importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1621 Collapse

    Dear ap bilkul sae kah rahe ho k forex main humse jo ya members sy galtiyan hoti ha unse sbik hasil karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1622 Collapse

      starting main mistakes sabhi trader is business main karty hai.mager is business ko sekhta sirf wohi trader ha jo kay is business main apni mistakes ko note kerta ha.or un mistakes ko demo account main trade ker kay door kerta ha.or apni mistakes ko door kernay kay baad wo is business main profit ko hasil kerta rahta ha..
      • #1623 Collapse

        G bhai forex main mistakes se sekhna bhut zrori haii jab ap trading krty hain tu us wakt apke koii bhi choti c galti apko bhut zeada loss me dhakail skty haii so alwayse make sure you are doing good job
        • #1624 Collapse

          Friends and followers . jaisa ka ap janta ha ka mistaks kerna sa hi . improvement ati ha . aisa hi ager forex trading ma apsa koi mistakes ho jati ha to apko perashan hona ki zarorat nahi . jab trading ma apki mistake ho gi to ap us mistak sa kuch na kuch seekha ga or us mistake ko dobara nahi kera ga . jis sa ho sakta ha apko pahla loss hoa ho or mistake theek kerna ka bad apko zyada profit ho jai .
          • #1625 Collapse

            mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hamain market main sucess ho sakty hain aur demo main practice kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga
            • #1626 Collapse

              hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hamain market main kam kar k apni har zarorat ko pora kar sakty hain aur hamain is forex main analyse karein gay tab hamain faida ho say gi aur har koi achi trade karny k kabil ho sakty hain
              • #1627 Collapse

                mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain demo main practice kar k hi hum acy say perform karein gay aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum real main run karein gay aur markt main profit hasil karein gay
                • #1628 Collapse

                  Re: importance of mistakes in trading .

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  forex trading me kamyab hony k liye learning boht zarori hai ,, ap ko apni ghaltiyo se sekhna chayay wrna ap kbhi bhi ec business me survive ni kr skty .. ap ki mistakes ap ko boht kuch sekhti hen jin se ap k experience me ezafA hota hai ..
                  Forex trading Mein Kamyab hone ke liye kal taiyar karna bhi zaroori hai kya kya Galti Hai Sahi Insaan sakta hai aur Saath-Saath Xperia special Hota Hai Hum Ne kis jagah kya train Hai Jis Se Hame profit ho sake Aur Hum Yeh Jaan Chahte Hain Yahan Par Lagana sahi hai ya galat
                  • #1629 Collapse

                    Re: importance of mistakes in trading .

                    Trading main mistakes ho jana koe bari bat nahi hoti hay. new trader jab mistake ker rahay hotay hain to wo wo chezen seekh rahay hotay hain jo uno nay learning kay doran nahi seekhi hoti hain. is liye wo mistake say aur zayda knowledge lay rahay hotay hain jo un ko learning kay doran nahi milta. is liye live trading main mistake ho jana koe bari bat nahi hay.
                    • #1630 Collapse

                      Re: importance of mistakes in trading .

                      hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar skaty hain so hamain is k bary main information hasil karein gay ta k achi trade karein gay aur hamain market main enter hony say pahly is ko folloe karna ho ga ta k earning karein gay ta k achy say profit hasil ho saky ga
                      • #1631 Collapse

                        Re: importance of mistakes in trading .

                        Mistakes play an important role in evry part of life q k insan apni galtiun sa hi sihta ha ur fr life main boht hi zayada kamayabian daikhta ha ... daikho agar hamin kisi kam main loss hwa ha tu hamare kisi ghalti ki wajah sa hi hwa ha na so aagar aap apni ghalti pa ghr karty ho aur us sa sikhty ho tu yah ghalti aaki tarqi ki wahjah ban jati ha.
                        • #1632 Collapse

                          Re: importance of mistakes in trading .

                          ji janab aksar log misteks se bohat kuch sekh jata hai or forex tradinge eik essa businece hai jis mein ap apni galteion se is mein or knowlage or experinece hasil kar sakte hain mesteke se ap jan sakte hai ke apse kon si or kahan galti hoi hai or ap usko thek karke forex mein kamjab ho sakte hain
                          • #1633 Collapse

                            Re: importance of mistakes in trading .

                            Mistake b aike learning process hy,, kun phly tu 2so Ke mistake sa learning krna seekho ,,if agr Aisa ne ho sakta tu apni mistake sa learning Kro,, or Kabi b glti ko repeat mat kun forex ma live rhny k leya zurzue hy k ap mistake ko khatm Kro success full treading kro
                            • #1634 Collapse

                              Re: importance of mistakes in trading .

                              market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k achi trade kar ksaty hain aur markt main kam kar k hi hum boht hi acha earn kar skaty hain aur market main trade karny say pahly is k bary main sucess ho sakty hain aur market main mind ko fresh kar k hi hum achy say earning ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1635 Collapse

                                Re: importance of mistakes in trading .

                                G Dear apki bat sahi hai forex main agar ham apni mistakes se learn nahi karte to ham kabhi b learn nahi kar pate aur achi trading nahi kar pate is lye hamen chahiye k apni mistakes ko control karen learn karen un se aur dobara apni in mistkas ko repeat mat karen is lye zyada se zyada mehnat karen ta k ap acha makam bana saken forex main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X