importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    dear jaha tak bat hai mistake ki to ais mai agar hum mistake karty hai to ais se agar hum kuch sekhty ni hai to ais se hum ko koi faida ni hota agar hum ghalti se kuch sekhy to ais ka ye faida hai k hum ais market mai dobara wo ghalti ni kary gay jis se hum ko loss ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wa bara katuh! bhai galti to har insan e kar sakta hy magr bna woa succcessful hota hy jo apni ki hui galtion se kuch sekh ly ap agr apni galtion ko repeat karty rahain gy to ap har giz consistance profit taking trader nai bn sakty
      • #1503 Collapse

        gee hay bulkul ap ne darust kahaa hai ki ap Forex mein apni ghaelatiyo se learn kar tay hao our mare kyaeyal main app ko greed nahe krni chaehiye jb ap greed kartaey hao to ap ke trading ap ki mulhaelif jali jaati hai our ap kaa nuqsaan hojataa hae
        • #1504 Collapse

          Bahi Jan forex trading mein mistakes ki bahot zaida ahmiyat hai humein mistakes bhi krni chahiye tabhi humein experience mily ga warna loss hi ho ga experience must hai
          • #1505 Collapse

            G jb hm trading karty hain to hm bht sari mistakes Kar jaty hain jis sy hme lss face karna parta hai forex trading m hm tbi kamyab ho sakty Hain jb tk hm apni mistakes se learn na kren mistakes ka ek important role hota Hai hmari learning ma because in hme mistakes ki waja s loss hota h to hm unhy improve Kar k profit earn karna chahty hain. Jis waja s hm or ziada learning krty hain.
            • #1506 Collapse

              bahi kissi be kaam menn insaan mistake kar ky he sekhtaa ha, aap darust kah rhei hao ky galteo sey expreence miltaa ha, aor humin mustaqbil menn kaafi samajh ajatee ha, Forex busines kee or jahaa tek learn ke baat ha, to woh bohat he important ha, Forex tradings menn learn ky baghair to kabi koi bhee good traders nahin bn sakta.
              • #1507 Collapse

                bro Forex mei apnee merzee sy jitnaa chaye uthnaa profits kr skty ha, aur hmara rozana ke position pr hi hmara inhaesaar hotaa ha, ess ley hamaeye zayadaa say zayadaa post krni chaehiye.
                • #1508 Collapse

                  Yeh bahot zaruri chheez hooti hai, tradings mein yeh aapko bataee hai, ky aapne kahaa aor kya mistake ke hai, aor aglee dafa aap dakhtey hai, ky agar market wohee mistakes pei hai to orders nyi lgatei hu aor u app loaos sy bachh jatey hay.
                  • #1509 Collapse

                    Bhai ghalti karneey k bad hi ham correct kaa taeun ker sktay hei ghalti sy humi aor zeada learn kaa opportunity miltaa hai, aur hm bhtir tradings kr sakty hai
                    • #1510 Collapse

                      yah baat kafi had tak sahi hai ke Forex trading main kamyabi hasil karnay ke liye learning bahot important hoti hai , aur jo log mistakes ziada karty hain woh ager in mistakes ka analysis daily base per kiya karin tu in ke learning baqi traders say bohot he ziada achi ho sakti hai aur woh future mai ziada achy traders ban sakty hain .
                       
                      • #1511 Collapse

                        trading me mistaeks ka hona kuch naya kam nai hota hai mistaeks ho jati hai likin is ko control karna bi tu aik trader ka hi kam hota hai kay apni mistakes ko kasiay bi karkay recover karna aur is ko kabhi bi lost ki taraf again na lay kay jana
                        • #1512 Collapse

                          yes trading main mistakes se humen bohot kuch learn karne ko milta hai agar hum apni mistakes ko yaad rakhen gay tou phir forex trading business main hum agay ja k better trading kar sakte hain aur apne loss ko minimize kar sakte hain.
                           
                          • #1513 Collapse

                            ham apnee ghaeltiyon sey Forex ko mazied achi tarha sy seikh sakty hein aor iss mein achee tarha sy kameyab hao sakty hein bhee kaam menn insaan mistake kar ky he sekhtaa ha, aap darust kah rhei hao ky galteo say expreence miltaa ha, aor humin moostakbil mein kaafi samajh ajatee ha
                            • #1514 Collapse

                              dear koi b banda mistake nahe karna chahta. per ham se mistake ho jaty hai is lia ham ko yah samjhna hota hai jo mistake ham se ho gay hai un se ham na kia lesson learn kia hai. or agr yah mistake hamain kuch seekha jaty hai to good and well warna hamain in mistake koi faida nahe hota .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                forex trading business market main mistakes bohot important hai hamari learning k liye agar hum apni previous mistakes ko yad rakhen aur dobara woh mistakes na karen tou hamari trading main kafi farq aa sakta hai aur hum ko next time success mil sakti hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X