Stop loss ki ehmeyat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ki ehmeyat
    Stop loss ki ehmeyat es ley bahot hi important hay key es tool ki waja se hamara account balance secure ho jata hay market ki big movement kesi be news ki waja se hamary order ko Etna loss deli hay key account balance negative zone me chala jata hay es se bachny ki koshish karny key ley hamy stop loss Lagana chaye, ye tool har tarha se hamary account balance ki protection kar sakta hay aur ye beet tool hamary ley risk manage karny ka perfect option ban sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ki ehmeyat

    G ha bhai thk kaha hy Star Plus ki Bahut Yaad Aate Ke bhai yah message ka pata hai AK Jitna Bhi last ho raha hai Hamen usko cover kar sakta hai Kyunki Aisa Lagan se Hamen paraayaa hota hai ki Hamara Jitna Bilas hota hai vah Khud BA Khud automatic close ho jata hai ki Ham Bar Bar usko per Najar To Nahin Rakh Sakte mobile ke upar isiliye yah Pata hota hai ki Isko Laga Liya Karen aur TP Hamare liye bahut hi jaruri hai usko Laga Le FIR Uske per kam Karen aapke liye bahut hi Aasan hai aur aapke liye faydemand hai usko Lagaya Karen FIR jakar aap kam Kya Karen
    Last edited by ; 18-09-2020, 09:30 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ki ehmeyat

      Aslam o alaikum.... Star Plus forex market Mein Star Plus ki bahut Aasan Hai isase To Hamara balance Jaaye hone ka Khatra Nahin Hota aur dusra Ham kam ko acche tarike se kar rahe hote hain Agar is Lash Ko khatm Nahin kar sakte to Humko is market Mein profit able Kam Nahin kar sakte forex market Mein entry ke liye Rajni Hai Kailash ko Har Hal Mein control karna hoga tab hi jakar aap market Mein inter ho sakte hain aur aise hi aap ko fayda Hasil ho sakta hai
      Last edited by ; 18-09-2020, 09:30 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ki ehmeyat

        dear member Stop loss ek bahut hi achcha option hai lekin usko use os time use karna chahie Jab aapko market ki position confirm na ho aur market ki next moment ka idea na ho to use time aapko ek limit per Stop loss laga lena chahie ki agar yahan Tak Loss ho to aapki trade auto py close ho jaaye is sey aap bahut jyada loss se bach sakte hain aapko loss ek limit tak hi hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ki ehmeyat

          Stop loss forex trading main aik bhhht zabardast sahulat hai. Iss ki waja sy ham bhht sy nuksanat sy baxh sakty hai. Or iss ky liya aroori ha ky ap ko iss cheez ki malomat honi chahiya agr ap ko iss cheez ki malomat nai ha to ap ko bhht ziada nuksan ho skta ha jo ky ap ki trading ky liya blkl axha nai ha to mera ya manana hai ky stop loss froex trading main bhht help krta ha or ap ki earning ko mazboot bnata jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ki ehmeyat

            Iss work mn stop loss ki bahut ehmiat hy q k bgher experience k jab koi bhi kaam shuru lrta hy khas taur per trading ka kaam to isme ese logo k liye stop loss bahut zruri hy
            Jin seniors ko experience hota hy wo stop loss ko ziada tar use nhi krty q k unhe us wqt kafi experience hota hy unhe pta hota hy k us wqt wo kis qism ki trade kr rhy hn or kahan per wo profit kma skty hain
            Lekin juniors k liye stop loss ko use krna zruri hota hy jab tak unhe acha experience nhi hota
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ki ehmeyat

              Dear friend forex trading men stop loss ki bahut ziyada importance hey kiun k yeh hamaray account ko safe aur secure rakhta hey aur jo log forex trading men trading k daoran stop loss ko ignore kartay hen unn ka account jaldi wash ho jata hey iss liay trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur achi trading kar k acha profit kama saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ki ehmeyat

                Assalamu Alaikum friend stop-loss ki bahut jyada importance hai agar stop-loss Nahin Laga To Hamara account jaldi bus ho sakta hai aur ham use account recovery bhi nahin kar sakte isliye main chahie cast of Lost Ajmer Lagana chahie Kyunki Kuchh Aisi marketing Mein direction Hoti Hai chut ki movement Ka Pata bhi nahin chalta aur vah jo profit Mein ja rahe the vah ekdum se life Jaane lagti hai isliye bataiye stop of losses Jarur add karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ki ehmeyat

                  Assalam Alaikum, stop-loss ki forex market mein bahut Ehmiyat hai "stop loss" hamare loss ko kam karne mein help karta hai, Stop-loss hamari Absence mein humari Trades ko "control" karta hy aur bhoat say proffesional Traders apni Trading mein "Stoploss" aur "Takeprofit" ko istemal kartein hein aur acha profit hasil karty hein, Stoploss ko proper set karny k liye humein acha "experience" aur knowledge chahie aur Hamesha Stoploss ko (Support aur Resistance) k mutabic set karna chahie tab he humein acha Results milay ga.
                  Instaforex is the Best broker
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ki ehmeyat

                    hamary account balance ki protection kar sakta hay aur ye beet tool hamary ley risk manage karny ka perfect option ban sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ki ehmeyat

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Stop loss ki ehmeyat es ley bahot hi important hay key es tool ki waja se hamara account balance secure ho jata hay market ki big movement kesi be news ki waja se hamary order ko Etna loss deli hay key account balance negative zone me chala jata hay es se bachny ki koshish karny key ley hamy stop loss Lagana chaye, ye tool har tarha se hamary account balance ki protection kar sakta hay aur ye beet tool hamary ley risk manage karny ka perfect option ban sakta hay.
                      Stop loss ke wajah se aap bare nukasan se bachjate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ki ehmeyat

                        AP koi be order lagaty ho us Mai stop loss hona zarori hy q k agar ap wo nahi lagaogy to AP bht he bara loss le skhty ho isliye zarori hy k ap stop loss lagao taha k AP loss se bacho ..
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss ki ehmeyat

                          knowledge gain ki ha uss ky liya ya bhht easy hai baas knowledge or practice sy h insan kamiyab ho skta hai. kyu ky jitna experience ho ga utni asani ho gi or forex market sy earning ka chance b ziada mily ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss ki ehmeyat

                            assalam o aliikumm jnab umeed hy k ap theek thaak hoon gy ALLAH PAK AP KO HMESHA SLAMAT RAKHY AUR AP HMESHA KHUSH RAHIN. JNAB AP NY POOcha hy stop loss k bary mai jnab ap ko mai bta doon k mujy 2 trha k stop loses ka pta hy aik to ordinary stop losss hota hy jo ap set kar dety hain aur ye ap apni sell ya buy trade k mutabik set karty hain agr ap ny sell kia hy to ye ap k entry point sy oper ho ga aur buy kia ho to entry point sy kam value peer hota hy ye es lesy lgaya jata hy lk agr ksi bhe waja sy market ap k against chali jati hy aur ap ko loss hony lag jata hy to ap ko trade mai loss na ho aur ap ka account mukamal tor pwer wash hony sy bach jaye ap es sy ye faida hota hy k agr ap ny aik waqt mai aik sy ziyada trades open ki hui hain to ap har aik trade per nazar nahi rakh sakty hain lekin ap ki stop ki hui stop loss ki limit sy ap ki trade ap k loss hony per khud ba khud trade ko band kr deti hy. es ka istimaal karna safe trading k leay bohat zroori hy es k baad bari aati hy trillinng stop loss ki ye hy to aik stop loss hi lekin ye ap ki trade ko [rofit mai close karta hy misaal k tor per ap ny aik trade open ki hy aur wo trade ap ko profit dy rahi hy ap ko kafi profit mil gya hy lekin ap ko dar hy k mujy loss na ho jaye kahin mera ye profit zaya na ho jaye to ap trailling stop loss ko use karty hain ta k ap apny profit ko zzaya hony sy bacha sken misaal k tor per ap ny 20 pips neechy trailing stop loss lga dia hy ab ap ki tader jitni oopen jaye gi to trailing stop loss bhe ooper jata rahy ga aur 20 pips ka difference maintain rakhy ga magr jeasy hi market ka trend reverse ho ga to trailling stop loss ruk jaye ga aur ap k ka stop loss agr hit ho jata hy to ye ap k profit ko loss hony sy bachaye ga lekin q k ye hy stop loss ki kisam to es ko trailing stop loss kaha jata hy mgr es mai ap ko hota profit hy es kisam k stop loss ko ap laptop ya desktop k mt4 ya mt5 per use kar sakty hain. umeed hy ap ko mere post achi lgi ho gi thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss ki ehmeyat

                              Assalamu Alaikum dear Forex member main aapki baat se agree karta hun Forex trading Ek bahut hi risky business hai jismein perform karne ke liye Hamen Forex trading ke rules ko follow karna bahut Jaruri Hota Hai aur stop loss ka option bhi Forex trading ki rules Main Se Hi Ek Hai Jis ko follow karna Hamare liye bahut important Hota Hai isliye Hamesha trading karte waqt stop loss ka use Jarur karna chahie Jo Hamara account balance ko wash hone se bhi secure karta hai aur ham big loss se bhi batch sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X