Without stop key koi be order open position me na raka karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without stop key koi be order open position me na raka karen
    Market unexpected movement be kesi news ki waja se kar sakti hay es ley traders ko stop loss key baghir koi be order open position me rakny ka risk nahi lena chaye jo be orders traders place karty hey un ko zaror stop loss, take profit aur trailing stop tools ka use karna chaye, agar en tools key baghir orders open position me hon gey to yahi risky aur greedy trading hoti hay jes me loss be unexpected ho sakta hay es se bachny ki har mumken koshish karny ki zarorat hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Without stop key koi be order open position me na raka karen

    Stop loss Forex trading me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop loss jo bhi hum trade lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre analysis k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. Stop loss hamen hamare jazbat pe bhi control hone me madad deti hai. Baaz dafa hum tired mind k sath trade karte hen aur nuqsan me trade jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare trading k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye stop loss ka zaroor istemal karen. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Stop loss ki bohut hi ziada importance hn forex trading me bas is istemal lazmi hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Without stop key koi be order open position me na raka karen

      dear ya bat tu apki theek ha mager mary kayal main humain her us trade main SL set kerna chahiy jis main hm na risk lia ho ager humari trading sfae ha safe lot se hum trading order lagya ho tu us amin humain SL set nhi kerna chahiy q k is se humain kham khah se loss ho jata ha ager humari trade risky ho hum na apny acount mbalance se ziada ka risk apni trade main lia hi tu humain us trade main SL zarore set kerna chahiy aur jitna juldi ho say is trade ko thory profit main bhi close ker lian chahoiy is se humain bht acha profit ho saktra ha.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Without stop key koi be order open position me na raka karen

        Stop misfortune Forex exchanging me exchanging stage jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop misfortune jo bhi murmur exchange lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke wording hamre investigation k inverse sharpen pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop misfortune hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash sharpen k muqabele me. Stop misfortune hamen hamare jazbat pe bhi control sharpen me madad deti hai. Baaz dafa murmur tired brain k sath exchange karte hen aur nuqsan me exchange jane ki waja se murmur bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare exchanging k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye stop misfortune ka zaroor istemal karen. Forex Trading me little error b exposed nuqsan ka bahis banti hai. Examination hamare exchanging k leye bohut greetings ziada aham hn, q k is se hey murmur apne exchanging kamyab bana sakte hn. Stop misfortune ki bohut hello ziada significance hn forex exchanging me bas is istemal lazmi hona chaheye. Without stop ky kam agar build up OTP lagate Hain Ham mein kafi jyada fayda hota hai ki kya message ka pata hai ki Star in addition to lagane se last aur pura fit ka mein pata chal jata hai khud BA khud close ho jaati hai aur ham message ko Patra banate hain ki kaise kam ho raha hai hamen chij ko follow karna chahie achcha karna chahie is

        اب آن لائن

        Working...
        X