control your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2311 Collapse

    Jahan tak mjhy lagta hay greed ko control karna bht mushkil hay lakin agar app ic bat ek bat ko samjh lain to app k liye bht acha hogakay aik bara loss hm p impact kar sakta hay jabkay ek ek bara profit etna ziada impact nahi kar saky ga - so aynda k bad risk ko kam kar lain profit sath sath brhta jaye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2312 Collapse

      Forex trading business mein greed ki waja se buht ziada loss ho jata hy aur greed se bach kar trading karni cahaiye aur greed se hum forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil kar k bach saktay han aur aik target set kar k bhi hum greed se bach saktay han
      • #2313 Collapse

        jee Han bhai greed he hmary account ko kill krti hai is sy bachna bohat zrori to hai hai but yah bohat mushkil bhi hota hai woh luy k mujy hir bar jb bhi loss hwa hai greed or bad money management ki waja sy hwa hai
         
        • #2314 Collapse

          yes dear main b ap ki bat se agree kerta hoon k her trader ko apne greed per qaboo rekhna chahie kuin k greed trader ka enemy hay aur greed kerne se hamara capital waste ho sekta hay aur mare khayl main ager traders k pass Forex market ka complete knowledge ho to wo apne greed ko kem ker sektay hain.
          • #2315 Collapse

            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..g ap nay bilkul sahi kha ha hmay soch smjh kr trading krni chahye aur greed say bachna chahye isy main gaida ha agr greed say na bacha gya to loss to phr hr surat main hona hi ha
            • #2316 Collapse

              greed ko control kar kay humain kam karna ho ga ta kay market main kuch hasil ho sakay demo ko use karty hain to hi market main achi eraning hasil ho sakti hay hard work kar kay market ko achy say use karna ho ga ta kay kuch gain kar sakain magr is main agr humain greed ho to learning karny ka greed hona chahiye ta kay eraning ho sakay
              • #2317 Collapse

                jee Han bhai aap ny thek kha hai hum ko greed sy Bach kr trading krni chaye agir ksi din hum ko profit na mily to bhi hum ko saber krna chahty greed man koi wrong trade nhi lgani chaye zyada trader ko zyada profit ki greed hoti hai or woh loss kr rhy hoty hain
                 
                • #2318 Collapse

                  bahi ager ap cahty hu kay ap ko loss na hu ap ko profit hi profit hu to as kay lay ap kay lya ak bat bhut zarori hi wo hi greed conterol karna yani lalach sa bachan ager ap nay ak din kam earning ki to wo hi bhut hi ap ager lalach ma aa kay trading karo gay ap ko loss hu sakta hi
                  • #2319 Collapse

                    Dear greed (Lalach) achi chees nhi ha or khass kr k forex trading ma to bilkul b nhi q k trading krta hua agar lalach ko apna pas rakha to zuada chances loss ka hi hota han
                    • #2320 Collapse

                      agar hum greed ko control kar kay trading karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sabar say kam karen aru esmain lalach ko barhany na dain kyun keh es trha hum market main earning nahi kar sakty balkeh humay esmain loss ka samna karna parta hay
                      • #2321 Collapse

                        Jese k hum sbi janty hen k Greed is Curse.. Tw forex trading krty waqt b hme greed se door rhna ho ga wrna hme boht nuqsan ho skta hy.. Is baat ko nazr "Slow and steady win the race"me rkh kr hum forex trading ya koi b business kren tw hum zaror kamyaab hun ge..
                        • #2322 Collapse

                          greed ko control kar kay kam karna ho ga kun kay jab b hum greedy ho kar kam karty hain to trade main kuch hasil nai kar patay humain learning karny ka greed karna sai ho sakta hay kun kay ziada learning karna ziada earning hasil karny ka sabab ban sakta hay so active ho kar kay market main kam karna ho ga takay loss km ho sakay
                          • #2323 Collapse

                            g han ap ne bilkul theek kaha kisi bhi kam ko karny may hum jb tak apny andar ki lalach ko nai khtam kary gay tb tak hum kisi bhi kam may kamiabi hasil nai kar sakte isi liay humay cahiay k hum koi bhi lalach nai kary aurapni greed ko control kary
                            • #2324 Collapse

                              g dear hamain market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum si forex main sucess hon gay aur market main kam karny main bi asani ho saky gi aur profit hasil kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2325 Collapse

                                hamain is forex main apny emtion ko bi kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum market main kam karny k kabil hon gay aur is say hamain akm karny main bi mushkil kam ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X