Assalamu Alaikum doston Forex trading ke andar Eke candlestick Pai Jaati Hai Jisko Ham marobuzo Kahate Hain ya bearish bi ho sakti hai aur bullish bi ho sakti hai is Ki Nishani yah hoti hai ki iski body bahut badi hoti hai aur iska Shadow Jani tale yah To Nahin Hoti yah bahut Chhoti hoti hai is candlestick ka matlab hota hai ki ab yah to trend jo pehly chal raha hai vah chalta Rahega ya trend tabdeel hone wala hai Agar trend bullish tha aur uske bad Dobara bullish marubozu Aati Hai To iska matlab hai ki yah bullish trend Jari Rahega lekin agar trend bearish tha aur bullish marubozu Aati Hai To iska matlab hai ki ab trend change hone wala hai yani reversal of trend hai Main ummid Karta Hun Ki aapko is candlestick ke bare mein samajh a Gaya hoga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим