importance of mistakes in trading .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1381 Collapse

    Kisi bhee cheez , business ya even personal life mein hum mistakes se hee seekhte hain ager un kp positive lein to , ees liye hum jo mistakes forex mein kerte hain jin se loss hota hai ager un ko serious lete huwe aage se avoid karein to hum in se hee experience gain ker sakty hain .....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1382 Collapse

      loss of large trader to start is to study the market and then start trading, and also opening up trade deals with minimal amounts. In addition trader must always strive for the real and the possible profits, not to chase impossibility.
       
      • #1383 Collapse

        forex ka business bohat mushkil se milta hai or is se best koi bhi business nahi ho sakta is lye is ko lazmi seekhen aap or jitni aap kam mistakes karen ge aap ko is me utna he loss se bache rehne ka moqa mile ga or kam profit bhi hon to bhi un ko aap accept kar liya karen .
        • #1384 Collapse

          you must never feel anger if you are doing mistakes in trading business because when you do mistakes then you get a chance to improve your trading style, you can improve your weak points and must prepare yourself for the future trading more effectively
          • #1385 Collapse

            pyare doso asalam o alikum forex trading main koi short cut nahi hai loss ka soort cut hai per profit ka nahi ye apne mind main rakh len ap jitne b amount invest karen ge os ka max 35 to 40% hi nikal sakte hain her month magar traning wo b full profeshional sharat hai each mistake givs u a lesson if u want to lern ur mistake is best lessson to lern from it
            • #1386 Collapse

              forex treding biznees min hum ko zara se bhi is biznees min treding ke wakt mistak nahinm hoini cahye kun kah ye bnuhat hji zyda riuski biznrees hy is lie hum ko ahtyat karna cahye ye best hy
              • #1387 Collapse

                Jab aap koi bhi kam karain gey to is main mistakes to zaroor hon gi. Hamain mistakes sey nahi ghabrana balkeh in ko accept krna hy aur in ko control krney ki koshish krna hy. Yeh mistakes aap key leye aik lesson hoti hain keh forex trading main kaisey kamyabi hasil kar saktey hain. Jab mistakes control main ho jayen gi to automatically loss kam ho jaye ga.
                • #1388 Collapse

                  importance of mistake in trading ye is tara ka kaam hai k hum is ko ik bar krny say nahi learn kr saqty hain is ko hum nay laga tar krna hai tubi hi hamara is mai confidence milta hai zada or behter trade krny ka moka b
                  • #1389 Collapse

                    ager ap trading main mistakes kerte hai to ap kafi losses ka samne ker sakte hai lekin ager ap in mistakes se learning karey to ap yeh kabhi bhi is field main specially nahi karenge so keep on improving your mistakes
                    • #1390 Collapse

                      forex trading me mistake bhe bhot importance hoti hai kyoun k agar humen kesi mistake ki waja se nuksan hota hai to pher hum us mistake ko repeat nahe karty or pher humri trade profit me jait hai
                      • #1391 Collapse

                        Mistakes sekhati tu hain ju mistakes sy sekhy unko. Jo mistake sy na sekhy aur loss pe loss karta rahy tu phr forex karny ka koi faida nahi hai. Jo trader mistake pr control karty hain wo achy aur successful trader bnty hain.
                        • #1392 Collapse

                          mistake ki hamari trading main bhot ahmiat hasil hai q k jab ham apni mistake se sabaq seekhen gay tu agli trading main ham wese hi mistake se ham bach k apny liye postive reslut la skty hain is liye mistake se bhi seekhna chahye
                           
                          • #1393 Collapse

                            My bro ya forex business ha he ASA Kay his ko start Marty waqt San sa galte vote haour koch log is sa seekty ha our sabak hasil kartyha our koch loss kar kY is ko core jaty haour Jo log sabq hasil kartyha ow aik din successful traders ban jaty haour this is a good business.
                            • #1394 Collapse

                              Forex mn mistakes ki buht zyda ahmiyat hai. Es ka matlmatlb ye nh h k hamain bar bar mistak krni chahiychahiy bal k es ka matlb ye hai k hamain apni ghaltiyon se sabk hasil krna chahiy k kahan ghalti ki thi jis ki wja. Se loss hwa agar hm apni ghaltiyon se sesekhna start kr dain gy to hm buht acha profit hasi l kr sakty hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1395 Collapse

                                Ha bhai aap teek keh rahy hai, forex main koi bi trader shuru main profit nahi karta agar sahi learning bi kar lai, q kai initial profit kai baad har new trader lalich karna shuru kar daita hai or is taraha us ki losses bi start ho jaty hai, forex main ghalty na dohrana hi aap ko aik expert trader or professional trader bana daity hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X