my experience in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    you are great bhai jan key ap ney apna experience humrey sath share kiya aur bhai jan ap ki is bat ko manta hoon aur mere dosrey bhai logo say be ye kehna hey key ap ki is bat per amal keren aur trading say pehley is ko learn zror kiya keren.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      yes dear yeh bat to aap bilkul theek keh rahy hyn main ne bhi start me earn kia vo sub loss me chula gaya so trading start karny se pehly learning or practice karna buhat necessary hoya hy
      • #1068 Collapse

        bhai ap janet hin k forex min ju bh tarder jitn expericn hasol kerta jaat hai us ko yaha per utna he profit hasil huta jaata hai.,si leey apko caehy k experince pe zor dein,.
        • #1069 Collapse

          dear aisa hai keh experience bohat mainay rakhta hai kisi bhi kaam mey.ap jitna marzni invest ker lo but apko loss he hoga.jab tak apko apne kaam ka experience nhi hoga tab tak apka invest karne ka koi faida nhi hai.
          • #1070 Collapse

            i am a new comer in forex trading but its very easy to learn it and work in the forex market and give profit and get profit from this market i think that is a good business in the world wide global village business business for trading
            • #1071 Collapse

              Dear ye ap ko pehle he sochna chahiye tha k forex trading learning k bagar bikul nuksandey hai matlab yeh k ager main is mein trading karta hn yan karna chahta hn to muje pehle sikh lena chahiye k forex market mein trading kase karte hain or kase market analysis krte hain phir is mein humein trading karna chahiye
              • #1072 Collapse

                Dear sir main nay demo account main trading say satart kia tha after months demo account main trading kay baad main real account main 100$ kay capital say start kia tha.
                   
                • #1073 Collapse

                  jee, humen full learning k bad trading start karni chaye nhi to hum apna sara capital ek din men ganwa sakte hen so humen practice or experience k bad real trading karni chaye taa k humen loss na ho humen demo pe practice karni chaye demo pe practice se hum apni mistakes ko control karte hen or market ko understand karte hen
                  • #1074 Collapse

                    ab to forex me mera b kafi tujrba ho chuka hai me candle ko dekh ke judje kar leta hu k kya hony wala hai mager logo ko tujrba lazmi rakhna ho ga kun k us k bina to vo kuch nai kar saky chay jo marzi kar len tjurba he insan ko age pohnchata hai or mony bnany me madad fram karta hai
                    • #1075 Collapse

                      mera experience bahot acha ho giya he and forex aik best source hai money make karnay ky liye aur forex mein aap good money make kar saktay ho only aap mind sy kam ly aur trading sy phlay market ko analyze kar liya kary pir descion liye kary aur pir trading kary.
                      • #1076 Collapse

                        ji ap n sahih kaha hy keh hr trader ko trading krney sy pehly achi trah sy learning krni chahy warna loss ho jay ga jb achi trah sy experience ho jay to phir real trading main ana chahy main n 3sal demoo use kia tb ja k real main kam kia.
                        • #1077 Collapse

                          shuru main to aisa hota hai ap ko kisi pareshani ki zarurat nahi hai balkey ap ko achi tarah sey yahan par kam karna chaheyn.
                          • #1078 Collapse

                            forex trading mein experience ki bhot zarorat hai mein abi new hun mein abi experience bana raha hun ta k mein aik acha trader ban sakon or profit acha bana sakon
                            • #1079 Collapse

                              Jab main nay trading start ki thee to mujhay bhi aksar loss ho jata that, because mera is main experience buhat kam tha. Market analysis ko judge karna buhat mushkil hy, is ko judge karnay key leye learning ki buhat zaroorat hy. Agar aap is ko time dain gey aur market analysis ko achi tarah samjhain gey to aap apnay loss ko kam kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                dear muja aik saal ho gia ha kam karte howe lakin ma na abi tak sirf 100$ hi earn kia ha is sa zeda ma na earning nia ki ha q k agar ma is sa zeda earning karna ki koshash ki ha lakin loss hi howa ha,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X