importance of planning in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex trading ke lie apko sub se pehle planing karni parti hai warna ap hamesha loss ka hi samna karte hain aik acha trader banne k lie ap sub se pehle planning karni hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear forex me planning ki boht importance ha kiun k koi bi business kabi bi planning k bagher kaamyaab nai ho sekta .forex me bi aap ko apnay profit ore loss k baarey me plaaning kerni hoti ha .ore market k trend ko judge kertay huay hi trading kerni hoti ha
      • #93 Collapse

        ji ha forex trading ko karney k liya sub sy zada planning ki zarorat hoti hay or planning karney k liya ham ko knowledge ki or experince ki zarorat hoti hay teb hi ham dicide kar saktey ha k ham forex trading may planing kis tarha kar saktey ha or ya dicide karna bhot zarori hota hay k keb market up or keb down hoti hay ya dicide karney sy ap loss sy buch saktey ha
        • #94 Collapse

          Meray khayal main forex trading main planning aur strategy hi awaleen asool hai agar forex main humari planning aur strategy perfect n ho tou humain loss ho sakta hai isi lye humain planning kar kay trading karni chahyi
          • #95 Collapse

            jitna zyada behtar Tarah Say Ap market ko Samjhaain gy utni he achi Tarah Say Trading Karain Gy, main Samajhtaa hon K new Traders Ko buhaat Shoro main Mushkilaat Ka Samnaa Karnaa parta hai magar Waqt K Sath Sath sab thek ho jataa hai bas Shart ye hai learning process ko roka na jaye
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #96 Collapse

              1 banda koi be bussiness start karta he iske leye inko sabs se pehle he plaining ke he zarurat hoty aur ose plaining ke sath he phr bussiness ko chalata he so forex me trading se pehle apko plaining karnee chaye aur ise plaining ke sath he trading kare phr
              • #97 Collapse

                yes forx trading main planing ke bohat zayda importance hai khoe ky is ke he waja sy ap ko is bsuiness main loss kam ho ga aur profit zayda ho ga is lie plan lazmi bana ker tarding kero
                • #98 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  forex trading me planning krna boht zarori hai ,, ap without planning apni trade me kbhi bhi successful ni ho skty kun k ap ko hamesha worst situation ka samny krna perta hai , ek acha trader he achi planning se trading me profit kamata hai ..
                  Forex trading mian plaining bohat eham hay agar hum forex trading say acha profit bnana chahty hay to apny balance ko plan karna chaheiy keh hum nay kitnay trades lgany hay aur kitna profit gain karna hya.
                  • #99 Collapse

                    Forex trading main planning to bohot hi ziada important hoti hey aur jo koi bhi forex main achi planning ke sath enter hota hey to success uske naseeb main zaroor ati hey isliye forex trading main planning ke sath hi hamen trade karni chahiye.
                    • #100 Collapse

                      Mery khyal main forex trading main planing ki bohat ziada ehmiyat hay agar hum forex trading main apny account ki planing kar kay trading karen to hum forex trading say acha profit gain kar sakty hay.
                      • #101 Collapse

                        bgher planning keh ap forex ko esey ker rahey hotey hain jesey keh ek student bgher slybus keh reading to hmain sub sey pehley trading keh liey ache planning ke zroort hoti hey aur is keh liey apney he mind ka use kerna chhaiey aur doosrron ke advice aur skills ka bhe fida uthana chhaiey isi tarh hum ek achy trader bun sktey hain
                        • #102 Collapse

                          G ha Her Kam Aur He Business ko planing k sath Ker k hi ap is ma Kamyab ho saktay hai.. Isi Tarah Fotex trading ma b Planing Bhot Xarori hai..planing Ker k hi ap profit Ker saktay hai..
                          • #103 Collapse

                            Dear mery khayal main kisi bi business main successful honay ky liye aap ko proper planning aur strategy honi chaeye. Forex Trading aik international business hay is business main successful honay kay liye aap ko planning ki zroorat hoti hay .Aap Forex Market ko study kar kay hum ko Trade karni chaeye.
                            • #104 Collapse

                              bahi main samajhta hon achay trader ko successful trader bannay k lya zrori hai wo apna goals and targets set karay aur in targets ko achieve karnay k lya planning karin aur apni trading ki strategies bnain is sa aap sucessful trader ban saktay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhai forex trading main achi planning ki waqahi buhaat ahmihaat ha kyun yae aiek complicated qisam ka bussiness ha jis main app ko trading kay liya app ko proper planning karni parti ha iss tara app tammam risk aur money management kar kay trading karteay hain jis se profit hasil karna easy ho jata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X