forex k account k liye required documents...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex k account k liye required documents...
    dear seniors members insta forex k account k liye hmain kon kon se documents required hoty hain ?
    or pora procedure share karen ta k new members ko asani k sath account bana kar os ko start kar saken insta k account ki verification kar k proper apni trading ka agaz kar skaen boht se members ki verification masla hai ta k un ki pareshani khtam ho skay or apni trading ka agaz kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex k account k liye required documents...

    Forex mein aap kam kaeny ky liye pehly Instaforex account create karty hain. Jo ky online bank ky tor par bhi use hota hai aur aapki tmam earnings aur deposits ussi ky through kiye jaty hain. Isme online transactions bhi ki jti hain. In sab baton ky liye aapky acvount ki securtiy bhi bhut zaruri hoti hai. Jis wjah se aapko kuch verification steps follow karna party hain..in verifications ky bad hi aap forex mein liye gaye profits ko aony bank accounts ya skrill, neteler waghera ky accounts mein withdraw kar skty hain. Withdraw ky liye verification ky 2 steps must hain jin mein aapko apni identity aur location verify krwana parti hai.

    Identity ki verification ky liye aap apna identity card use kar skty hain jo ky Pakistan mein Nadra ki traf se aapko 18 sal ki umar ky bad dia jata hai. Aap identity card ki verification ky liye pehly step mein Id card ky front ko scan krwa ky upload kar skty hain. Aur 2nd picture ki jgah aap Id card ki back ki tsvir upload kr skty hain. Aapko in files me jpeg, pdf files allow hain.
    Is trha aap ky documents ki submission ky baad aapko confirmation email ka wait krna parta hai. Jiski verification ky bad apko 2nd step verify krwany ky liye documents uplaod krny hty hain.

    2nd step mein aapko Location verification krwani parti hai.​Jis mein aap ko Passport, domicile, driving license, utility bills address aur full name ky sath chahye hoty hain. In mein se aap koi Ek select kar k bhej skty hain. Aur ek hi document psr aapki verification hojati hai. Jis ki confirmation aapko email ky through di jati hai.

    2nd step verification ky baad aap ksi bhi waqy withdrawal laga skty hain.

    3rd step last step hota hai jis mein aap apni selfie bnaty hain aur hand mein aaoko apna id card hold krna hota hai jis meinnaapki location aur full name ckeae nazar ana chahye.
    • #3 Collapse

      Re: forex k account k liye required documents...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
      dear seniors members insta forex k account k liye hmain kon kon se documents required hoty hain ?
      or pora procedure share karen ta k new members ko asani k sath account bana kar os ko start kar saken insta k account ki verification kar k proper apni trading ka agaz kar skaen boht se members ki verification masla hai ta k un ki pareshani khtam ho skay or apni trading ka agaz kar saken
      Assalamu Alaikum dear member level 1 k liye hamen three documents mn sa kisi ak sa level 1 ko verify kern hota h jis man 1. Id card 2. Driving licence 3. Passport

      Aur level 2 k liye hamen hamen apna address ko verify kerna hota h jis man h utility bills bank statement, tax return aur baqi kisi court documents sa address prove kerwa sakt han.

      Level 3 man ham jis documents sa hamara level verify howa hota ha isk sath selfi le k upload kerma sa verify hota ha.
      • #4 Collapse

        Re: forex k account k liye required documents...

        My dear Forex member for extending Mein insta sabse best broker Hai Asia Cup jis mein bahut hi profitable trading karne ka mauka Milta Hai Forex trading Mein insta broker mein agar Ham Apna account create karna chahte hain to uske liye Hamen Kuchh documents required hote hain jinko upload karne ke bad Ham easily Apna account verify karwa sakte hain Forex join karne ke bad Har traders ke liye jaruri hai ki vah sabse pahle Jis bhi broker Mein Apna account create karna chahte hain aur verify karna chahte hain vah apni trading se pahle hi verification procedure ko complete Karen ya Ek Tarah Se security hoti hai aur aapke kam mein kisi bhi Tarah Ki a problem ko avoid karne ke liye hoti hai insta ke verification Ek Tarah Se Hamare liye formality hai jo ki bahut jaruri hai use formality ko pura karne ke bad hi Ham Forex main proper join Ho paate hain aur usmein apne trading ka start kar sakte hain
        Instaforex account key verification ke liye Hamen three levels complete Karne padte hain Jin Mein Hamen Apne personal documents upload karne hote hain personal documents ko Ham picture Ki Surat Mein upload karte hain sabse pahle Ham Apne documents ki Claire pictures banaa lete hain aur uske bad Ham Apne account key verification ke liye upload kar dete Hain
        first level documents required:
        Instaforex account ke liye first level verification ke liye aapko Apne National identity card ki front and back pictures upload karni padati hain aap ki pictures Agar clear Hogi aur acche result mein hongi aapke Sabhi letters clearly Najar a Rahe Honge to Aapka first level aapke Si NIC number per hi easily verify ho jaega
        second level documents required"
        Instaforex account ke second level verification ke liye aapko choice Di jaati hai ki aap Kisi Ek document ko upload kar sakte hain second level ki verification ke liye aapko domicile bank statement utility bill yah 3 documents Mein Se Kisi Ek documents ko upload karna padta hai lekin aap ke documents 3 months se purane Na Ho Kyunki aap ko fresh documents upload karne Hote Hain
        Third Level verification documents required:
        Second level verification ke bad Hamara Third Level joki last level hota hai usmein Ham Apne identity card ke sath Apne face ki bhi photo upload karte hain jismein is baat ki a verification ki jaati hai ki jo documents Ham use kar rahe hain vah Hamare hi hai yah Kisi bhi Tarah Se Humne fake Ek Tarah Se Hamare account ki security ke liye hota hai Jiske bad Hamara account easily verify ho jata hai sometime documents ke a condition aur Hamare pictures ke quality week Hoti Hai Jiski vajah se Hamen notification Diya jata hai aur ek Tarah Se error Hamen message kiya Jata Hai Jisko follow karke Ham Apne documents ko perfect Banakar upload kar dete Hain To Hamara account aasani se verify ho jata hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: forex k account k liye required documents...

          forex ik esa business hain jis main humhy kam karny k liye or ik kmayb trader banny k liye mehnat k sath sath apna document b verify karna ho ga humhy forex main ik kmayb trader banny k liye or ik achi trading karny k liye mehnat karni ho ga us sy phly humhy insta forex ka account verify karna ho ga taki jab humhra account verify ho tu hum easily us main kam kar skty hain or us k easily withdraw lay skty hain us k liye humhy apny account k do level verify karny ho gy jab hum dono level verify nai kar laty hum withdraw nahi lay skaty us liye humhy account verify karna ho ga account k 1st level main id card scan kiya hoa jo k front or back dono ki copy upload karni ho gai or jab tak 1st level verify nai ho jata us waqt tak hum 2nd level main document upload nahi kar sakty is liye humhy 1st level k verify hony tak wait karna ho ga taki jab tak humhra 1st level verify nai ho jata humhra 2nd level upload na kiya jaye ik level ko verify karny k liye humhy 72 hours ka wait karna ho ga jab account verify ho jata hain tu humhy ik mail a jati hai insta forex ki traf sy or 2nd level main hum 3 tara k document upload kar skty hai lakin document us ko upload karny k bad jab tak verify nai ho jata account humhy wait karna ho ga taki jaesa hi humhra account verifyho jye hum easily kam kar sake or ik kmayab trader ban sake

          اب آن لائن

          Working...
          X