trade mai lot

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade mai lot
    hamy ache lot laga kar kam karma ho ga hamy lot ko kabe be ignore nahi karna chaey hamy market ke movement k samj kar kam karna ho ga pher he hum pasa kama saky gy hamy is mai aik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai agar lot ko ignore kar dety han to hamara he loss hain lot hamy apny capital ky mutbaik karne chaey lot ke forex mai bohat vlaue hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade mai lot

    G han sir trade main ka ka hamen kayal.rakhna.chahye ha kiyun hm jo lot size lety woh hamary account ky mutabiq ni hota account chota hota hai or hm lot size bara lga dty hain jis ki waja sy hamara acvount wash ho jata hai or hm loss mai chaly jaty hain lehaza es chez sy bachen taky loss na ho ...
    Last edited by ; 19-09-2020, 01:24 PM.
    • #3 Collapse

      Re: trade mai lot

      Hamen Forex Mein Apna account balance Dekhkar trading Karni chahie Agar Hamara account mein balance kam hai Hamen small lot size trading Karni chahie aur lalach mein nahin aana chahie a Gaya Ham Big Lot size trading Karen aur account mein balance kam Ho To Hamara account wash ho sakta hai Hamen chahie Ham small lot size se kam Karen aur earning Hasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: trade mai lot

        Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Hamne bhi lot size ko dekh k lagana chaheye. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai.
        • #5 Collapse

          Re: trade mai lot

          Forex trading Mein kamyabi ke liye zaroori hai ki apna lot size chhota rakhen agar aap lalach karenge aur lot size Bada rakhenge to profit to zyada hoga lekin hamen loss hone ke chance bhi bahut zyada hai agar new member hai to chahie ke chhote Lot se start karen Taki aapko loss bhi kam se kam ho Jo bhi lalach karte Hain unko loss hone ka chance bhi Bada hota hai aapke pass trading ka knowledge or experience hona chahie tab hi aap ka kaamyab ho sakte hain bahut apne account ko save rakhna bhi zaroori hai aapko jo bonus milta hai wo trading Mein kam aata hai isliye apne account ko bhi safe rakhen Taki aap jyada se jyada trade kar sakte hain aur acchi income hasil kar saken apne lot size ko bahut samajh Kar select Karen main aapko yah suggest karunga ke apna lot size chhota rakhen Taki aapko loss hona bhi kam ho apne mind ko fresh rakh kar trade Karen aur mind Mein kamyabi ko rakhkar kam karenge to aapko uska reward bhi achcha milega Agar aapko koi problem hoti hai to senior uski hi help Le lin trade mein accha perform karne ke liye aapke pass experience Ka hona zaruri hai aur Agar experience bahut kam hai to apna trade Mein lot size bhi chhota rakhen
          • #6 Collapse

            Re: trade mai lot

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tiki پيغام ديکھيے
            hamy ache lot laga kar kam karma ho ga hamy lot ko kabe be ignore nahi karna chaey hamy market ke movement k samj kar kam karna ho ga pher he hum pasa kama saky gy hamy is mai aik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai agar lot ko ignore kar dety han to hamara he loss hain lot hamy apny capital ky mutbaik karne chaey lot ke forex mai bohat vlaue hain
            Dear forex friend jab be koi tread open karte he is per her treader lot size ke istimal karte he is waja se her member ko chaya ke wo small lot size ke treading kare air zayada earning ke lalach na kare bulke small profit per out jlho jai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: trade mai lot

              Abhi aap real account trading Shuru Karen to ismein lot size ka ilaaj Me Khayal Rakhe Kyunki Jab aap large-size kar lajmi hai yaar Rakhenge to isase aapko bahut jyada profit Hasil Hoga aur iske sath Sal large size Jitna kam hoga to Aapka account Patna safe Rahega aur koshish Karenge Agar market aapke opposite Jana Shuru karte to ismein aap stop last kolaj MS Maar Karen aur iske sath sath take profit ki command Pi large me se Mal Karen Kyunki Jab aapka profit Ek Achcha Ban Jaaye to aapki trade automatic college ho jaaye

              اب آن لائن

              Working...
              X