Trading kesy nakam hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kesy nakam hoti hay?
    Forex business me trading hamari ghalat planing aur poor trading strategies ki waja se hoti hay jes wajoohat ki waja se hamari trading nakam ho sakti hay wo ye hey,

    1. Market ko analysis karny ka tajarba na hona
    2. Trading tools ka use na karena (take profit, stop loss, trailing stop)
    3. Leverage size aur lot size ko siraf risky trading key ley ghalat use karna
    4. Profit targets aur risk ko determine na karna.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kesy nakam hoti hay?

    Forex Trading me nakami tab hiti hai jab hamare apne hi masle mayayel ki waja se hum kuch chezen ko ignore akaren aur kuch chezen jo nahi honi chaheye us k istemal karte hn. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn. Forex Trading aik aisa buisiness hai jo hamen apne maqsad ka takmeel tak bohut jaldi le k ja sakta hai. Bas hamen humen kuch chezon ko lazmi apnana hoga is me. Us me sabar karna, knowledge hasil karna, experience gain karna aur mukhtalif analysis k inductors k bare me janna,. Hamari mumkin koshash honi chaheye k hum in cheeson p3 lazmi amal karen. Forex Trading bohut bari market hai aur rozana k hisab se trillions me buisiness hota hai, Forex Trading me unlimited earning ho sakti hai agar mehnat kia jaye to.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kesy nakam hoti hay?

      jab hum is main kam experience sy trading karty hai to hamy loss ho jata hai kue ky hum galt trading he karty hai hamy is main knowledge or experience sy trading karne chahey pher he hum is main acha profit hasil kar saty hain hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey yai aik acha karobar han
      • #4 Collapse

        Re: Trading kesy nakam hoti hay?

        dear member of nahin sahi question ki hai jab Ham forest Mein trading karte Hain to usne hamen acche analyses ke sath trading karni hoti hai agar aap acche analyses nahin karenge to ab ko kam ja bhi nahin milegi milke sirf or se apna Kam hai milegi isliye aapko demo kaun per practice karni chahie tha ki aap acche analyses Kar ke acche trader Ban jaaye aur acche knowledge ko increase Karen darker jyada se jyada profit hasil kar sake agar ab Na Lage ko increase nahin karenge to aap ko kabhi bhi kamyabi nahin milegi isliye aapko mehnat karni ho Ge ta ke aap successful ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Trading kesy nakam hoti hay?

          ap na bht achi aur informative post ki ha ager hum forex ko nhi samjhty is main risk liaty rahty ahn aur safe trdaing humain kerna nhi ati mean hum apny emotions per control nhi ker sakty tu is se humain yaqeeni tore per loss hota ha humain forex main soch samjh ker is k tamam rules ko follow kerty hoya trdaing kerni chahiy is se humain forex se bht achi earning ho sakti ha forex main jo tools han unhan bhi humain apni trading main use kerty rahny se acha faida hota ha ager hum na forex ko samjh lia tu samjho hum is amin kamiyba trader ban gay han aur humain kamiybai hony se koi taqat bhi nhi rok sakti,
          • #6 Collapse

            Re: Trading kesy nakam hoti hay?

            jab hum forex main bgair analysis kry forex main kam krty hain to he hum ismain loss karty hain forex aik best online businesss hia hamain forex main dil laga kr kam karna hoa pher he hum is main kamyab hon gay forex main market ko analysis kar ky he hum is main kamyab hon gay
            • #7 Collapse

              Re: Trading kesy nakam hoti hay?

              Trading ke nakami me bahut se wajohaat bhi hu sakti han or koey ak waja bhi jesa keh Experiance men kami ke baes traders wrong decisions lete han iss ke jaldbazi men baaz dafa Expert Traders bhi mistakes ya nakami ka shekar hu jate han or Fundamental Analysis ke muamle men kissi ghaflat ki qaja se trade loss huta ya Technical Analysis men bhi kissi kami ya Kamzoori ka result nakami huta ha
              • #8 Collapse

                Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                a.o.a dear freinds jaisa kah p log janty hnn kah jb ham forex mn kam krty hnn to us mn expert hona lazmi hota hai to is ky lye ye bhi zarori hai kahh hamen apni trading ko bht acha banana ho ga or trading ky waqt hamen apni galtio se parhez kerna ho ga to isi trah ham is bussiness mn kamyab ho gy to hmri trading us waqt nakam hoti hai jb ham trading mn sb se phle expert nhi hoty hnn or jb ham trading mn expert nhi hoty to hmri tradinfg bhi achi nhi hoti hai or hamen loss ho jta hai to is ky lye zaror hai kah trading mn acha expert hona ho ga or jb ham ham is mn achy expert ho gy to acha profit hasil ho ga to isi tarh hmri trading bhi kamyab ho gi..
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                  Forex Trading me nakami tab hiti hai poke hamare apne hey masle mayayel ki waja se murmur kuch chezen ko overlook akaren aur kuch chezen jo nahi honi chaheye us k istemal karte hn. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex exchanging me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me entryway hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k greatest record lalach ki waja se hello there wash ho jate hn. Forex Trading aik aisa buisiness hai jo hamen apne maqsad ka takmeel tak bohut jaldi le k ja sakta hai. Bas hamen humen kuch chezon ko lazmi apnana hoga is me. Us me sabar karna, information hasil karna, experience gain karna aur mukhtalif investigation k inductors k uncovered me janna,. Hamari mumkin koshash honi chaheye k murmur in cheeson p3 lazmi amal karen. Forex Trading bohut bari market hai aur rozana k hisab se trillions me buisiness hota hai, Forex Trading me boundless gaining ho sakti hai agar mehnat kia jaye to. poke murmur is fundamental kam experience sy exchanging karty hai to hamy misfortune ho jata hai kue ky murmur galt exchanging he karty hai hamy is principle information or experience sy exchanging karne chahey pher he murmur is primary acha benefit hasil kar saty hain hamy market ko pain-filled sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey yai aik acha karobar han
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                    Agar ap utny mehnat nahi karo ge jitny mehnat karne ki zaroorat ha to apko trading me nakaami hogy aur is nakaami se bohat kuch sekhe le es leiy aggar hum forex tradinf mein aik kamyab trader banna chatay hein tu hum ko zeyada say zeyada trading ka knowledge aur experience hasel karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                      Assalam o alaikum my dear forex friends me apko ye btana chahta hn k ham apni tradind ko successfull kesy bna sakty hn me apko btaon gabisbk bary me me knoledge r experience k mutabiq hamain apni trading ko kamiab bnanay k liey chahiey k market ko samajhna ga is k bad achabexoerince r trading k vary me knowledge ka hoa BHT hi zrori he
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                        Aslam o alikoum dear aap nay kafi achi bat ke hai trading main agr koi nakami hoti hai tooo us aik trader ke galti ke waja say hoti hai chahaiy wo galti khud say hoo ya phr mistake hoo jaiy loss na hooo bsss
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                          Asslamoalaikum dear forex frndz forex py JB b Kam krna ho ya trading krni ho to hmesha market k analysis ko dekh k trading kren jld bazi na kren hmesha fresh mind sy relax ho k trading kren AGR hum market k analysis ko nhi dekhy gy Indicator control stick sy help nhi lengy or Jo trade lgana ho usky Bary me knowledge nhi hoga to hmy bht ziada loss hoskta ha or hum trading me buri trha nakam hoskty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                            doston jaisa ke hamen yah Janna bahut jaruri hai ki hamari trading hamesha apni hi galti se na kam hoti hai jab Ham apne kam mein jaldbazi abe aarti aarti se kam karte hain aur work per jyada focus nahin karte to hamari trading aksar na kam hoti hai aur ham trading mein piche rah jaate Hain hamen hamesha is baat ka khyal rakhna chahie kya Ham apna rojana ka daily work time per complete Karen aur jaldbaji ke bajaye itihaas aur mehnat se apne kam ko saranjam den tab Ham trading mein nakam nahin hote aur ham kamyabi ki taraf badhate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kesy nakam hoti hay?

                              G dear Forex member trading Mein nakam hone ki vajah knowledge information aur experience Ka Na hona hai. Bagair Kisi planning Ke Jab Ham Koi trade Laga Lete Hain To usse bhi Ham na kam Hote Hain. Ziada lalach Ki vajah se Ham over trading Karte Hain Jab Ham na kam ho Jaate Hain usse bhi. Or trade laga kar Ham laparwah Ho Jaate Hain jisse Ham na kam ho Jaate Hain. To Hamen chahie ki Ham jo bhi trade Lagaye sabse pahle uske liye information knowledge or experience ko iKatta Karen Uske bad Ham usse laparwah Na Ho Jaaye aur us trade ko Ham time schedule dekar use per acche mehnat se kaam karain...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X