ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??
    dear members mera apse yh sawal hai k ham market k trend ko kese follow kar sakty hain?? aur market ko follow kar k kese aek achi trading kar sakty hain???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

    Ham market ke trend ko sirf use Waqt follow kar Sakenge Jab Hamen Forex trading Ka acchi Tarah se Hoga aur Humne Forex form ko join karne se pahle usko acchi Tarah Se analysis Kiya Hoga uski acchi learning ki Hogi tabhi Ham market ke Trend ko acchi Tarah Se samajh Sakenge aur Market Mein trade lagat Waqt trend ko acchi Tarah Se follow bhi kar Sakenge aur is ko follow karke is Achcha profit Hasil kar Payenge without learning ke Ham market Mein Apna Kam ko kabhi bhi acche tarike se nahin samajh Sakenge aur na hi market ke trend ko follow kar Sakenge

    Hamen market Mein Apni trade Lagane se pahle market ki movement ko acchi Tarah Se study karna bahut Jyada Jaruri hota hai ki market uptrend Mein move kar rahi hai ya FIR downtrend move kar rahi hai ya FIR sideway mein hai agar market uptrend aur downtrend move karti hai to use Waqt Hamen use Waqt is Mein Apni trade open Karni chahie Kyunki use Waqt Ham is Mein trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain Jab Ke Agar market sideway move kar rahi ho to use Waqt is main trading karna bahut jyada Mushkil ho jata hai usko chahie ki vajah market sideway Mein move kar rahi ho to use Waqt isme apni trade ko close kar den Jab apni trade ko close kar denge tab bhi vah ismein hone wale nuksan se bacche Rahenge sideway main sirf expert aur professional traders hi trade Laga sakte hain aur usse Achcha profit Hasil kar lete hain Jab Ke beginners is main bilkul bhi trade na lagaen Agar vah is me rate Laga Denge Tu Is Tarah Se Unka Sara account wash ho sakta hai isliye Hamen Forex trading ki acchi learning Hasil karne chahie Agar Hamare Ladne Kachi Hogi tabhi Ham Apne Karm ki quality ko best banaa Sakenge aur is Best earning bhi Hasil kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

      Acha thread create kiya hai dear aap ne forex trading acha business acha business Hai lekin is mein Kamyab hone KY liye humein bohat sare steps Soch samajh kr lyna hoty hain otherwise humein nuqsaan bhi ho sakta hai ache trading krny KY liye zaroori hai ky hum Har cheez ki importance aur us ky istemal ko ache tarha se samajhny ki koshish kren
      IMPORTANCE OF TREND
      forex trading market Mein trend ko bohat zayada importance Di gai hai kyun KY is ky according kaam kr KY he successful ko possible bnaya ja sakta Hai definite baat hai Jab tak humein market ki direction ka exact pta nahi ho GA hum kaise market Mein Apni trade open kren ge aur kis Tarah us ko successful bnaen ge is liye sabs e pehle humein trend ki importance ko sajhna zaroori hota hai ta ky sahi trend follow kr KY apni trade ko nuqsaan mein Jane se bchaya ja sake
      FIND THE TREND
      market ka trend find krna asaan nahi hota market ka trend find krny KY liye hmare pass market ka acha analysis krny ka tareeka hona zayada zaroori hai Jab Hum market ka analysis acha kren ge to hum asaani see market ka trend find krny mein Kamyab ho saken ge is liye humein apny analysis ko strong bnane ki aur apny knowledge ky according krny ki koshish krni chaheye ta ky ache position ko fond krny mein ache help mil sake aur behter kaam Kiya ja sake
      BENEFITS OF FOLLOWING TREND
      market Mein trend ko follow krny ka acha faida hota hai Jab Bhi hum apni trade market ky trend KY according open kren ge hmari trade Mein loss ky chances kam profit ky chances Increase kr jaen ge aur is ky ilawa hum ache analyse banny mein bhi Kamyab Ho jaen ge definite baat hai Jab Bhi hum trend ko find krny ki koshish kren ge to hum apny analysis ko bhi focus kren ge jis se trend aur analysis dono he strong ho jaen ge aur acha profit hasil ho Jae ga
      • #4 Collapse

        Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

        Achi trade k lye apko market trend ka pata hona chahye taa k aap ko zada loss na ho or acha profit ho
        es lye aapko apny senior se guidance lni chahye or dosri hr jagha jahan se apko forex ka knowldg ml skta ha wahan se knowldg len or market trebd ko smjhn or usko follow karen taa k aap acha profit earn kar saken or bonus ka acha use ho sky
        • #5 Collapse

          Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

          السلام علیکم
          Forex per urning ka Leya app ko treading our world economy ka achi Kashi tafseel pata hone chiya app ko kar chez jasa gold silver sab ka bara ma pata Hona chiya our kon c Markit uper ja rahe ha our kon c necha ja rahe our Kab our kaha invest keya jaye
          • #6 Collapse

            Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

            Fear aapko Agar market ki trend sa related maximum information Nahin Hai To aapko kabhi bhi successful trading karna Nahin a sakti aur aap Hamesha unsuccessful Rahenge Agar aapko market ke trend se related information mil jaati hai aur Market ke train to properly calculate karna aapko aata hai to aap hi trading aapke liye bahut jyada effective aur profitable ho sakti hai isliye sabse pahle aapko koshish Karni chahie ki market ki trend se related aap apna knowledge increase Karen.

            Dear sabse pahle question yah aapke mind Mein aata hai ki Ham market ka trend Kaise find kar sakte hain to uske liye aapko different analysis karne hote hain fundamental analysis aur technical analysis aapki bahut jyada help kar sakte hain aur aapko market ke trend se related maximum information provide kar sakte hain dear jab different commodities ki demand aur supply Mein imbalance hota hai uski basis per bhi aap commodities ka next trent define kar sakte hain aur jab aap aap apne analysis karte hain some time usmein aapko different important candlesticks Ek long reversal are continuation pattern se related indication de rahi hoti hai jisse aap market ke trend ko easily find kar sakte hain.

            Agar aap market ke trend ki against Jaate Hain To aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai agar aap market ke trend ko follow karte hain to aapko maximum advantages mil sakte hain aapki trading aapke liye profitable ho sakti hai aur apne account ki safety ko aap maintain kar sakte hain lekin agar aap market Trend ke against Jaate Hain To aapko bahut jyada nuksan recover karna ho sakta hai sometime aapko Apne account ko wash bhi karvana hota hai agar aap market ke friend ko avoid Karte Hain Tu.
            • #7 Collapse

              Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

              Dear friends agar aap ane Forex main trading karni hea to aap ko market trend follow karna chahie agar hum forex mai investment karna catey hain to hamy market trend ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mia be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita forex aik unique business hain hum is mai bager pasaoo ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik aca business hain hum gar mai bath kar is mai asnae sy kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zaroiat nahi hiote hea aur forex ik on line business hy. Is platform py ham jo trading krty hain wo bhi online hy.to is mn trade krny k koi basic rules hain agr to ap unko follow kren gy to ap kamyab hon gy agr unko chor den gy to ap loss kren gy apna. Mony management ko ap ny kabhi bhi ni bholna. Or mony safe ko bhi ni bholna us k bad hamen ye pta hona chahye k market trend kiya chal rha ye hmen technical analysis sy pta chly ga to us trend k hisab sy lot khreden gy to apko profit hoga. Mgr agr ap is trend ko nzr andaz kr k trade lgaty to maximum chances yehi hoty k ap huge loss kren gy .to hamen trend ko smjhna bhi chahye or trend ko follow bhi krna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                dear brothers forex markeet main kaam kartay huway ham yh daikh saktay hain k is makreet main different kisam k log different tareekonsay kaam kartay hain jin main bahut sarya traders aisay bhi hotay hain jink pass is markeet main kaam karnay ka koi bhi experience nai hota hay aisay logonko yeh bhi pata nai hota hay k markeet k chart main trend ko find kaisay kia jaye aur markeet k trend k against hamko kaam karna chaye bhi ya nai agar ham is markeet k trend ko chor kar is main ziada say ziada risk laitay huway kaam kartay hain to tab bhi hmaray liye aisay risks bahut ziada dangerous ho saktay hain is liye maiay khyal aur experience k mutabik agar ham markeet k trend reh kar kaam kartay jatay hain nto ham har us barri musseebat say bach saktay hain jisk liye hamko koi andaza bhi nai hota hay is liye mairay experience k mutabik agar ham d1 ka chart use kartay huway achay capitals k sath is markeet main kaam ko start kartay hain to aisa karnay say ham is markeet main agar lose bhi kartay hain to hamaray liye us main bhi kuch na kuch betar he hooga is liye better yahi k ham trend say sahi faida hasil karnay liye agar ham long term ki trading kartay hain to hamaray liye is say barrh kar aur koi bhi achi baat nai hay jis say hamko ziada say ziada faiday ki umeed hay.
                • #9 Collapse

                  Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                  Salam to all dear forex members dear friends Pakistan forex trading mn agr hum achi earning krna chty hn to is k liy hymn chy k sub sy phly hum Pakistan forex trading k barry mn apni learning ko improve kren jab tk hmary pass acha knowledge ni ho ga us waqt tk hum forex trading ki marketing ko judge ni kr skty hn ar na he hum indicaters ko smjh skty hn jab tk huymn forex k barry acha knowledge ni ho ga us waqt tk hum acha profit ni kama skty hn ar na he market ki movement ko smjh skty hn market k trend ko smjhny k liy sub sy zarori chz candles ko smjhna h ar trading indicators ko smjhna h jb tk hum in chezon mn expert ni ho jaty us waqt tk forex marketing ko ni smjh skty hn ar na he hum acha profit kma skty hn is liy market ko achi trha analysis krny ar market k trends ko smjhny k liy Pakistan forex trading k barry mn apna knowledge improve kren jab tk hum forex trading k barry mn completely jan ni lety us waqt tk achi earning na mumkin h is liy market k trend ko smjhny k liy forex trading ka acha knowledge hona bht zarori h
                  • #10 Collapse

                    Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                    Dear member agar Ham forex forum ke trans ko follow karna chahte hain to hamen chahie ke hamen iski news per bahut jyada tavajjo Deni chahie aur har waqt new k touch mein rahana chahie tabhi Ham iske trend ko follow kar sakte hain forex trading k trand ko samajhne ke liye hamen sabse pahle ishq acchi tarah se a analysis karne Ho Gaye kyunki jitne jyada hamare analyses kam honge itna hi ham iske trend ko follow kar sakte hain without learning Ham koi bhi trade open karte Hain to hamen is lash ho sakta hai isliye hamen chahie ke Ham jyada se jyada learning per focus Karen market mein trading open karne se pahle hamen market ke movement ko study karna bahut jaruri hota hai kyunki market ke movement kisi bhi waqt and expected ho sakti hai isliye hamen chahie ki Ham market ki movement ko acchi tarah se samajh Kar aur apne experience aur knowledge ke sath agar Ham is per kam karte Hain to hamen isase bahut jyada fayda ho sakta hai aur ham acchi earning kar sakte hainisliye hamen yah dekhna bahut jaruri hai ki market kis taraf move kar rahi hai up move kar rahi hai ya down kar rahi hai market agar up move kar rahi hai aur hamen Bata hai ki ab is download nahin karna to hamen use apni trading or per kar deni chahie isase hamen bahut jyada profit ho sakta hai aur agar market down move kar rahi hai to use waqt bhi hamen trading laga Deni chahie isase bhi hamen acchi earning hasil ho sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                      dear dosto market kay trend ko follow krna itna mushkil nai just ap ik indicator ka istimal kr kay trend ko find kr sktay kay long term trend buy ka hai ya sell ka, forex mai agar ap
                      trend ko follow kr kay trading karain gay tu kabi b nakam nai hoon gay. trend find krnay kay liye ap 200 period wali moving average ka istimal karain agar market iss movin average
                      se opper hai tu trend buy ka hai aur agar moving average se market neechay hai tu trend sell ka hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                        Salam brothers to all forex member apni market achi krni k lea sb se pehly forex k bary m parah jay or jo already member mojood hn hmary seniors members un se thora bhut discuss kra jay tky achi posts krk hm market k trend k mutabiq chal skain or achy se axhi earning kr skty hn or zyada se zyada bachat v ho ksti h isk lea bhut zarori h members k sath discussion krna or un se e help leni chaeeya asy e hm achi earning or market k trend ko follow kr skty hn bhut shukria
                        • #13 Collapse

                          Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                          Assalam walekum kaise hain aap ummid hai kya aap thik Honge aur apne kam ko acche tarike se perform kar rahe Honge aapane Humse bahut hi acchi information discuss ki hai ki market ke trend ko Hamen Kaise follow karna chahie Hamen pahle market ko acchi Tarah Se samajhna chahie aur fir-market mein tread Lagani chahie aur Hamen Hamesha market ke friend ko follow karke Hi Kam karna chahie Hamen market Mein trade Lagane Se Pahle a market ke trend ko acchi Tarah Se understand kar lena chahie ki market Kis direction Mein movekar rahi hai upper trend Mein ya FIR downtrend mein Agar market uptrend main yah downtrend Mein move kar rahi hai To Hamen Achcha Se Achcha profit Hasil ho sakta hai agar market sideway move kar rahi hai Hai To Ham kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte because sideway movement Mein Vahi log trade Laga sakte hain Jo ke bahut jyada expert hote hain aur apne iskam mein bahut jyada professional hote hain aur Jinke pass experience or knowledge bahut jyada Hota Hai Hamen market Ko Dekhkar e market Mein trade Lagani chahie market Ko Dekhe bagair Hamen kabhi bhi market Mein trade Nahin Lagani chahie aur Soch Samajh Kar Apne is kam ko karna chahie aur Forex ke Har EK rules and regulation ko follow karke hi market Mein trade open Karni chahie Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karna chahie aur apne experience or knowledge ke sath karna chahie Agar hamare pass experience and knowledge Jyada Hoga To Ham market Mein acche tarike se trade Laga Payenge aur Market ke trend ko acche tarike se follow bhi kar Payenge
                          • #14 Collapse

                            Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                            dear member yah baat bahut important hai ki market ko analyse kar lena hota hai aur jab members apni trading main market ko analyse nahin karti hai aur kis tarah Se Hi apni trading ko continue kar lete hain to yahi vajah hai ki nuksan hota hai aur agar members ko market ke friend ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hai aur vah members apne trading ko continue kar rahe hain to nuksan Ho jaane ki yah bhi ek aisi vajah hai ki jisse members ko avoid karna hoga aur is tarah Se members ko apni trading nahin karni hogi members ko market ko analyse kis tarah Se karna hai yah members ke apne experience per depend kar raha hota hai aur jab members ko market se related achcha experience mein jata hai to members market ko acchi tarah Se analyse kar paate hain aur members ko acchi tarah Se apne kaam par focus karne ke liye mehnat karna hoti hai members ko senior members ke sath connected hokar aur apni trading se related apne experience ko improve per Lena chahie aur members ko maximum apni struggle is baat per karni chahie ki unko market ko analyse kar lene se related achcha experience hasil karna hai trading se related agar koi member market to acchi tarah Se analize nahin Kar payega tu is tarah Se members apni trading mein barbad nuksan le rahe honge the members trading se related apni practice ko acchi tarah Se continue kar lete hain tu is tarah Se unko har tarah Se ek achcha experience bhi mil jata hai aur vah market ko analyse kar lene mein maximum successful hote hain aur is tarah Se Hi members ko aur zyada acche results mein jaate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ham market k trend ko kese follow kar sakty hain??

                              Walekum assalam dear Forex member aapane bht bahtreen Sawal Kiya Hai thread mai. forex trading bahtreen online business Hai lekin is mein Hasil krny KY liye humein bohat sare aqdam ko bht zyada Soch samajh kr lyna hoty hain otherwise humein nuqsaan bhi ho sakta hai.. Bahtreen trading krny KY liye important hai ky hum Har ik chiz ki ahmiyat aur us ky uses ko ache tarike se samjhny ki bht zyada koshish kren..
                              forex trading market Mein trend ko bohat zayada ahmiyat di jati hai kyun KY is ky zqrye sy kaam kr KY he Kamyabi ko yakeeni bnaya ja sakta Hai.. Zaahir Si baat hai Jab tak humein market ki direction ka acha sa pta nahi ho GA hum kaise market Mein Apni trade khol skty hai aur kis Tarah us ko Kamyab bnaen ge is liye sab se pehle humein trend ki ahmiyat ko samajhna zaroori hota hai ta ky sahe trend ko follow kr KY apni trade ko success ki trf ly jain..
                              market Mein trend ko follow krny ka acha faida hota hai Jab Bhi hum apni trade market ky trend KY zarye sy open kren ge hmari trade Mein loss ky chances kam aur profit ky chances badh Jaati Hai aur is ky sth sth hum ache analyse banny mein bhi success Ho jaen ge zahir see baat hai Jab Bhi hum trend ko Maloom krny ki zyada koshish kren ge to hum apny analysis pr bhi khyal kren ge jis se trend aur analysis dono he mazboot ho jaen ge aur acha profit hasil ho Jae ga.aur Ham market main loss sy bachngy.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X