what is indicators??? and describe its types

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is indicators??? and describe its types
    dear members mera aj apse yeh swal hai k indicators kia hoty hain aur forex mein indicators ki kitni types hain??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is indicators??? and describe its types

    Jab Ham Forex trading karte hain to use Waqt Hamen different types ke indicators Nazar Aate Hain yah indicators Hamari help ke liye maujud hote hain Hamein indicators ko free mein use kar sakte hain aur unko Apne kam Mein use Karke use Achcha profit hasil kar sakte hain aur apne Karm ki quality ko bhi bathar bana sakte hain truck driving mein bahut jyada tadad Mein yah indicators maujud hote hain in mein se kuch indicators bahut jyada popular Hote Hain Jo ke bahut hi pest result Dete Hain jinko Use Karke Ham on Se Achcha fayda Hasil kar lete hain aur kuchh indicator Jaise Hote Hain Jo keh diya tha Achcha result Nahin dete isliye Hamen an indicators ko use nahin karna chahie per ke popular indicators ko hi use karna chahie Kuchh traders different patterns ke alava Kuchh aur Alamat ko bhi istemal Karte Hain jinhen Ham indicators Kahate Hain

    Ine indicators mein moving average bullinger band Macd Rsi stochastic yah sab indicators market mein bahut hi popular Hain isliye Hamen ine indicators ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie aur inke bare mein Hamen Achcha knowledge Hona chahie Taki Ham Inko Apne kam Mein use Karke Achcha fayda Haasil kar Saken yah sab indicators bahut hi best result Dete Hain isliye Hamen chahie ki Hamen Apne indicators ko Soch Samajh Kar select karna chahie Taki Ham use indicators ko long time ke liye use Karke use Achcha profit Hasil kar sake Hamen Apne kam ko proper tarike se karna chahie aur apne kam ki quality ko Behtar karne ki koshish Karni chahie Hamen market Main trade Lagate Waqt market ke signals ko acchi Tarah Se dekh lena chahie aur ine indicators ki help chahie Hamen market Mein Apni trade open Karni chahie Taki ham market Mein acchi trade Laga sake
    • #3 Collapse

      Re: what is indicators??? and describe its types

      Dear friends jaisa ki aapko pata hai ki forex trading mein hamari trading ca daro madar hamare analysis per hota hai aur hamare analysis ka daromadar indicators per hota hai in indicators ko use karke trade ka andaza lagate Hain ki hamari trade kis taraf ho ja rahi hai aur agar baat ki is ki types ki to pehly searching ki jaye to bahot se indicators hamary samny asakty hey magar at a time ham ne kesi 1 ya 2 indicators ko use karna hota hay, indicators ko use karny se pehly indicator me ye khasoosiyat hona zarori hey,
      1. Trend following tool: indicator me ye khubi honi chaye key wo trend following ka indication kesi be time frame me de saky, moving average indicator trend ko follow karny me batter samja jata hay.
      2. Trend conformation tool: indicator me second important quality ye honi chaye key wo trend ki conformation every time frame me de saky, trend ki conformation MACD indicator zeyda batter result de sakta hay aur agar Forex markeet ko easily understand karnay k liay bahut sarey indicators ka istemaal kia jata ha. Indicators apni apni sakht, importance or faiday rakhtey hain. Indicators darj zail hain
      1. STOCHASTIC
      Is main reading 0 se 100 tak hoti ha. Reading 22 se neechay jae to over sold yani mazeed down k chances bahut kam hain or Buy ki tayari karain. Or jub 80 se oper jae to over bought yani ab sell ki tayari karain.
      2.RSI
      Almost same as schochistic indicator. Sirf reading ka thora farq ha jo k sell or Buy ko effect karta ha.
      3. ADX
      ye indicators direction ki bajae trend in mazbooti yani strengh ko show karta ha.
      4.MACD
      Ye up ya down trend ko show karta ha . Is main lines crossing each other chart or Histogram chart show hoty hain additional.*
      • #4 Collapse

        Re: what is indicators??? and describe its types

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
        dear members mera aj apse yeh swal hai k indicators kia hoty hain aur forex mein indicators ki kitni types hain??
        AoA 😍😘😍
        Umeed hai ap kheriyat se hongy dear member Apne bilkul sahi baat pochi.
        Indicator kia hai?
        Basically indicator market k moving trend ko follow karna k liye hota hai. Aghr Hum indicater use krty Hain toh Humein bht faida ho sqta Hain indicator me humein bht faida dety hein market ki moment ko analyse krny k liye

        Types of indicators🤷

        Iski bht see type hain jese k
        Bollinger bands ,MACD , relative index , stiomatric isolater etc ye SB achy wali indicator Hain jinse Humein Acha profit.mil sqta Hain isk ilwa or bhi indicator Hain lkn te indicater moment ko find krny k liye best Hain
        ❤️
        • #5 Collapse

          Re: what is indicators??? and describe its types

          Jasa ka app ko pata ha forex trading ma hamra sab kam hamra skills per depend karta ha our inductor in skills ko bathana ma madad karata ha yaa guid ka tor per kam karta ha iske types koch yaa ha
          *STOCHASTIC
          *ADX
          *MACD
          *RSI
          • #6 Collapse

            Re: what is indicators??? and describe its types

            Dear aapane indicator se related question Kiya Hai indicator aapko metatrader 4 may provide kiye Jaate Hain Jo aapko market se related bahut perfect information provide Karte Hain Jab aap indicator apni trading per reply karte hain to aap market ki judgement ko easily point kar sakte hain. Ek Aisa software jo aapko market ki movement ko technically calculate Karke aapko Kuchh important points provide karta hai aur Market ki next movement se related indication deta hai usko aap indicator Kahate Hain indicator Ko Jab aap major parts mixing Karte Hain To Iske do main parts hote hain jinko briefly main discuss kar deta hun.

            Leading indicators :

            Leading indicator indicator ki ek man aur important type hai leading indicator hote hain jo aapko market se related advance instructions aur indications de rahe Hote Hain Ki market ki next movement bullish ya FIR bearish trend Mein Hogi Jab aap different leading indicators apni trading per apply kar rahe hote hain to aap uski basis per bahut jyada advantages Hasil kar rahe hote hain aur aapke account ki safety maintain ho rahi hoti hai.

            Leggings indicator :

            Dear Kuchh Aise indicator hote hain jo aapko Thodi let indication provide karte hain aur jab market mein Main Ek trend create ho jata hai uske bad aapko market Mein entry lene ke liye allow Karte Hain Aise indicator score lagging indicator Kaha jata hai. Legging indicator ka ek a drawback hota hai ki vah aapko information Trend banne ke bad provide karte hain lekin iska yah advantage hota hai ki lekin Kata per Jab aap focus kar rahe hote hain to aapko nuksan hone ke chances bahut kam hote hain Kyunki market ka trend already Ban chuka Hota Hai.
            • #7 Collapse

              Re: what is indicators??? and describe its types

              Dear friend acha threads create kiya hai ap ne hum forex trading Mein Apni trade ko successful bnane ki Har Mumkin koshish krty hain Yahan ap ko mein indicators se related information provide krna chahun ga
              INDICATORS DEFINITION
              Mere knowledge ky according dear hum apni trading ko kamyab bnane ky liye different techniques ka istemal krty hain jo KY humein trading see related ache signals provide krti hain aisi techniques aise methods ko hum indicators kehty hain in ki hmare pass 2 types hoti hain Jin ko proper follow kr KY ache trading ko possible bnaya ja sakta hai
              TYPES OF INDICATORS
              1- lagging indicators
              2- leading indicators
              LAGGING INDICATORS
              Dear laaging indicators maximum trading Mein istemal hone waly indicators hain us ki reason Yeh hai ky yeh indicators humein slow signals provide krty hain but in ky signals ache hoty hain jin ko hum asaani see apni trading Mein follow kr KY successful trading ko possible bna sakty hain ye signal to late dyty hain lekin in ky signals ko hum asaani see follow kr KY Un se acha faida hasil kr sakty hain lagging indicators mein Shamil indicators yeh hain
              a- moving average
              b- ichimoku
              c- trend followed indicators

              LEADING INDICATORS
              leading indicators fast signals provide krny waly indicators hoty hain ye humein market Mein fast signals to dyty hain lekin in ky bohat sare signals wrong bhi hoty hain in ko jitna kam istemal Kiya Jae utna he loss ko Kam Kiya ja sakta Hai in par depend krny waly trader ko aksar bohat zayada loss ka samna krna par jata Hai leading indicators ko real market Mein istemal krny see pehle us ka analysis kr lyna chaheye warna galat signals ko follow krny ki wajah se bohat zayada nuqsaan ka samna bhi ho sakta hai leading indicators mein Shamil indicators hain
              a- RSI indicators
              b- stochastic indicators
              c- MACD indicators

              BEST INDICATOR
              sab se best indicators lagging indicators hain no doubt ye humein slow signal provide krty hain par in ky signals par depend Kiya ja sakta Hai aur in ky according trading kr KY ache trading aur ache earning ko bhi possible bnaya ja sakta Hai leading indicators bohat zayada risky hoty hain in ko follow na krna he hmare liye best ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: what is indicators??? and describe its types

                Assalamu Alaikum dear member aapane indicator ke bare mein Humse bahut hi Achcha question Kiya Hai Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen bahut se indicator Najar Aate Hain Hamen Usi indicator ko choose karna chahie jisse Hamen Apne kam mein fayda ho sake indicator ki madad se Ham Apne kam ko acche tarike Se Kar paate hain aur acchi se acchi success Hasil kar paate Hain indicator market ki moving Trend ko follow karne ke liye Hote Hain aur hamare pass indicator ke bare mein acchi se acchi information hone chahie

                Indicator maximum trading mein istemal hone wale indicator Hain in indicator ki madad se a ham market Mein acche tarike se trade Laga paate Hain yah indicator Hamen slow signal provide Karte Hain indicator bahut jyada popular Hote Hain Jo Hamen bahut hi Achcha result Dete Hain Macd indicator ko Charat Mein Lagaya Jaaye to price Ke Niche new window Mein zahar Hota Hai aur ismein Mazed indicator Najar Aate Hain Ek to macd Jo Surkh aur Neeli ye do line Mein Hota Hai parabolic sAR yah bahut Sidha aur Aasan indicator hai is Mein trend kahan se shuru ho raha hai aur kahan khatm ho raha hai yah donon saaf Dikhai Dete Hain yah indicator sirf trading market Mein Behtar result Deta Hai side market mein galat signal deta hai stochastic indicator cycle ki Shakal Mein hote hain jinmen Ek stochastic Hai Iski reading 0 se 100 hoti hai leading and lagging indicator Aisi indicator Hote Hain Jo price ka Trend badalne se pahle Ishara de dete Hain yeah Tamam indicator bahut jyada Ahmeyat rakhte Hain market mein isliye Hamen in indicator ko acchi Tarah Se samajhna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: what is indicators??? and describe its types

                  dear member indicators ko ek tarah ka tool bhi kaha ja sakta hai aur iski vajah yah hai ki yah members ko trading mein maximum help de rahe hote hain aur agar members ko inke bare mein acchi information hogi to members in se acchi tarah help lenge aur yah baat important hai ki agar members ko indicators ka istemal apne trading mein acchi tarah Se karna hai to ine se related members ko apne practice ko bahut acchi tarah Se continue kar lene ke bad hi istemal karna hoga kisi bhi Kaam ke bare mein agar members ko acchi tarah Se maloom karna hota hai to yah sab maloom kar lene ke liye members ko khud Se Hi uske bare mein learn karna hota hai aur strong learning hasil kar lena hoti hai jab acchi learning hasil Kar li jaati hai to members ko har tarah ka experience Mil jata hai aur vah is experience ko apne kam mein istemal Kar paate hain aur is tarah Se members ko apne kam mein bahut hi beneficial results a jaate Hain aur jo log apne kaam mein zyada acchi tarah Se hardworking nahin karte yahi vajah hai ki unko zyada acche result bhi is vajah Se nahin Mil Rahe hote hain aur members ko yah maloom karna hai ki indicators kya hai aur kis tarah Se inko istemal karna hai indicators Ka istemal Kar lene ki vajah se members apne trading mein maximum acche results lete hain aur members ke liye yah baat important hai ki unko indicators ke istemal kar lene se related experience ko hasil karna hoga yah experience hasil kar lene ke bad members acchi tarah Se apni trading mein indicators ka istemal karenge aur is tarah Se ya members ko indicators aur bhi acchi regular earning karne mein help denge
                  • #10 Collapse

                    Re: what is indicators??? and describe its types

                    Ji member market mein bahut bahut type ke indicators hote Hain aur type ke indicators hote hain in indicators ne se kuchh indicators ho jata acche hote hain aur kuchh indicators itna jyada profit nahin dete isliye hamen chahie ke in indicators ke bare mein information hasil karne ke liye hamen sabse pahle indicators ko bahut acche se analyse karne ki jarurat hoti hai aur analyse karne ke sath sath hamen indicators ke bare mein experience bhi hona chahie experience hamen tabhi hasil hota hai jab Ham continuity online hokar forex per apna focus karenge aur apna sar interest show karenge jab Tak hum kisi kaam mein apna self-interest Ho nahin karte Hain hum uske kam mein achievement hasil nahin kar sakte market mein bahut se indicators hote hain an indicators mein se kisi ek indicators ko select karna bahut jyada mushkil ho jata hai lekin agar Ham apne selection ko aasan banana chahte Hain to hamen chahie ki Ham use ek indicators ko bahut acche se analyse karle Jo indicators humne apni trade mein istemal karna hai yah use karna hai is tarah karne se hamen kisi bhi pair par trading mein Koi tension nahin hogi aur ham aasani se apne ped per chatting kar sakenge aur profit hasil kar sakenge profit hasil karne ke liye hamen bahut jyada hard work karne ki jarurat hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: what is indicators??? and describe its types

                      Indicato vahr Hote Hain Jo trad Lagane Mein Hamari help karte hain yah market Mein different types Mein maujood Hote Hai Jis indicator ke bare hamare pass experience or knowledge Hota Hai Ham use indicator ka istemal karte hain market Mein trade Lagate Hain Iske bagair Ham market acche tarike se trade Nahin Laga sakte aur na hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain hamare pass indicator ke bare mein experience and knowledge Kaho na bahut jyada important hota hai Kyunki indicator Hamare liye bahut jyada important hote hain yah Hamare bahut se kam Aate Hain in indicator ke madad ham market ko acche tarike se samajh sakti hai uska analysis kar sakte hain aur Market Mein Ham acche tarike se trade Laga sakta hai usmein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Jab Hamen indicator ke bare mein experience or knowledge hi nahin Hoga To Ham Achcha profit Hasil nahin kar sakte balki Hamen loss ho jaega market Mein Kuchh indicator bahut jyada popular Hote Hain Jinka trader bahut jyada istemal karte hain aur Market Mein trade Lagate Hain Jab Ham market Mein trade Lagane Lage To Hamen market ka acche tarike se analyses karna chahie aur acche tarike se samajhkar trade Lagani chahie trade Lagate Hue Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Hamesha Soch samajhkar trade open karne chahie Ek Se Jyada trade open Nahin karne chahie aur Hamen trade Lagate Hue Hamen stop loss ka istemal bhi Jarur karna chahie demo account per practice Karke Ham indicator ke bare mein jyada information Hasil kar sakte hain Jo Hamare business ke liye bahut jyada important hai Forex trading ko join karne se pahle Hamen demo accountper practice Jarur karna chahie take Hamare kam acche tarike se ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: what is indicators??? and describe its types

                        Dear Ham Jab Forex Mein kam karte hain to usmein hamare pass different trading tools aur ismein hamare pass different indicators hote hain Jinka Ham trading Mein Dhamal kar sakte hain Agar Ham in indicators aur trading tools ka istema acchi tarike Se Karte Hain To Hamen trading mein bahut jyada success mil sakti hai aur ham ismein daily basis per Achcha profit earned kar sakte hain.

                        Dear forex market Mein Ham dekhte hain hamare pass ismein different indicators hote hain aapke pass mein indicators ki to type hoti hain jinko aap ek lagging indicator ka naam Dete Hain aur dusra aap isko leading indicators ka naam Dete Hain Ya Do Tarah Ki indicator market mein bahut jyada famous hai aapko apni trading ke strategy ke hisab se Inko use karna hota hai aur in se profit Hasil karna Hota Hai.

                        Dear market Mein lagging indicators market ki Tanki confirmation ke bad use kiye Jaate Hain aur yah aapko market ke confirm train ke bare mein batate hain Jab market ka strong friend shuru ho jata hai to yah lagging indicators aapko market ke bare mein batate hain aur aap isase acchi trading kar sakte hain agar aap lagging indicators Mein moving average ka istemal karte hain to aapko iska bahut jyada fayda hota hai Iske alava aapke pass jismein leading indicators hote hain leading indicators aapko market ki movement ka Pahle Se Hi Idea de dete Hain ismein aapke pass relative strength index indicator sabse famous hai aur aapke pass Jisne Fibonacci retracement bahut hi Jabardast leading indicator Hota Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: what is indicators??? and describe its types

                          Dear friends indicator Kya Hota Hai
                          Indicators Hamesha us chez ko Kahate Hain jo aapko Kisi chij Ki indication de raha ho k yah Kis simat Mein Jayegi ya is se aage kya hone wala hai yah Hamen indicator hi batate hain aur indicator se Hamen bahut sari chijon ke bare mein acchi Tarah Se Maloom ho jata hai aur Ham next planning ki taiyari kar lete hain vo bhi Ham indicator Ko Dekhkar hi next planning Karte Hain aur yah soch rahe Hote Hain Ki Ham Kya strategy banae ki Ham acchi trade kar Saken

                          trading karne ke liye sirf indicator ki hi jarurat Nahin Hoti indicator ke sath Ham Apne analysis bhi Shamil Karte Hain Jo market ke trend ko samajhne mein bahut hi jyada faydemand Hote Hain Kyunki sirf indicator hi aapko market ki trend ka Nahin bata sakte jab tak aap apne analysis istemal Na Kar Le

                          Indicators bhi bahut kism ke Hote Hain in May
                          ADX indicator
                          RSI indicator
                          Fibonacci indicator
                          whipsaw indicator

                          Aur ISI Tarah bahut sy indicator Forex mein maujud hai lekin aap in ka istemal tab hi acchi tarike Se Kar Sakenge Jab aap inke bare mein Achcha knowledge rakhte Honge lekin agar aap in ke bare mein main pure tarike Se Nahin Jante to Aap Inka Ka istemal Na Karen pahle inke bare mein acchi tarike se learning Karen Uske bad Inko istemal Karen tab aap apne loss ko avoid kar Sakenge aur apni strategy ko behtarien banaa Sakenge aur aap ek acchy trader banne ke Taraf Gaamzan ho Jaenge
                          • #14 Collapse

                            Re: what is indicators??? and describe its types

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
                            dear members mera aj apse yeh swal hai k indicators kia hoty hain aur forex mein indicators ki kitni types hain??

                            dear member trading mein indicator ka istemal ke benefit se to aap log waqif hi Honge indicator manually create kiye Hue Hote Hain aur mukhtalif indicators Mein formulation apply ki Jaati Hai basic Gali Gaye indicator some Ko Hamari trading ke dauran banne wale candlestick yah Kisi bhi trade ki open ya close price ki average ke mutabik banae Jaate Hain .market mein bahut se indicators mil Jaate Hain aur kuchh indicators Aise Bhi Hain Ki ham log trading ke liye Jo application ko use karte hain usmein built in Hote Hain Iske alava Agar Ham Chahe To Ham internet per maujud Aur Bhi bahut Si types keindicators Ham application mein Main ad kar sakte hain indicators ko istemal karne ke liye hamare pass uska proper knowledge Hona chahie Aisa nahin hai ki Ham koi bhi indicator apni Marji se apni trade Mein apply kar den aur aur ham usse analyse Karke hundred percent accurate result Hasil kar len Aisa kabhi bhi possible Nahin ho sakta Kyon Ki Pahli Baat To yah hai ki koi bhi indicator ho vah kabhi bhi aapko hundred percent accuracy Nahin De sakta Kyunki indicators main sirf average ki base per II Ek indication Hoti Hai yah Aise samajhne ke Ek prediction Hoti Hai market ke bare mein isliye indicators ki help se Ham more than 70% accuracy Hasil kar sakte hain is Baat mein koi doubt Nahin Hai Lekin uske liye Hamen indicators ko proper use karne Aur samajhne Ka experience Hona chahie ab Agar indicators ki types ki baat ki Jaaye to basically indicators ki do types Hain Ek hote hain leading indicators aur dusre Hain legging indicator lagging indicators vo indicators hai jo price ke bad move Karte Hain It means Ke Jab price move kar Jati Hai Ya usse thoda Salon move karte hain aur Dekha Jaaye to legging indicator Hamare liye Jyada faydemand Hai Kyon Ke yah price ke bad move Karte Hain To Inky accuracy bahut hi jyada acchi hoti hai is Mein nuksan ya hota hai Kyunki yah price ke bad Munh karte hain isliye Hamara profit thoda miss ho jata hai hai aur Agar leading indicators ki baat ki Jaaye to vah price ke sath sath moon karta rahata hai hai usmein accuracy Hasil karna thoda difficult hai Kyunki price Kisi bhi time up aur down ho sakti hai isliye leading indicators ko istemal karne se avoid karna chahie Mera personal experience yah Hai Ki Kisi bhi market ko analyse karne ke liye aur trade karne ke liye Hamen legging indicators Ka istemal Karna chahie aur sabse important Baat yah hai ki Kabhi Bhi Koi Ek indicator score apply Karke a Uske result ko aap reliable Na Samjhe koshish karen ki apni trade Mein Ek Se Zyada indicators ko apply Karen indicators Jo market Mein Aa Wale Hain unmen se Kuchh important indicators darj zail hain
                            Moving average indicator
                            Macd indicator
                            Stochastic indicator
                            super trend indicator
                            awesome indicator
                            bollinger band indicators waghaira.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is indicators??? and describe its types

                              G dear indicators hotye hain ap kay trade mai use hotye hain ap nay kisi pair mai ager trade open kiya hai tu is mai use hotye hain yani kay indicator ka matlab hai ishara ap market mai kam kartye haim tu ap ko pta ho ga kay aik acha kam market mai kis tarha kiya jata hai es mai ap ka kam waisye he acha nhi ho jata hai aur na he ap es mai waisye he kamyab ho jatye hain ap ka kam hai kay ap es mai hamesha tools kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain ap es mai anylsis pay aur achye anylsis pay kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap indicators pay acha kam kartye hain tu bhi ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna chatye hain tu ap es mai achye anylsis pay dil laga kay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ye sara kam ap ki mahnet pay he hain ap es mai dil say acha kam kartyr hain tu ap es mai kafi kamyabi patye hain jub kay ap may ager indicator pay kam kiya tu ap market mai aik time pay ager lose mai bhi ja rhain tu bad mai ap es mai profit mai zaroor a jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap hameaha indicator pay kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asani a jatye haim aur ap es mai acha kam kartye hoye kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha kam karain ap es mai mahnet say hat kay kabhi kam na kiya karain kiyu kay ap ager mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap kaliye kafi masial ban jatye hain aur ap ka kam kabhi acha nhi ho pata hai tu ap ka kam hai kay ap always follow kiya karain indicators ko es mai acha kam karain aur kamyabi pain
                              $$$ Never Give Up $$$

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X