control your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    hey friends i wanna say that to all of you Guys,trading if you greed then you may loss all your capital as a result of margin call. Greed is invited by over confidence and over confidence is due to trading randomly . if you do not set any target then you greed frequently and open some wrong order which in return may lead you to loss.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      hey friends hope you all Guys are fine, and i wanna say that, trading if you greed then you may loss all your capital as a result of margin call. Greed is invited by over confidence and over confidence is due to trading randomly . if you do not set any target then you greed frequently and open some wrong order which in return may lead you to loss.
         
      • #198 Collapse

        forex stage par greedy kabi na karay kiyon k es mein jald bazi karnay wala hemsha he loose mein jae ga greedy se save rehay gae tu forex mein kabi be mar nahi kahay gae thankful for question
        • #199 Collapse

          yes brother you say right hamy laluch ko control zraoor krna chahiye trade krty waqt agr hum aisa nahi kry gy to hum bht nuksan uthai gy or bht log utha rehy hy ku kh laluch buri bala hy or ye ap ka sara balnce khtm kr dyti hy isi liye kam profit gain kary but laluch na kary.
          • #200 Collapse

            jee janab bilkul achi hee baat hey key aap apni greed ko controll karey is sey achi koi baat nahi ho sakti key aap trading kar rahey hey or aap ko koi lalach nahi hey key aap ney cent kamaya ya doller or aaap next manzil ki taraf mooorhtey hey
            • #201 Collapse

              Forex k business mein jo bhi ya soch la kar ata hai k wo greedy ho kar iss business mein bhut ziada success full ho skta hai ya bhut ziada earning kar skta hai tu mara khal mein tu us ko iss business mein nahi ana chaya kyun k greedy ko loss he hota hai . greedy traders kud he dusman hota hain aur greedy ko control karna k aik he way hai mara khal mein k target profit mind mein set kar k achala. tu wo greedy per control get kar skt ahian.
                 
              • #202 Collapse

                yes dear forex trading business me gredd ki koi jaga nahin hay aur hum asani se apne greed ko control me rakh kar profit earn kar sakte hain aur forex trading business me greed aur haste se hum apna loss kar sakte hain.
                 
                • #203 Collapse

                  Yess dear i am agree with u...lalch buri bala ha hum jitna profit ke peche bhage gy utna humhe hi lose hoga is liye humhe forex me apne skill aur experiance ke sath kam karna chiye baqi profit humhe khud hi hojaye ga aur ziyada lalch se kam nahi lena chiye
                   
                  • #204 Collapse

                    Jee bilkul apka sab se bara dushman greed hi hota hai yeh main ese hi nahi keh raha main bhi yeh experience kiya hai kyun greed apko jiti hoi bazi bhi hara deta hai sirf kuch paison ki lalach main. Hum bohat acha krsakte hai agar ap khud par thora control rakhen or etmad bhi.
                    • #205 Collapse

                      Forex mein major problem hai traders k greedy ho jana aur ab ya question mind mein ata hai k hum greedy person ko kasa control kar skta hian tu uss k liya sb se best hai hai k aik daily k ya month k profit target mind mein set kar la aur iss jab aap k target pura ho jaha tu aap us se ziada trading na kara.
                         
                      • #206 Collapse

                        forex trading mein greed karna bohut buri bemari hy is sy sp ko loss ka chances kafi had tak ziayada ho jaty hen to ap ko is ko ignor karna hota hy ta k loss na ho aur profit hi earn kia ja saky to ap ko lagta hy jahan ap market move karny lag gai hy trade ko close kar den.
                        • #207 Collapse

                          g dear main ap ki baat sy bilkul agree krn gi k humein forex k business main ap gree ko avoid krna chhaye agr hum ye sochhty hain k hum raaton raat rich bn ajye tu ye ghalat ho ga or greedy bilkul na banein ap ko agar kam profit bhi hota hai tu ap os ka shukr ada karein ziada ki lalach na karein
                          • #208 Collapse

                            boht nice thread ha apki. forex ma jo log greed ko nhe chor sakhty wo is business ma earning nhe kar sakhty.
                            kyn k ya business totally market par dependent ha .or is ko properly karain gay to profit get ho ga. hamain greed sa avoid karna cahye or small profit ma he order ko close karna chaye.
                             
                            :cool::cool::cool:
                            • #209 Collapse

                              mujhe greed k bare me nao kowlage thi ab mujhe knowlage hoagai hai me greed ko dehan me rkha kr or dikh bhal ke trading kraonga or greed ka shikar hone se bachonga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Ji han agar ap greedy hain tu forex mai ap keliye koi jaga nahi hai kiu kay ap forex se earn nahi karain gay balke loose karain gay is liye greed ko forex mai nahi lana chaiye ye ap ko wrong trades open karne par force karti hai aur ap ko loss hu jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X