Assalamoalikum, friends aj main apsay jo nay share krna chata hoon wo yeh hai kay forex business main Humain behtreen waqt ki talash karni cheay. Yeh dekhna chaeay kay 24 hours main kon si market open or kon si close hati hai. Foex ko 4 baray trading sessions main divide kar sakty hain maslan ( Sydney, Tokyo, London and Newyork ) ap pahlay inki timing ko janain kay yeh market kub open or kub close hoti hain is lehaz say ap apni trade open or close karain jis say apka profit na sirf acha aaey ga Balkan ap aik achy trader bh ban sakty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим