control your greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mobile پيغام ديکھيے
    g han hum ko greed se kund ko banch cheny is se hum ko mloss ho sakty hain hum ko lalac ma nhe any cheny hum ko phely toe tore pher he ganzer karn cheny ager ap zayd pise eran kar chenty ho to ap ko expert jhopn ho gy is kam ma
    Haan yaar greed se hume loss ho sakta hai aur kafi log ese hain jin ko greed ki waja se loss ho bhi chouka ap meri hi misaal le lain mujhe bhi greed ki waja se start me kafi loss howa tha ab me greed se bach kar trading karta hon bhale thori earning karta hon lekin greed nahi karta.....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
      forex trading me greed se bachna boht zarori hota hai ,, greed har trader ki enemy hoti hai ,, ec ghlti ki wja se boht se traders apna balance zaya kr dety hen ,, har trader ko apni greed per kabo pana chayay ,..
      You can't take perfect and proper decisions if you have greed playing in your mind. It will never let you take proper decisions by using you brain properly. It will always pressure you to go for over trading. For that reason we should control our greed. :)
      • #483 Collapse

        mere bhaiyoo jesa k mein apni bht saari post or coments mein yeh baat clear kr chuka hn k it is necessory k aap apni greed k controol karein while trading ku k ye bht zaroori hai warna ham masley mein asaktey hain :)
        • #484 Collapse

          greed ki waja say boohat loss ho sakta hai.iss liey kabhi bhi trading main greed nahin karna chahiey.agar hum kamm risk main kaam karain gay to phir hum iss business main kaam kar kay achi earning kar sakty hain or survive bhi kar sakty hain.
           
          • #485 Collapse

            Ji bilkul trading main ager ap greedy ho gaye to phir bohat nuksaan ho sakta hai. is liye trading soch samajh k karni chahiye. otherwise apko bohat nuksaan ho sakta hai.
            • #486 Collapse

              g haan greed buhat bari loss ki vaja hae forex trading mein agr aap greed ko control krlo tau buhat profit bana saktay ho. is kliye aap ko apni feelings ko control karna parhta hae aur jald baazi karne se khud ko bachana parhta hae q k jald baazi aur greed sab se bari enemy hoti hain aik trader ki.
              • #487 Collapse

                yes brother ap ne theek kaha hai humain greed se bachna chay but meri tarha zayda tar log jab trade kar rahay hotay hain to jazbati hojaty hain aur greed ke chakr main bary order aur mistake kar detay hai jis ka bad main loss uthaty hain pl avoid greed
                   
                • #488 Collapse

                  jjeee han meray bhai ap bilkul theak farma rahay hain greed ko trading kartay hua waqt bilkul yad nahi rakhna chaheay bas imandari say kam karo ALLAH ap ko is ka ajar bhi day ga or sawab bhi....................................
                  • #489 Collapse

                    blkul hume apni greed ko cntrol me rkhna chahye mre bhai qk isi greed ki wajah se hum apna bht ziada nuqsaan utha skty hn jise hum bardasht b ni skty to lihaza hume chahye k hum apni greed pe cntrl rkhen tke hum apna kaam ache se dehan lga kr kryn.
                    • #490 Collapse

                      Rapacity is real perilous for any job this is why every trader should essay their covetousness. For over rapacity the dealer patronage carelessly and sum their assets. The old grouping are trading by controlling avaritia and healthy to advance gain.
                      • #491 Collapse

                        greed kamyabi or hamre dermyan aik buhat bri deewar he jo iss se bach gya wo hi aik acha trader bn skta he hamen chahiye k ham aik planning ka sath trading kren or greed waghera se bachen qn k iss se ham jld bazi men ghlt trading lga deb gy jiss se hamen buhat sa loss ho skta he jiss ko recover krna mushkil hoga
                        • #492 Collapse

                          app to assi tarha janta hai ki forex busienss main greed sab se buri bala hia is lyea app ko forex business main greed ko assi tarha control karna hoga . agar app asa na hi k to app ki forex business main success kabhi na hi melega .
                          • #493 Collapse

                            forex trading me greed karni hi ni chahiay greedy banda kabhi trading me kamyab ni ho sakta greed to trading k liay zehar hoti hy forex me sabar karna chahiay jitna profit ho uci par hi razi rehna chahiay ziada ki lalach ni karni chahiay ziada ki lalach sara loss kar day ge ziada loss sy thora profit behtar hy
                            • #494 Collapse

                              Hum ko tab hi apni lalach per control ho ga jab hum ko is main achi practice ho ge aur hum ko is main koi masla na ho aur hum ko is main apna target bhi kam se kam rakhna ho ga aur is main kam ko karne ke liye hum ko proper knowledge huna chahye forex ka .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                busniss mai enter hone ke bad hamen greed ko apne andar se nikal dena chaye kiun ke greed ki waja se hum is market mai bhot loss uthate hain aur hamen planing ke sath trading karni chaye ke hamara capital bhi save rahe aur hum profit bhi gain kar sakain..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X