Dear friend trading karte hue aapko Hamesha market ke trend ko follow karna chahie market ka trend yah hota hai ki agar market ek hi direction Mein move kar rahi ho for example Agar markets uptrend Mein move kar rahi hai to aap apni trading buy Mein Karni chahie aur ISI Tarah Agar market down trend mein chal rahi ho to aapko apni trading co downtrend Mein Hi Rakhna chahie Agar kabhi market ka trend change hota hai to vahan per aapko apni trading strategy Ek Is Tarah Se Banani chahie ki aap ko apni trading trend ko change karne ke bad perform Karni chahie tabhi aap us trend se fayda mil sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим