Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

    G ha hamesha insan appina kam ke waja sy he pahchana jata hy. agar acha kam kera gy to humra nam acha hoga. iscethera forex business mien agarr hum acha kam kera gy appine posting mien knowledge ko use kera gy threads mien information ko shear kera gy to hum is business mien appina acha nam aur kam ke waja sy pahchana jgay gy.,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

      ji bilkul der aapane bahut hi acchi baat ki hai ki insan apne kam ki vajah Se hi pahchana jata hai isliye Agar ham forex business Mein achcha work karke a bahut acchi success hasil kar sakte hain aur aur Agar ham pure interest ke sath work per hi focus karen to Ek expert trader ban sakte hain aur Agar ham kamyab Ho jaate Hain to apni kamyabi ki vajah se ek expert trader ke naam se pahchan a jaenge aur jo insan nakam hota hai vah Nahin pahchana jata balke kamyabi ki vajah Se hi insan pahchana jata hai isliye hamen bhi mehnat karke kamyab hona chahie Taki ham Ek expert trader pahchan jaen
      • #18 Collapse

        Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

        Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex Ek bahut Achcha business hai jisse Ham vah Jyada fayda Hasil kar sakte hain aapane bahut acchi baat ki Hamesha Apne kam se hi Insan pahchana jata hai Ham jo bhi kam Karte Hain Se Achcha Karenge to to Hamari bahut Izzat Hogi aur Hamen bahut fayda Hote hoga isiliye Hamen Apne kam ko Achcha banana chahie Achcha banane ke liye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur aur Hath baat karke apni knowledge main bhi increase karna chahie aur experience bhi Badhana chahie Jiski bahut jyada profit Hasil kar Payenge aur is kam ko acche se kar Payenge isiliye Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur apne kam ko Achcha Banakar karna chahie tabhi Ham bahut acchi earning kar Payenge Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

          Ji friends bilkul bahut Achcha Sawal Kiya Hai Insan Hamesha Apne kam ki vajah Se Hi pahchana Jata Hai Chahe vah kam Achcha Karen ya Bura Karen kam ki vajah se uski pahchan hoti hai agar Ham Park Raksha Mein Achcha kam Karenge to Hamari pahchan Hogi aur ham Kamyab Ho Sakenge Agar Hamara kam Achcha Nahin hoga to Hamari Jyada pahchan Nahin Hogi aur ham kamyabi Nahin ho sakte isliye Hamen per fraction mein mehnat se kam karna hoga aur Kamyab Hona chahie
          • #20 Collapse

            Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

            Dear friends agar aap apne karm ki vajah se pahchane jaate Hain to aap apne lucky vajah se Bhi pahchan ja sakte hain agar aapke mehnat ki vaise to mehnat Ka sila jarur milta hai magar aap mehnat ke lao Apne lagte bhi depend karte Hain to yah baat bhi thodi si durust hai agar Ham apni mehnat per bharosa Karen aur apne luck per bhi thoda focus Karen to Ham jarur Kamyab Ho jaenge mere khyal se Ham is form mein 50 fees apni mehnat se Kamyab hote Hain aur 50 fesd Ham Apne luck Kamyab hote Hainagar Ham ISI Tarah mehnat hi karte Rahe aur quality wise posting karte Rahe to Ham ek din is for main jarur Kamyab Ho jaate Hain ismein Kamyab hone ke liye aapko kuchh time lagta hai kuchh waqt lagta hai yah form aap ka intehan leta hai aap yahan per jitna apne dil ko hide karenge matlab aap loose head karenge to aap yahan per Kamyab Nahin ho sakteyah form aapki as match leta hai kahan jata hai har saans mein nache ke bad Khushi aati hai agar insan is aazmaish mein Kamyab ho jaaye to vah usi ko injoy karta hai ISI Tarah agar aap is form meinYun Hi mehnat karte Rahe agar aapka bonus jitna Bhi kam aata hai aap usse ghabraye mat aap mehnat karte rahen Kaha jata hai try try and try till you succeed yah mission isliye Di gai hai ki aap isko follow karke na Kami ke raste ki taraf Na jaaye aap koshish karte Rahe Kaha jata hai ek mashhur badshah tha ki vah apni jang haar Gaya tha bus vah chhupane ke liye ek Ghar mein Gaya usne Ghar mein ek juti dekhi Jo takriban 9 10 dafa gir chuki thi lekin use choti ne har na Mani vah jitni bhi dafa girti ho koshish jarur Karti dobara chadhne ki FIR badshah ne Dekha ki ek chhoti si chalti apni manzil tak pahunchne tak itni mehnat kar rahi hai aur aakhir vapi Mandir tak pahunch jaati hai ek mein insan Ho ki ab ek bar mein chhupa hua hun Maidan-E-Jung se bahar a Gaya Hun to use badshah ne talwar uthai aur apne sathiyon ka hosla buland karte hue dushmanon per tut pada aur natija ke nikala ki vah badshah joda hua tha vah Jung jeet gaya sirf ek cutie ki vajah se agar Ham ISI Tarah mehnat karte rahen chutti ki tarah chhod Asta Asta kadam thoda thoda bonus Agra mein aata hai katha karte rahen to Ham is Param main jarur Kamyab Ho jaenge aur yah form part time business ke liye student life ke liye bahut hi behtarin business hai aur yah form aapko iske alava aur Nahin Mil Sakta
            • #21 Collapse

              Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

              yes bilkul kaam kay saath saath insan ki shaksiyat bhe kafi made nazar hay insan ki shakhsiyat say ham insan ko phchan saktay hain
              • #22 Collapse

                Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                G bilkul sahi ... Humen apny kaam pe tawajja daini chaye ... Aur jo bhi kaam krain to receck kr ken to acha hota hy
                • #23 Collapse

                  Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                  Bilkul sahi kaha ap ny... Pehchan apka kam aurkam sy laggan hoti hy.. jitni mehnat aur dil laggi sy ap kam kren gy ap mn aur apki sakhsiyat man nikhaar aur waqar ata rhega. Buland Baang dawon sy aur shekhiyan bagharny sy image r personalty p bad effect prhay ga
                  • #24 Collapse

                    Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                    hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai raatmai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar saktyh an hamy aik time tbale bana kar kamkarma ho ga hum is mai posting akr sakty hain hum is mai trading kar sakty hai yai aik asa business hain jo k kabe be katem nahi ho ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                      Wo kehtay hain na k insaan ka kaam bolta hai.
                      So ap chota kam krein ya barha kam krein apki pehchan apk kam sy ho gi.
                      Online ho ha offline ya forex pay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                        Ji han bilkul Forex trading Mein kam karne se hi insan pahchana jata hai jo members Forex Mein acchi tarah Se join karte hain aur Dil lagakar mehnat Se Forex Mein interest lekar kam karte hain vahi is main acchi tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen mehnat karni chahie aur Dil lagakar soch samajh Kar kam karna chahie ab hi Ham is Mein acchi tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                          Aslamulicum bhout achi post ke hai apne forex trading mein kamyabi hasil krny ke leya mehnat ke zarort hai demo pe practice ke zarort hai agr acha kam kro gey to achi earning ho ge our pehchan achi ho ge log izat kry gay agr ap achi earning krty hen our agr lose krty to koi be izat nahi dey ga
                          • #28 Collapse

                            Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                            Apny kaam main humesha series’s rahy our ziyada mehnat karin
                            • #29 Collapse

                              Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                              Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai Hamesha Insan Apne kam ki vajah se pahchana jata hai agar aap Achcha kam Karenge aur Kamyab trade Ban Jaenge to aap aap ki apni mehnat ki vajah Se Hi pahchan Hogi isiliye Fox Mein daily time invest Karen for bahut Achcha business hai for Duniya Ka famous business hai isliye learning aur karne ki koi nahin hai unlimited earning kar sakte hain isiliye Forex Mein daily time invest Karen Aur mehnat Ke Sath kam Karen Ek Kamyab trader Hamesha mehnat per focus Karta Hai mehnat Karke kamyabi Hasil Karenge to aap successful trader Ban sakte hain Dil Laga kar kaam Karen Himmat Aur Hosla ke sath
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hamesha apny kaam ki wajah Se Hi Insan pahchana jata hai.

                                ji Mere Pyare dost aapki baat bilkul theek hai ki Ek Insan Apne mehnat ki ho Jate Hi pahchana Ja sakta hai to Ke Jab tak Ham ismein mehnat Nahin Karte kabhi bhi asali ka maja Bhi Nahin Milta jab tak Ham mehnat Se Kam Nahin Karenge ismein Ham na kam hi hote Jaenge isliye mehnat se kam Karen tabhi aapko ismein se kamyabi mil sakta hai aur Himmat se kam le

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X