RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.
    Aslam o Alakum
    Dear forex members RSI ek Techniqal indicators hain our is main bhot zyada finnalcial market main market ko analyse karne ke lye use kia jata hai our dear forex members is indicators ka maqsad ye hai ke trading markets ki price ke up down main ko wazeh karna hota hai our ye trader ko market main uljhane nhi deta hai our ise market ki rafat ko chek our bahir nikalne ke lye tayar kia gia hai our ye market ki speed our us ke trand ke hisab se mapta hai our RSI ye price ki speed ke kam hone ya barhne ki parcetage zahir karta hai our jin market main zyada posetive tabdeelian hoi hoti hain RSI utni nagetive tabdelian ko janchta hai

    RSI Indicator ka zyada tar use 14 dinon ke time frame main bhot zyada hota hai our ye market ko 0 se le kar 100 tak mapta hai our is ka sab se oncha our neche darja 70 our 30 hota hai our is ke sath sath is main short time frame ko alag dekhna hota hai our big time frame ko alag se analyse karne ki zrorat hoti hai our is main zyada onchi our nichly satah 90 ya 20 hoti hai our 10 ka level bhot zyada paya jata hai jo ke mazboot market trend ki nishan dehi karta hai

    RSI indicator ko J. Welles Wilder in invent kia our is is ke bare main taseel se 1978 main ek book main bataya gia is ne techniqual anlyse man nye tasawaraat ko janam dia our 1978 main june ke ek rasale main bhi ise shaye kia gia

    RSI trader strong signals farahm karta hai jab market strong ho rhi to is signals deta hai ke buy karen our jab market down ja rhi ho to ye sell ka signal deta hai

    RSI idicator ke sath har qisam ke experience kye ge hain our is main bhot c islah bhi ki gi our ise 2017 main dosri strategies se compare bhi kia gia hai is ko mukhtalif companion main bhi test kia gia maslan Apple, IBM,Mobile, Macrosoft our Exxon our is ne result ache dye our is ko aam khareed o faroght ke lye bhot zyada sue full saamjha jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

    Aap ne bohat behtreen information share ki hai relative strength index indicator see relevant dear indicator koi bhi ho hum us see acha faida hasil kr sakty hain lekin us ky liye hmare pass us indicator ki ache learning ache experience ka hona aur us ko market Mein kis Tarah see istemal Kiya Jae is ka knowledge hona bohat zayada zaroori hai aur relative strength index indicator ko forex trading Mein bohat zayada importance Di jati hai kyun KY yeh aik leading indicator hai jo KY humein bohat fast market see relevant signals provide krta Hai lekin in mein see bohat sare signals wrong bhi kabhi kabhi hoty hain Agar Hum apni trading ko successful bnane ky liye RSI indicator ka istemal krna chahty hain to phir is ky liye humein sab see pehle is indicator ki complete information Hasil krny ki koshish kren aur is ky ilawa is indicator se milny waly signals ko aik dafa apny analysis KY according analyse krny ki koshish zaroor kren kyun KY Agar hum in signals ko direct follow kren ge to hum bohat bara risk Lyn ge aur Agar signal wrong Howa to humein nuqsaan ka samna bhi krna par sakta hai is liye humein aisa risk nahi lyna chaheye jis mein humein nuqsaan ka samna ho
    • #3 Collapse

      Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

      Hy dear friends hamara aaj ka topic hai a raha hai indicator ki importance kya hai hai na yah kya hote Ha RSI YANI (RELATIVE STRENGTH INDEX) *ye bohat hi ziyada istimall hony wala indicater yani signal hai RSI ko use krna ka simple treqa batana laga hon RSI indicator sab s easy or best hai RSI indicator ko dahk kr agr trade karain tu loss ka chances 20 percent rah jata hain RSI indicator 30 s 70 ka darmyan move krti hain is lia jab trade lagain tu dahk lain RSI kis psition pr hai agr 30 ki position pr hai tu ap buy karain tu fida ho ga isi tahra agr RSI indicator ka graph 70 ki position pr hai tu sell karain tu ap ko profit ka chances zyda hon gan agr RSI indicator graph center mai hai tu wait karain os wakat market ki samaj ki samaj nahi ah rahi hoti ka up jaya gu ya down tu bahtar ya ho ga ka is wakat market mai entery na karain wait karain jab market up ya down move kr jaya or RSI 70 ya 30 ko touch kr jaya tu trade lagain tu profit ka chances zyda hain aur RSi traders k liye bohat important hai or ye aik bohat zabardst indicator hai RSi indicator sy traders bohat ziada help laity hain or kafi ziada traders RSI indicator ko bohat like bhu krty hain ye aik porana indicator hai or kafi ziada traders RSI ki hrlp lai kr successful trading kr chuky hain RSU mere khud k liye bhi kafi helpful raha hai or main ap sab baki members of forex forum or forex trading main kam kry walay traders ko lahon ga k wo is indicator sy zroor help lain ye traders ki kafi help krta hai mujhe bhi RSI indicator bohat pasand hai q k is sy kafi help mil jati hai
      • #4 Collapse

        Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

        forex main rsi aik acah indicators hain hamy i sko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ha kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off ocst account bana kar br kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ya aik world wide business hain,RSI aik ndicator hy jo ap ko market ky over bought aor over sold area ky bary may btata hy aor ap es sy apni trade easily open kr skty hyn yh bot he acha helpful tool hy hr trader es ko use krta hy short trade ky ley yh best hy.
        • #5 Collapse

          Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

          Yes dear aapane bilkul theek kaha hai relative strength index indicator Ek bahut hi important indicator Hota Hai Jab aap market Mein Apne technical analysis course strong karne ke liye different important indicators ko properly istemal karte hain to aapko Puri Koshish Karna chahie ki aap relative strength index indicator ko properly utilised Karen aur is se related apni complete learning ko apni trading per apply Karen otherwise aapke liye bahut jyada nuksan ho sakta hai agar aap relative strength index indicator se properly utilised Hona Chahte Hain To aapko relative strength index indicator se related complete learning Hasil Karni chahie aur usko apni trading per apply karna chahie Jab aap is completely facilitate Honge to aapko bahut jyada benefits mil sakte hain.

          Dear relative strength index indicator Jab ap apni trading per istemal Karte Hain To yah aapko 2 different levels ke bare mein indication provide kar raha hota hai 1 Word Level hota hai jismein aapko market mein bahut jyada strong bullish trend Milta hai aur aap use time per market mein prices bahut Upar hoti hain aur use dant ko aap aap buyers ka pressure bhi account kar sakte hain aur use time per aap market mein Main over bought condition mein Main expect kar rahe Hote Hain.

          Dear jab market Mein price level bilkul down trend Mein hote hain aur aap market Mein sellers ka bahut jyada pressure feel kar rahe hote hain use time per relative strength index indicator aapko bahut hi important indication provide kar raha hota hai ismein aapko different 2 levels 30 aur 70 Mil Rahe hote hain Jiski basis per aap market mein achi entry find kr sakhty hain.
          • #6 Collapse

            Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

            Relative strength index.

            RSI momentum oscillator hai jo kisi b time frame ma price ki speed or velocity ko measure karta hai. RSI ka main maqsad ye hota hai k price momentum k change ko measure karta hai. Ye technical indicator k tor par b use hota hai. Jb rsi ki value 70 sy above move karti hai to es ka matlab hai k market overbought condition ma hai es sorat ma trader ko sell ki trade open karni chahe. Ese tarha rsi ki value jb 30 sy down ah jati hai to es ka ye matlab hai market oversold state ma ah chuki hai or hamy es sorat ma buy ki trade open karna chahe. RSI ki kuch special qualities b hoti hai jin ko ham discuss kar letyn hain.


            1. Trendline application.


            RSI ka interesting fact hai ye closing chart k sath sath chalta hai. Kuch cases ma rsi or closing chart k darmeyan farak karna bhot mushkil ho jata hai. Tb ham closing chart par trend line apply karty hain. Ham rsi ki tarha closing trend line ko b same manner ma use kar sakty hain.


            2. Advance breakout or breakdown.


            RSI ki help sy hamy market ka breakout or breakdown ka advance ma pata chal jata hai ye RSI k bary ma bhot interesting fact hai. Ye basically advance signal dey deta k market ma kiya hony wala hai.


            3. Role of 50 in RSI.


            50 value wali line direction ko show karny ma bhot help hota hai. Market ka trend yaha sy he start hota hai. Agr market 50 line ko cross kar jae to esk bullish ma jany k chances bhot barh jaty hain. Same ese tarha market jesy he 50 line sy nechy girti hai to ye zayada chances ban jaty hain k market ab bearish trend ko he follow kary gi. so es sy hamy pata chala ka agr ham RSI ko better tareeky sy use karyn to ye hamari har step par help karti hai. So hamary lae profit hasil karny ma RSI ka bhot kirdar hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

              My dear Forex member Forex trading main market analysis ke liye bahut se indicators Ham use Karke apni trading kar sakte hain Forex trading Mein jitne bhi traders trading karte hain vah Apne trading experience ke according Kisi Ek indicators ko select karte hain aur sometimes Aise traders Hote Hain Jo Ek Se Zyada indicators ke sath market ko analysis karte hain aur apni trading confirm karte hain aur usse profit Hasil Karte Hain
              Forex trading mein Main indicators ko use karne ka sabse best method Yahi hota hai ki aap sabse pahle apni market ko kis analysis ke sath check Karte Hain Jis Ke bad aap market Mein trade enter karne se pahle Kisi indicators ki confirmation Hasil karne ke bad apni trade confirm karte hain aur Apna order press Karte Hain indicators aap kabhi bhi market analysis se pahle istemal nahin kar sakte aap agar koi bhi indicator istemal kar rahe hain to aap pahle market ko acchi Tarah Se analysis Karenge Uske bad aapko indicators istemal karna Honge
              Rsi indicators
              Forex trading mein relative strength index Ek Aisa indicator Hai jismein Ham market ko samajhne ke liye Mashwara ke Taur per istemal Karte Hain is indicator Mein Ham market Mein traders ki trading types ke bare mein Maloom karte hain Kyunki is indicated se Ham market ke over bought aur oversold Ka Pata Lagate Hain Kyunki Agar yah indicator 70 level per Ho To Ham uski confirmation Mein is chij ko analysis Karte Hain Ki market police trend mein hai aur Agar is indicator main market 30 level per Ho Jaaye is kam Ho To Ham is baat ki confirmation Hasil kar lete hain ki market ab bearish hai aur Market mein continuously down trend chal raha hai Is Tarah Ke confirmation ke liye Ham indicator use karte hain relative strength indicator sabse Jyada istemal hone wala indicator Hai jisse Ham apni trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

                Forex trading Mein different types ke indicators hote hain Forex form Mein yah indicators bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain ine indicators ki help se Ham market ke trend ko acchi Tarah Se samajh sakte hain yah indicators free mein use kiye Jaate Hain in indicators ko use karne ke liye Hamen Kisi Kisan ki investment Nahin Karni padati balke ke se Ham Apne kam Mein acchi success Hasil kar sakte hain inmein se Kuchh indicators bahut jyada popular Hote Hain Jo ke bahut hi best result Dete Hain Jinke jariya se Ham Achcha profit hasal kar lete hain aur kuchh indicator Jaise Hote Hain Jo ki Jyada Achcha result Nahin Dete Hain jinki vajah se Ham Jyada profit Hasil nahin kar paate

                Isliye Tamam members ko chahie ki vah Forex Mein maujud indicators ko acchi Tarah Se study kar len study karne ke bad sirf an indicator score use Karen Jo ke market mein bahut jyada popular hote hain aur jinko Market ke Tamam members use karte hun aur jo best result Dete Hain Jinke jariya se Ham market ke signals ko bahut iji tarike se dekh sake aur understand kar sake popular indicator ko hi use karna chahie Jab Ham market Mein trade Lagate Hain to use Waqt in indicators ke har se Ham market ke price ki movement ko acchi Tarah Se dekh sakte hain

                Rsi indicator Ek technical indicator hai ya bahut hi Achcha indicator hai aur Si indicator stockastic indicator se Milta julta Hai ine donon ke result sem hote hain ismein reading zero se hundred Tak Hoti Hai trading Mein kam karte waqt Jab indicators ko use karte hain to use Waqt Hamen in indicators ki reading ko acchi Tarah Se understand karke hi market Mein Apne by yah sal ki trade Lagani chahie Agar ismein price 30 se niche ho to buy ke chances hote hain aur Agar price 70 se upar ho to ismein seel ke chances bahut jyada Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

                  Assalam o Alaikum! Dear brother apna "Relative Strength Index(RSI) Indicator" k bara hamara sath bhot acha knowledge aur experience kia ha. Is indicator per man apka sath apna knowledge share kerta hon. Pyara bhai agerr ham "Metatrader-4/5" use kerta han to hamen pata ha k is man trader k help k liye tools diye gae han jinka use trader k profit ko increase kerta ha. In tool man sab sa zayada importance "INDCATOR" ko hasil ha. "INDCATOR" ko use ker k trader market man "Entry aur Exit" "INDCATOR" k point ko identify kerta ha. Her "INDCATOR" ka use kerna ki technique aur signals dena ka tariqa alag alag hota ha, Isliye ager trader ko sab "INDCATOR" k bara man pata ha to tab he wo right time per right indicator ko use ker k market man accurate time per enter aur exit ho ker apna profit ko maximize aur losses ko minimize kerta ha. "Relative Strength Index(RSI)"b "Metatrader-4/5" ka ak important indicator ha, jis per man apka sath apna knowledge share kerta hon.

                  "Relative Strength Index(RSI) Indicator":

                  "Relative Strength Index(RSI) Indicator" ak most popular indicator ha jisko financial market man trade entry aur exit k liye trader commonly use kerta han. "Relative Strength Index(RSI)" indicator ko J. Welles Wilder na banaya jis sa ham current market ki strength find ker k buy/sell ki entry leta han. Is indicator k ander 0 sa 100 tak k levels hota han. RSI hamen market k signal Overbought aur Oversold man deta ha. Jab RSI indicator overbought ka signals deta ha to trader sell ki entry k liye wait kerta ha aur confirmation per sell ki trade active kerta ha.Aur jab RSI indicator oversold ka signal de to trader buy ki entry ka wait kerta ha aur confirmation per buy ki trade active ker deta ha. "Relative Strength Index(RSI) indicator" man 0 sa 100 tak k levels hota han. Zayada ter trader jab RSI indicator 70 levels sa oper ho to market over-bought hoti ha aur trader accurate signals k liye iska sath confirmation k liye dosra indicator b use kerta han jab dosra indicator confirmation de to trader "sell ki trade" active kar deni chaheye. Aur ager "Relative Strength Index(RSI)" indicator 30 level k nicha ho to ye hamen market k over-sold ka signal deta ha aur trader signal ki confirmation jab dosra indicator deta ha to trader ko buy ki trade active karni chaheye.

                  "Relative Strength Index(RSI) Indicator ko set kerna ka best way":

                  RSI indicator ko zayada ter trader 14 period setting kerta han, jiska matlab ha k trader last 14 period (15m, 30m,1h, 4 h,etc) ki closing price leta han, jis sa iska signals ki accuracy zyada hoti ha.

                  "Relative Strength Index(RSI) Indicator":

                  "Relative Strength Index(RSI)" indicator per trading kerna k liye hamen confirmation k liye additional indicator use kerta han.

                  1. RSI indcator ager hamen overbought aur over sold k signals de to...
                  2. To trader dosra momentum or trend indicator ki help le ker confirmation k sign per apni buy ya sell ki trade active kerta ha. Click image for larger version

Name:	d.png
Views:	28
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12331084
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

                    Relative strength indicator (RSI) ko Jab Ham chart ke andar Lagate Hain to niche Ek new window banti hai uske andar yah RSI indicator show hota hai ismein reading zero se 100 Tak hoti hai Oversold aur Overbought ke liye 30 se 70 ko buniyad Rakha jata hai agar price 30 se niche ho to buy ke chance hote hain aur Agar price 70 se upar chale Jaaye to market k sell hone ke chance Jyada Hote Hain . Is indicator ke andar Ek line hoti hai jo is Jo chart Ke Niche Ek new window ke andar hoti hai yeh line zero (30) se hundred (70) reading ke Darmiyaan movement karte hain yah Hamen Ek Achcha signal provide Karti Hai RSI Indicator aik eisa indicator hai jo apko markit ma different situations kay bary main indicate krta hai is ka 2 level hoty hain jo kay 30 or 70 hoty hain jo apko oversold position or overbought position kay bary main properly indicates krta hai jski basis pef ap aik achi buy or cell ki entry la sakhty hain aur jab ap is indicator sy trading karty Han tu apko market aik acha gap deti ha wahn py trading karty hoe ap acha profit banaa sakty han

                    Thanks.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI (Relative Strength Index ) Indicator ki Important: Jaiza.

                      dear agar baat ki jay effectiveness ki to Relative strength index jesa koi indicator nahi hu kyun Kay ye aik asa simple aur best way of trading hy Kay koi bhi trader is ko use KR Kay aik achi entry find KR skta Hy aur best working sy kuch na kuch pips gains KR skta Hy standard technical indicator hay jo key market movement ki calculation es base par karta hay key zero to 100 point key darmeyan ye move karta hay 70 point par ye over bought aur 30 point se nechy jab ye move jo jaye to ye market ka oversold level hota hay, 70 point par traders sell orders open karny chaye ye indicator jab 70 point show kary to es ka matlab hota hay key market higher level par ja ponchi hay esi tarha 30 point jab show kary to ye market ka deep point hota hay jaha se buyers traders ko active ho jana chaye indicators ki jaga oscillators kaha jata hai jo market ma apko market ki overbought oversold situation ko discribe krti hai apko buyer sellers ji strenght aor lot size ka btati hai lehaza mery kheyal sy forex trading ky leay koi bhi indicator ya oscillator jo meta trader 4 ma monood hai bekar nhi hai sub kam ky hain in sy humen faida uthana chue qor har aik ky bary ma humary oas acha knowledge hona chye yeh aik best opportunity hai jis sy humen faida hai technical support resistance bhi maloom ho aor marlet ka baki data bhi hamary pas hona zarori hai market ki sort e hal ko chanjny k bad trading karty hain es main kuj levels hoty hain jin ko hum apni trading main use karty hain or jo levels oty hain wo 0 se lay kar 100 tak k hoty hain jis main hum 30 se 70 tak k lvel par jo set hoty hain wo defult level main hoty hain jis ko hmain follow karna hota hai apni trading main es liye hmain aghr indicators ko use krna chahty hain tu hmain apni trading main achi traha knowledge hona zarori hai jis se hum apni trading main es indiactors se acha result eran kar saken ta k hmain acha proft mil saky indicaotrs kay bary main knowledge rkhta hay aor kis trah say rsi ka indicators use karay kay market trend ko understand kar pata hay wasy to rsi say acha aor indicators nhi hay is ko agr trader achy sy learn kary aor is main acha experience bna skta hay phr to trader ki hr trade profitable ho gi kion kah trader rsi say market kay right signals ko smjh kar apni positions open kary ga jo kah us ko profitable result dain gy.
                      منسلک شدہ فائلیں
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X