Forex trading main intrest rate news of usd
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main intrest rate news of usd
    Forex market main aap ko dear Maloom yeh hona chahiye ke agar aap zyada interest rate ki news ke upar trading karna chahte hain US dollar interest rate new scheme for trading Aquaguard aap ko Apne motions ke upar fully control karna hoga Kyunki Agar interest rates change ho jaye to market conditions aur hoti hai aur Agar interest rate change Na Ho Tum market conditions different hoti hai The socket FD meetings interest rate ke news ke half hour ke baad hota hai is wajah se market pullback kar Leti Hai.Lekin Hume and their forex market Mein interest rate ki news ke upar Baitha banana Hai Tum Hame news trade certificate by stop Aircel stop Lagane Ki zarurat Nahi Hai Hame chahiye ke hum market Mein trade karte waqt Jab market Mein trade Kare interest rate ki news ke upar to hona chahiye ke amazing order open Kare history Kaise inside market movement ke upar bhi profit Hota Lenge Wholesale market and inside remove Karega toh tab Bhi Hum Log profit Hotel Ayenge Yeh Hai Ek best Tarika Hai interest rate change hone Ki Surat mein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main intrest rate news of usd

    G haan dosto hame forex trading me intrestbnews ka use kar ke tradingbkarni chahiey q keh agar intrest rate trading change hoo jaey to trading aor hooti hai dosto forex aek bht acha business hai isko time denaa chahiry aor specially start me to demo account ko ziada se ziada istamal karrna chahiey taa keh ham aek acha profit gain kar sake.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main intrest rate news of usd

      Assalamu Alaikum dear Forex member dostonw Forex mein hamen market ka pata hona chahie ke aaj gold ka kya rate hai chandi ka kya rate hai doston agar hamen main market ka yah candle ka yah kisi rate ka pata nahin hoga to isase ham loss bhi kar sakte hain doston jab bhi e Pak Forex mein kam karen to tu soch samajhkar Karen market ke rate ko dekh kar Karen to aap loss se Buch sakte hain isiliye hamen kam soch samajh Kar karna chahie doston Forex ko zyada se zyada time de tab profit kar sakte hain friends forex aek bht ala business hai is me Jo bhi mehnat Kare towoh acha profit Kama sakta hai forex me hazaro log Kam kartay ha forex aek acha business ha market trend ke motapa kam Karen to aap kamyab ho sakte hain doston Forex mein Koi dhokha fraud nahin hai Bal ke hakikat hai jo ki Ham Dekh Rahe Hain aur haqeeqat

      main Sach hai hamare liye isase badhkar aur koi business nahin hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main intrest rate news of usd

        assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki jab tak aap forex trading mein kam karte hain to aapko market news milati rahti hai aur jab bhi aapko market news Mile aur uske bad ek market mein uncertainty Pai jaati hai jiski be se market ma commodities ke rates bahut tej ji ke sath up and down ho rahe hote Hain to agar aapka account balance kam hai aur aapke pass itna balance nahin hai to aap koshish karen ke jab bhi news aaye to agar aapko profit ho raha hai to foran market co leave kr dy

        * Effects of news on market???

        jab bhi UST ki koi bhi news aati hai to uske bad market mein ek uncertainty paida Ho jaati hai jiski vajah se market mein rates bahut teji ke sath up-and-down hote hain isiliye agar aap chahte Hain ki aap forex trading mein acche se accha profit kam aaye to uske liye aapko news ke bad trade nahin karni chahie kyunki agar aapka balance kam hoga to market ki speed kitni tej hoti hai ki aapka account watch bhi ho sakta hai han agar aapke pass account mein balance achcha pada hua hai to aap jarur trade Karen kyunki is waqt aap ko profit bhi bahut jyada ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main intrest rate news of usd

          Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab market Mein different news regarding USD Aati Hai To usme Agar kuch Aisi news hoti hai jo interest rate ki basis per market Mein a Rahi hoti hai to use per bhi aapko carefully attentive Hona chahie Kyunki Jab market Mein interest rate change hota hai to uska market per bahut jyada negatively aur positively impact ho sakta hai jo aapki trading ke liye bahut important hai.

          Dear jab aap ko market Mein different news mil rahi hoti hai to usmein aap ko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain Kyunki Jab aapki trading totally fundamental analysis ki basis per hoti hai to usmein aap ko bahut jyada careful Rahana hota hai otherwise aapki trading aapko bahut jyada profit Nahin Deti aur aapko bahut nuksan hone ke chance ho sakte hain agar aap market Mein different news ki basis per apni trading co Kanta Nahin Karte Hain To usmein aapke liye bahut jyada profit earned karna Aasan ho sakta hai.

          Dear jab USD interest se related Kuchh news market Mein aati hai to uska market per bahut jyada impact ho sakta hai agar interest rate increase Hota Hai To Log bahut jyada apni amount different Financial Institutions mein Main Dekh Kar achha profit Hasil karne ki koshish karte hain aur Agar market Mein interest rate kam hota hai to vah apni amount withdrawal Karva lete hain aur unko Khud Kisi business may utilise karne ki koshish karte hain interest rate se inflation ko bhi control Kiya Ja sakta hai Kisi bhi country mein agar aap inflation ko control karna chahte hain to usmein aapko interest rate bahut hi important role play karta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main intrest rate news of usd

            Je han forex currencies ki value ki values ko determine karny k lae interesr rate bhot important role play karta hai. Forex market ko global interest rate k zaryae rule kiya jata hai. Hamy pata hai k kisi country ka central bank uski monetary policy ko set karta hai. Monetary policy ma interest rate ka faisla bhot importance ka hamil hai. Interest rate k decision sy he inflation rate ko contol kiya jata hai. Inflation jb barh jata hai to economy ko nuksan ponchata hai. Es lae central bank ko inflation related economic indicators par nazar rakhni hoti hai. Inflation ko comfirt level ma rakhny k lae central bank aksar interest rates ko barha deta hai. Or es k result ma inflation slow ho jata hai.


            High interest rate ki waja sy custom things kam buy karta hai or saving par focus karta hai. Jis ki waja sy things ki demand b normal state ma ah jati hai or unki prices low ho jati hain ta k maximum members unko buy karyn. Ese tarha high interest rate par kio bank sy loan ni leta. But jb interest rates low kar deye jaty hain to members loan ko prefer karty hain or es loan sy wo apni economy ko better banany ki khosis karty hain. Currencies interest rate par es lae rely karti hain k eski base par global currency ko country ma in or out karny ki dictation melti hai. Us dollar k interest rate par pori forex market depend karti hai. Kiu k dollar dunya ki sb sy bari reserve currency hai.


            US central bank federal reserves yani dot plot k ka signal use karty hoe interest rate ki outlook ko judge karta hai. Bhot sy trader US interest rates ko other countries k sath compare karty hain or en k strong ya weak hony ko judge karty hain or es hesab sy apni trades ko set karty hain. 2 interest rate k difference ko interest rate differiental kaha jata hai.
            Last edited by ; 19-09-2020, 10:16 AM.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main intrest rate news of usd

              Jab Ham Forex forum join Karte Hain To uske liye hamare pass Uske knowledge Ka Hona bahut Jyada Jaruri hota hai without knowledge ke Ham is business ko start nahin kar paate Hamen Forex trading mein jyada Se Jyada interest Lena chahie tabhi Ham is related Tamam informations ke bare mein knowledge Hasil kar Payenge Hamen Forex Market Mein anytime online Rahana chahie Taki Ham market mein aane wali Tamam news ko acchi Tarah Se learn kar sake aur uske jariya se apne knowledge ko banaa sake Kyunk Forex trading Mein anytime different type se ki news release hoti rahti Hain Jinke jarie se Ham market trading strategy ko acchi Tarah Se samajh sakte hain

              Forex trading main Bahut Si Aisi news hoti hai jo ki Hamare liye bahut thi profitable news SABIT hoti hain aur jo ke market per bahut hi jyada effect Karti Hain isliye Hamen in Tamam news ko acchi Tarah Se dekh lena chahie aur learn kar lena chahie Taki Ham Iske jariya se apne kam Ko Behtar Kar Saken Kuchh news bahut jyada interested hoti hain Agar Hamara Forex trading Mein fundamental analysis ki basis per kam kar rahe hain to uske liye Hamen anytime alert Rahana chahie Taki Ham market mein aane wali Tamam interested news ko acchi Tarah Se learn kar sake

              Ek Achcha trader wahi hota hai jo ki market mein aane wali Tamam interested news ko acchi Tarah Se samajhta hai aur Apna Kam trading Ne Apna Kam karte waqt fundamental basis ko Kabhi avoid nahin karna chahie aur na hi money management ko ignore karna chahie money management ke Roj ko follow karna Tamam number per Lagu hota hai Kyunki Agar Ham in rules ko follow Nahin Karenge To Ham market ne apne Karm ki quality ko kabhi bhi pest Nahin barase Karenge aur na hi market Mein Achcha perform kar Sakenge isliye Tamam members ko chahie ke vah Forex form Mein Apna Kam karte waqt ismein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se samajh Le aur uske hisab se hi Apna Kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                Ji forex main hamain USD currency ki value, inflation rate, interest rate aur monetary policy kay bary main latest news say waqif hona must hay, q keh jab tak ham in news say waqif nai hon gay tab tak hamain trading main kai dafa loss ka samna kar par sakta ahy.

                Q keh US Dollar ki value aur interest rate ka baqi securities per bhi gehra asar parta ahy. Usd maximumn countries main reserve currency hony ko waja say aur trading kay liye use ki jati hay is liye ager iski value main up and down ata hay to zahiri si bat ha keh is say baqi securites per bhi asar parta hay.

                Yehi waja hay keh USD kay bary main koi bhi news any say forex market main bahut taiz downward ya upward aik bahao ata hay. Jis main kai traders ko 15 to 30 minutes main he profit ya loss ka samna karna par jata hay, specially aisy traders jo aisi news say lailam hoty hain aur trade laga kar market ki current movement ko daikhty huye chart ko off kar daity hain. Laikin jab woh kuch dair bad chart open karty hain to sab kuch change hua para hota hay baz dafa to unko unki expectations say hat kar bahut achi earning ho jati hay aur baz dafa unki expectation kay he baraks market bahut ziada opposite move kar jati hau, aisi situations main jin traders nay proper risk management nai ki hoti woh bahut ziada loss ka samna karny party hain aur account bhi wash karwa bethty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                  Dear friends jaisa ki aapko pata hai ki pichhle kuchh dinon mein dollar ki kimat bahut zyada up Hui hai aur iske sath iska interest rate bhi aur Dear ye to daily ka rate change ho raha hota hai ap jis din bhi jao gay ap k pass internet ho ga to ap ko aus par rate pata chal jata hai k aj kai rate chal raha hai ais mai agar ap k pass dollor ho to wo ap kisi bhi bank se change karwa sakty hai magar ais mai ap ko ye pata hona chaye k ais mai rate deny ka aor hota hai aor agar ap ne dollor leny ho to ap ka rate aor hota hai ais liay log ais mai agar dollor lety hai to aus ko bar bar change ni karwaty aus par aun ko thori si fee deni parti hai aor waisy bhi jaisy hum log forex mai kaam karty hai ais mai hum ko faida hai k humry auto par change ho k paisy aa jaty hai beshak humri amount usd mai recived ho ya euro mai aye hum ko apni hi currency mai hi payment milti hai aur aap sub janty hean k Dollar rate bahot zeyda increase ho chuka hay aur es rate me long time tak kami nahi a sakti hay, agar current rate ki bat ki jaye to 1 USD 159 PKR ka rate chal raha hay es rate me time guzarny key sath kami zaror a sakti hay magar bahot kam time me ye apny back price par nahi a sakti hay, jab se me ne Forex trading work ko start kia ta us time Dollar ka rate 98 PKR ta aur ab 159 tak ja poncha hay agar ab ham trading me profit earn karty hey to hamy zeyda Pakistan rupees mil jaty hey magar dollar ki price agar hamary country me bahot zeyda ho jaye to es ka effect Pakistan ki economy par hota hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main intrest rate news of usd

                    Jab Ham Forex trading ko join karte hain to uska Katha Mein chahie k Forex forum mein aane wali Tamam interested news ko acchi Tarah Se Learn kar len Kyunki yah interested news Hamare liye bahut hi faydemand sabit ho sakti hain Forex form mein aane wali news ke jariya se Ham market ki price ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain ki market ki yah price up ja rahi hai ya FIR down ki taraf move kar rahi hai Jab Ham market Mein trade Lagate Hain to use takat Hamen market ki price ko acchi Tarah Se samajh Na Hota Hai Ki market ki price uptrend Mein move kar rahi hai ya FIR downtrend Mein ya FIR sideway move kar rahi hai Forex form mein aane wali news ke help se Ham Unki currency ke strongness aur weakness hone ka bhi andaza Laga sakte hain ke kaun si currency Kitni Jyada strong hai aur kaun si currency Kitni kamjor Hain Hamen in currency ko bahut hi Soch Samajh Kar kharidna chahie ya FIR bechna chahie Jo currency bahut jyada strong ho Hamen US currency ko kharidna chahie aur jo bhi news Aati Hai Hai To Hamen usko acchi Tarah Se dekh lena chahie Jab yah news market Mein aati hai to use Waqt market Mein Had Se Jyada Teji Dekhne Mein Aati Hai Jab Ham Forex forum ke calender mein ine aane wale news ko 15 minute ka 5 minute ka time frame mein dekhne se market ki Teji ka bahut hi acchi Tarah Se andaza Laga sakte hain Jab yah news release hoti hai to use market trading co Ham news trading Kahate Hain news trading bahut jyada Khatarnak Hoti Hai is Mein Hamen Soch Samajh Kar Apna Kam start karna hota hai kya socha samjhe Hamen is Mein Apna Kam start nahin karna chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X