Forex trading mein kitny aour kon sy indicators day trading py effect krty hain..????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein kitny aour kon sy indicators day trading py effect krty hain..????
    Han g jaisa k topic hai k day trading mein kon sy best indicators aour kitny indicator best hoty hain waisy to bahut sary indicators hoty hai forex trading mein but jo day trading k liay best
    hain wo three hian ,,,,,which is following thats,,,,

    1 = RSI...

    2 = EMA...

    3 = Previous days high and low...

    **** 1 = RSI stand for or is k abrivation yeah hain ( Reletive strength indicators ) yeah indicators un chand indicators mein sy aik best indicator hai jo ye batata hai k future ki price mein kitni movement ho gi us mein kitni taqat ho gi.....
    **** 2 = EMA stand for """exponantial moving average""".... Yeah bhi aik best indicator hi is mein short exponantial moving average aour fast exponantial average bahut effictively use ki ja sakta hai ,,,aour aam tour par EMA k periods mein 9 and 50 ka combination used hota hi
    **** 3 = previous day high and low bhi aik best indicator gai professional day trader k liay jo market py nazer rakhi hoti hai yeh indicator different trading sessions mein high and low hisy ko compair krta hai aour is sy yeah farq prta hai k cheesain kis trah kam krti hain ,,,,yeah aik tecnicaly analysis ka part hai .....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein kitny aour kon sy indicators day trading py effect krty hain..

    Forex trading mn use hony wly indicators different types k hoty hn.yh indicators market k different trends ko show krty hn.r yh indicators different kinds k hoty hn us mn sy sb sy acha EMA Hy Jo k exponential moving average ka abbreviation hy.is indication mn hm low moving average r high moving average ko easily find kr skty hn.yh indicator market k trends ko show hota Hy.
    Last edited by ; 19-09-2020, 05:09 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein kitny aour kon sy indicators day trading py effect krty hain..

      dear is markeet main kaam kartay huway jis traders k pass sahi aur acha experience hay usk liye is makreet main earning karna koi bhi mushkil kaam nai hay khwah usk pass koi signals ho ya na ho is liye hamko markeet main kaam akrtay huway sirf indicators ko aik khaas had tak use kartay huway koi na koi faisla laina chaye jis main ham sirf indicators ko markeet k trend k liye use kar skatay hain ya ham is main iski support ya resistence k baray main jannay k liye isay use kar skatay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein kitny aour kon sy indicators day trading py effect krty hain..

        Forex trading mein indicators ko lazmi use kerna chahyea kyun kay trading kay istemal sae hi hum forex mein achi trading ker saktay hain forex aik acha business hai aur iss mein kamyabi hasil kerna her banday ki khawaish hoti hai aur agar hum indicators ko istemaal ker kay trading kerain gaye tou humain bahut achi earning ho gi aur humari khawaish bhi poori ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein kitny aour kon sy indicators day trading py effect krty hain..

          hm trading kar ky pasia kama sakty han hum is mai raatmai be kam kar sakty hain hm isma din mai be kam kar sakty hain hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karma ho ga hum is mai apne marze sy tiem table bana akr kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky km kartyh ain to hamara account band ho jy ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein kitny aour kon sy indicators day trading py effect krty hain..

            Forex trading ki market ke andar bahut jyada indicator hote hain joki free indicator hote hain aur pad indicator hote hain moving average indicator Ek bahut hi popular indicator hai jisse bahut hi jyada trader istemal karte hain aur apne chat ke andar isko Lagate Hain aur uske bad Rs indicator indicator bhi bahut jyada important hai ine indicator ko bahut jyada istemal Kiya jata hai aur ya MP4 ke andar Aur mt5 Ke Andar available hai aur ismein ek acche trade mil Sakte Humko

            اب آن لائن

            Working...
            X