Apne balance ko zaya mat karain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne balance ko zaya mat karain..
    Dear friends, ye baat to sab ko pata ha k forex ek risky business ha aur es me kisi bhi time kuch bhi ho sakta ha. lekin me aap sab se ye guzarish karna chahta hoo k please apna balance save rakhain aur esko zaya na honay den, kam lot size se trading karain aur loss se bachain. balance barri mushkil se banta ha aur esko big lot size per zaya mat karwain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne balance ko zaya mat karain..

    Apne balance ko zaya mat hony den sahi kaha k ye bonus hme baddi mehnat se milta hy bahut time dey kr ye hasil kia jata hy km lot ka business kren nuksan se bachen jab tak ap trading mn kafi had tak experienced nhi hojaty
    Last edited by ; 18-09-2020, 10:56 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Apne balance ko zaya mat karain..

      Jee bilkul bonus bht mehnat sy hasil kiya jata hain kabi kabi to bharpor mehnat k bad bhi bonus bht bht kam ata hain is liay is bonus ki Qadar kary or bht dehan k sath achy say analysis karny k bad hee kam lot size k sath trade open kary.
      • #4 Collapse

        Re: Apne balance ko zaya mat karain..

        Dear forex members AsslamoAlaikum!
        Ye thread new users k liye bht informative h q k wo nahi janty hty forex py trading krty huye kn kn sy factors ko mind mn rkhna chaiye.hmein trade lgany sy pehly markrt ko achi trah study krna chaiye ta k hmein market k up and down ka pta chlta rhy.specially weather and political conditions market py bht asar andaz hti hyn lehaza invest krny sy pehly market ko keenly observe krna bht zruri h.bghair study k invest kr dena 100% balance ko zaiyan krna h.koi bhi trader jan bujh kr apna balance zaiyan nahi krna chahy ga lekin trading sy unawareness sy balance ziayan ho skta h.
        • #5 Collapse

          Re: Apne balance ko zaya mat karain..

          yes sir you are right account balance save karna to bohat zaroori ha and us k sath patience b hona chahiye bcoz agar aap sabr nahi karen ge to i dont think so k hum ek din se b zyada apne balace ko use kar sakte ha hume chahiye k jab tak mind thk se satisfied na ho order place karne k liye tab tak wait hi karna chahiye bcoz agar kuch aya nahi to dusri tarf ye b dekhe k kuch gya b nahi ha
           
          • #6 Collapse

            Re: Apne balance ko zaya mat karain..

            actually jo new user ata ha trading me to us ko yehi lagta ha k ye boht easy work ha just buy aur sell karo aur earn karo but is k liye proper learn karna boht zaroori ha ye wo understand nahi karte
             
            • #7 Collapse

              Re: Apne balance ko zaya mat karain..

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe bonus bari mushkil se milta hey iss liay trading k daoran jaldi nah karen balkay apnay bonus ki kadr karen aur zaiya nah karen balkay koshish karen k soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen aur apnay se acha profit hasil karnay ki koshish karen kabi bhi ziyada profit k chakar men bari lot nah lagaen
              • #8 Collapse

                Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                Ye bht hi ziyadya or achi bat hy k Islam mein b ligature shuari ka Sabaq bar bar Dia gya hy ap jtna Ho sakta hy apny balance ko control kren TA Kay bury wqat mein kam aa saky
                • #9 Collapse

                  Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                  humain apnay balance ko zaya nh kurna chaahiye humain achay say apna kam kurna chahiye or humain es main apna kaam soch samujh kaay sath jari rukhna chahiye agar hum es trah saay apna kam soch samujh kay sath kuray gay to humain kamyabi bhi gain ho jaay giii or hum apnay balace ko safe rukh kay acha sa profit bhi gain kur lay gaay
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                    G hy bilkul thk kha hy hm bouns bht hi mhynt KY bd hsil krty hy is lia hm is ko zya Nhi krna chya blky bht hi soch semjh kr istml krna chya faida uthna chya acha profit hsil kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                      Ji han bilkul Apne balance kaun sa hai mat kiya Karen Apne balance ko save Rakha Karen Taki aap usse Acha result hasal kar sake agar aap apne balance ko save Rakhenge to Inshallah aap ek Mein Hamen Acha result Hasil karne ki koshish kar Sakenge agar aap Thode bonus per apni trade open kar dete Hain To usse aapka account jald hi wash ho jata hai isiliye Apne account ko kam se kam 100 plus bonus account hone a Diya Karen tab aap Aise Achcha fayda Hasil kar sakte hain aur apne account ko bhi sev Rakh sakte hain isiliye Apne strong analysis Kiya Karen aur Jitna Bhi aapka bonus Ho usko aap save rakhne ki koshish karen aur se aap Acha result again Karen Taki aap aur se acche kamyabi Hasil kar sake agar aap usmein mehnat Nahin Karenge to aap usmein kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge na hi fayda Hans Hoga Balke ulta nuksan hi Hassan Karoge isiliye Soch Samajh Kar Apne Ko complete Kiya Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                        hamy apny balance ko zaya nahi karan chae hum is mai mahnet karty han to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai raat mai be km kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho ga hum is mai apne marze sy time tbale bana akr kam kar sakty hain yai aik amm business jasa nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                          hum forex mai kam kar ky profir kama sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai hard working karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai agar bager learning ky kam karty han hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai aik time table bana kar kam karma ho ag is mai hamara koi be boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                            Je bilkul ma ap ke bat sa itefaq karta hu ka hama small lot size sa trade karni chaheya ta ka bonus zaya na ho q k bonus bohat mushkil sa milta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apne balance ko zaya mat karain..

                              yes dear right kaha forex trading man kabi b apne balance ko zaaya maat kare har person kamyab ho skte hain agar forex trading main hard work kare har person amazing earning kar skte hain agar knowledge aur experience ko incress kar k kaaam kare big balance b west ho skta hain agar traders forex trading main big lot use karte hain tu har traders ko balance ko achi tara use karna hoga kabi b big lot use na kare apne balance ki kadar karne wale traders amazing earning kar lete hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X