hamen chahie acche Waqt Mein kam Mein Barish Karen vah bhi Hamesha Karenge to Forex Mein kamyabi Dega isliye Hamen chahie Forex Mein kamyabi acche mere se Karen To Ham Jab trade Lagate Hain To real trading Mein Hamen Achcha profit Milte Hain acchi donon Milte Hain Tarah kamyabi Hoti Hai Hamara knowledge bhi nahin Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                  Ji aapki baat bilkul theek hai Hamen kabhi bhi Khud Ko perfect Nahin samajhna chahie Agar Ham trading Mein apne aap ko perfect Samajh Mein Lag Jaate Hain To Ham kabhi bhi achcha pata nahin kar Sakenge Bal ke Ham Jab Bhi profit earned Karenge Ham tab hi Apne loss ko badhaenge aur apne profit ko kam Karte Jaenge isliye Hamen Hamesha yah koshish Karni chahie ki Ham Apne profit ko badhane ki koshish karen aur apne aap ko kabhi bhi perfect Na Samjho maal ke Ye Soch ke rakhen ke hamen bhi loss ho sakta hai Jab Ham yah sochkar trading Karenge tab hi Ham Achcha profit earned kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                    Assalamu Alaikum dear Forex Mein Pakistan Forex Mein market mein overconfidence aur loss ki vajah se aap profit nahin kar sakte aap acchi Tarah Se mehnat Karni chahie aur hardworking Karni chahie Jitna Jyada Mera to Karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                      G han hamen over confidence nahi hona chahie q k over confidence hamen nakami ki taraf lay jata haijesa k ap log jaanty hyn k forex me kaam krna koi asaan baat nahi hy q k is me kaam krny k liye hamen kaafi knowledge or experience ki zroorat hoti hy jab bhi ap trade krty hyn tou market k trend ko samajh k apny technical analysis se zroor kaam liya kren taa k trade me apko loss kam ho technical analysis or fundamental analysis se kaam lia kren lot size ka bohat ehm kirdaar hota hy q k lot size hi hamaary loss or profit ka baaies banti hy jitni lot size kam hogi utna apka account safe rahy ga daily ka target forum par poora kiya kren taa k apko haftaawaar bonus acha mily or ap achi trading kr saken apna knowledge or experience barrhaty raha kren news ko zroor follow kiya kren taa k apki trade apko profit de saky agr kamyabi chahte hain tu self confidence ko improve karna chahie over confidence se perhez karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                        Aslam o alaikum
                        May umeaid krta hun k ap Tamam Forex member khariyat sy ho gay Aor apna kam time par kar rhy ho gy yah baat bilkul theek hai ki agar Ham Forex form per overconfidence se kam karenge to humko bahut jyada nuksan hoga kyunki overconfidence hamen hamesha nuksan ki taraf Le jata hai isiliye Tamam Forex member ko chahie ke vah Forex form per overconfidence se bilkul bhi kam na Karen Taki nuksan se bus sake aur ek acchi profit earning kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                          Ji Han dosto ap ne aksr notice Kiya hoga k humara overconfidence he hamyn unfavorable or unrecoverable loss me dhakyl dyta hai jahan se account wash hojata hai, dosto overconfidence me tow Titanic bhe doob gya Tha yeh tow phr b aik business hai jis me loss or profit ka ansar brabr paya jata Hain, hamyn chahye k market me pair ka analysis bry he achy treeky se deeply krty rhyn or confident rhyn lykin overconfidence me aty huy glat kism ki trading na kryn or apny account se bry volume k lot ki trades bhe open na kryn.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                            Assalamu alaikum Eid karta hun tab amlo khairiyat se honge aur aaj ka jo hamara question hai ki firak mein overconfidence humne loss ki taraf se jata hai yah bilkul apne bahut hi acchi baat ki hai jo log overconfidence karte Hain to vah forex for men are kam ho jate aur unko bahut hi jyada Las ho jata hai isliye main overconfidence nahin hona chahie Bal ke tasalli aur school ke sath forex form per kam karna chahie tha ki hamari increase Ho jaaye aur ham achcha bonus Karen shukriya ok Allah
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex knowledge mein over confidence apko lose ke tarf ley jata

                              Dear pak forex member main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai forex knowledge mein overconfidence Loose de sakta hai isliye hamen chahie ke mehnat ke sath knowledge aur experience mein Jafar Karen Taki aap overconfidence se dur Rahe agar aap acche tarike se kamyab hona chahte Hain to aapko mehnat ke sath apna Kam waqt per complete karna hoga is tarah Ham acche tarike se kam karenge to jarur Park forex per kamyab ho jaenge yahi hamari kamyabi ke liye jaruri hai ki Ham mehnat Karen aur confidence se bache Hain Taki Ham kamyab ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X