Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?
    Assalam o Alikum! dear members hamein trading main loss tab hi hota hai jab ham bagair soche smjhe trade kr dete hain hamein trade krne se pehle market ko analyse krna chahiye ta ke ham apni trade main nakam na hon hamein soch samjh kr hi trade krni chahiye ta ke bad main hamein loss na ho or trade krte waqt lalach nahi krni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

    dear friend forex trading mn loss honay ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn ziada tr logon ko forex trading mn loss lalach aur jald bazi ki waja sa hota ha keun k jo log ziada profit k chakr mn jald bazi sa kam letay hn to unki trades aksr loss mn he jati hn
    • #3 Collapse

      Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

      Forex trading men jin logon k pass acha knowledge aur experience nhi hota woh achi trading nhi kar saktay aur loss uthatay hen jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur jaldi men trading karnay se mistakes hoti hey jin ki waja se bara loss ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

        Hamen trading Mein loss is Waqt Hota Hai Jab Ham trade soche samjhe Bhagya trade Laga Dete Hain Jin Logon ke pass Achcha knowledge aur acche Express Nahin Hota vah acchi learning nahin kar sakte aur unhen use time loss ho jata hai jo log Jyada profit Kala load karte hain vah bagair soche samjhe Badi e lot Laga Lete Hain Jiski vajah se Hamen bahut bada Lo so jata hai aur jaldi Mein trading karne se mistake ho jaati hai isiliye Hamen Hamen nuksan hota hai isliye main acche knowledge experience ke sath kam karna chahie tab yah machine trading kar sakte hain acchi training karne ke liye Hamen mehnat karne ki jarurat hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

          Dear ham ko loss kis kis waja sy hota hy wo ham threading ko dmjana chahiye tab ham ko chahiye Khan is main kamyabi ho sakaty hy
          • #6 Collapse

            Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

            Trading mein loss hamen main is reason ki vajah se hota hai ki trading ke bare mein hamare points kaun sa apps create nahin hote Hain aur hamari knowledge according to trade nahin hota To hamen trading mein load ho jata hai to trading mein Lo se bachne ke liye hamen apne kaun sa iske liye karni chahie aur apne kaun se apps clear karne ke liye hamen demo account per jyada Se jyada practice karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

              Exactly hmein hr kam soich smj kr krna Chahiye is company k point of view sy dekha jaye to chahy wo trading ho ya post soich smj kr krni Chahiye ta k lose na ho lalach MN akr kam na krein us sy hmara apna nuqsaan Hota h easy ho k post krein or trading b effective posts krny sy effective bonus b mil skta,
              • #8 Collapse

                Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

                Trading main koss ki main wjohat hain inexperience trade or lalch or jld bazi
                agr in 3 chzon se avoid karen to hm loss se bach skty hain
                agr aap achi trade kr k acha profit earn krna chahty hain to apko chahye k ap in 3 chzn se avoid karen or mhnt o lgan se kaam krn ir seekhen kaam ko
                • #9 Collapse

                  Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

                  Forex trading Mein loss tab Hota Hai Jab hamare pass Forex trading ka bilkul Na Lage Nahin Hota aur na hi hamare pass Forex trading ki basic training hoti hai na hamare pass Forex trading ka koi experience Hota Hai aur Agar Ham bagair analysing ke aur bagair jaanch padtal the trade lagayenge to straight se Hamen nuksan hi nuksan hoga isiliye koshish Karenge Forex trading Mein Kabhi Bhi lalach Mat Karen Kyunki Lal Aaj Forex trading mein bahut jyada nuksan karwata hai aur kabhi bhi jaldbaji Mein Aakar trade na lagaen Kyunki jaldbazi ki Lagai Hui trade Hamesha nuksan karvane ka sawab banti hai aur sath mein Hamesha lot size Sambhal Rakha Karen Bade profit Ke Chakkar Mein Apna account bhashna kaarvayi Karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamein trading main loss kis kis wajah se hota hai?

                    dear friend jab Ham trading mein lalach karte Hain To tab hamen bahut jyada loss hota hai isliye hamen koshish karni chahie ki Ham bilkul bhi lalach Na Karen Bal ke hamesha sabar ke sath trading Karen tab hamen kamyabi milati hai aur hamen isliye bhi loss hota hai kyunki Ham proper money management karke trading nahin karte iske alava hamen koshish karni chahie ki Ham jab bhi trading lagaen To hamen hamesha stop-loss jarur lagana chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X