Mistake gives us a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mistake gives us a lesson

    hamy apne mistakes ko katem kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasi kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty han hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath karis mai kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mistake gives us a lesson

      Yess this is true that MISTAKES GIVES A LESSON.
      Insan zindgi mein apani galtiyon se hi seekhta he. Kamyab insan wahi hota Jo apni galtiyon se sekhe or dobara wo galti na kre Jo us n phle ki thi. Kyun kay agr apko kamyab hona he to apko apni pichli mistakes se lesson hasil karna chahye. Kyun kay agar ap mistakes hi krte rhen gay to kamyab kase hun gy. Kam aqal insan hmesha galtyan hi karta rehta he. Wo apni galtiyon se seekhta nahi he. Is lye apni mistakes se sabak hasil kren.
      Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
      • #33 Collapse

        Re: Mistake gives us a lesson

        Misstep ko ham bhtr hamen is tarah galtiyo ko thik kar sakte hain ki ke Ham bhi chij ke uncovered mein jante Hain hamari botch ka Ghar khatam hogi to Ham achcha kam kar sakte hain apni botch ko khatm Kar Gai kam karna chahie agar botch hongi to Mari post kam yaar bhi kharab ho jaega mein is tarah kam karna chahie ki battery se battery kam ho aur achcha Ham botch ko khatm Karen aur kam Karen tab yahan kamyab ho sakte hain in galtiyo ko overlook Karen aur uski per kam Karen Ham apne kam kobita bana sakte hain raksha kar sakte hain jiski vajah se Ham aage badhate
        • #34 Collapse

          Re: Mistake gives us a lesson

          hamy mistakes ko katem kar ky kam karma hp ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ami din mai be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho ga is mai hum mahnet nahi kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik acha business han
          • #35 Collapse

            Re: Mistake gives us a lesson

            Mistake gives us a lesson....

            BILKULL AISA E HAI
            APNI GALTIYON SY HUMY SEEKHNA CHAHEAY NA K UN SY DOOR BHAGNA CHAHEAY

            THANKS TO DETY JAO YAAR:1f632:
            • #36 Collapse

              Re: Mistake gives us a lesson

              Han ji insan hamesha apni ghaltiyo ko theek kar k kamyab hota hai aur mistakes sy he oska experience ban jata hai . Agar koi apni mistakes ko theek nahi akrta aur os sy kuch nahi learn karta to woh loss karega aur kabhi kamyab nahi hoga
              • #37 Collapse

                Re: Mistake gives us a lesson

                Beshak galtiyo se Insan sakta hai aur uske Galti Nahin Hai Jo use majbut aur information se field aap Insan banati Hain Agar Ek Insan galtiyan na karen to use sikhane ke liye bhi Kuchh Nahin Milta galtiyan karne se Insan ke information mein bahut jyada aisa hota hai aur vah Is Duniya Mein sarve karne Ke Kabil ho jata hai Iske opposite Agar Ek Insan ultia na Karen to vah dusron ke galtiyo se Sikh sakta hai yah Bhi Ek behtarin Amal hai
                • #38 Collapse

                  Re: Mistake gives us a lesson

                  ji bilkul sahi kaha hai ki hamari Jo mistake hoti hai vah hamen lesson dete Hain isliye hamen har mistake se sikhana chahie aur har bar hamen apni mistakes papite nahin karna chahie isliye ki har har vo trader Jo har bar mistake karta hai aur apni ek hi mistake ko bar bar repeat karta hai to vah achcha trader kabhi bhi nahin Ban sakta aap isliye main chahie kyon kabhi bhi apni trade mistakes ko repeat na Karen aur koshish karenge ek achcha trader banke rukhsana ki bason per kar nahin friend
                  • #39 Collapse

                    Re: Mistake gives us a lesson

                    Gg blkl bhai galtiyo sty ham bhht kuxh sekh skty hai. Hmysha start main galtiya ho gi or bari bari galtiya ho gi lkn ap ny haar nai manani. Ap ko loss b ho ga saab ho ga lkn iss ka b hl hai. Ap ko saab sy phly practice krni ho gi jitni ho saky practice kary kyu ky practice ky begair ap ko nai pta lagy ga ky ap ko kia karn hai ap ko demo account milta ap uss main practice kary. Iss ky bary main knowledge gain kary Galtiya kary phr unn galtiyo sy sekhyy issi trha ap aik kamiyab trader bn skty hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Mistake gives us a lesson

                      g bilkul mistake hmyn bht acha sabaq dy jati hn ar phr hm unko kbhi bb repeats nhi krty isliy agr hm is mye naay ay hn to start mye to hr aik sy mistake hoti hn ar mistake ky baad jb hmyn loss hota hy to phr pata chalta hy kh yy mistake nhi krni ti ar net hm phr ussy kbhi bb repeats nhi krty ar kosish krty hn kh wo kbhi bb phr na kryn to mistake km krny k liy hmyn sb sy phly apny knowledge ko develop krna hoga jitna kowledge level ar experience level ziyada hoga utna hi hm kush na kush sheekhyn gy ar learn bb kryn gy ar confidence level ko develop kr ky bht aggy chlyn jyn gy
                      • #41 Collapse

                        Re: Mistake gives us a lesson

                        Ji han jaisa ki aap log jante Hain yah ek online business hai jismein aap acchi trading kar sakte hain ismein aap se mistake bhi ho sakti hai jisse aap learning kar sakenge aur aage badh sakenge jitna jyada time spend karenge utna hi aapko experience hoga
                        • #42 Collapse

                          Re: Mistake gives us a lesson

                          Humari ghaltiyan he hoti hain jo humein sab sey acha sabaq deti hain isliye humein chahiye k hum apni ghaltiyon sey seekhein or un ghaltiyon ki waja jan'ney ki koshish kafrein takey hum ainda un ghaltiyon sey bach sakein kyun k agar hum apni ghaltiyon ko thek nahi kareingay sudhareingay nahi to humein bohot bara nuqsan bhi ho sakta hai or humein chahiye k hum jitn ho sakey utna nuqsanat sey bachein isliye apni ghaltiyon ko bhoolein mat ya un pe dill chota na karein balkey un ghaltiyon sey seekhein.
                          • #43 Collapse

                            Re: Mistake gives us a lesson

                            Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Risk leta howa Loss ko mind man rukhen ga to ap zayada risk nahe len ga.Risk leta howa Loss ko mind man rukhen ga to ap zayada risk nahe len ga.Hamain forex main market ki movement ko samjh k trade open karni cahiyeExperience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai.
                            • #44 Collapse

                              Re: Mistake gives us a lesson

                              Yes Dear mate aap nay Bilkl Thek Kaha Hai Humy Apni Mistakes say Learn karna Chaye or Jo Log Mistakes Say learn Nahi karty hain Wo asani Kay Sath kamyabi nahi Ho sakty hain iss liy ap ko Chaye kay aap Apni Mistakes Ko Correct karny kay Liy aap ko Chay kay Pely Demo ka Use karein or Iss kay liy aap ko Chaye kay aap Demo ka Use karein or Demo per He apni Mistakes ko Correct karein or Is kay liy aap ko Demo per He Mistakes ko Correct karein or Or Smal Lot Size ka He Use kaiya karein demo account per Be Is liy Ap Mistakes ko Correct kar sakty hain or Acha profit bana Sakty hain ...
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Mistake gives us a lesson

                                mistake ye ham sa bar bar hoti han or jitna bara trader ho us sa bhe kahen na kahen mistake ho he jati ha is main koi bari bat nhe ha lakin bari or ahim bat ye ha ka ap is sa seekhen or is mistake ko agar ap dobara nhe karty to ap kamyab ho jaen ga kun ka bahut sari galtiyan asi hot han jo same hoti ha inhe dohrana nhe chahye ha balky hamen is sa seekhen chaye ha kun ka ye hamen acha lesson de jati han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X